qualities of a successful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    Dear aik succesful trader hmeshah learning k bad hi trade ko karta ha or aik succesful trader kabhi bhi is business me jald bazi se kam nahi karta ha or nah hi is business me greed se kam karta ha or succesful trader apna roz ka target bna kar trading karta haa...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      forex traind me successful hony k liye plannig aur practice boht zarori hai ,, achi planning aur achi practice ap ko ek successful trader bana skti hai but ya sb kuch experience se he mumkin hota hai .
      yes ap ne acha question i like your question basically bat yeh hai k acha trader banne k lye knowledge aur experience hona boht zarori hai is lye expeience hasil karien...
       
      • #1203 Collapse

        dear successfull trader ka pass good experience hota hay or wo ik time ma ik yh 2 trades sa zada trades nah put karta is lia success hona ka lia app ka pass big capital hona chaiya
        • #1204 Collapse

          well said dear, hame trading me practice ki buhat zaroori he, demo account se ap practice kar k experience hasil kar sakte ho... :)
          • #1205 Collapse

            a successful trader is the combination of these qualities,good knowledge,high I.Q,keen observer and good player of words to bargain.
             
            • #1206 Collapse

              is mai successful traders ki wesay to kafi zayda wualities hain jnab..lekin is mai kaam jub bhi karin an janb,,shai trha sya dil khol kar karna cahey jnab
               
              • #1207 Collapse

                g aik kamyab trader ki bht si quality hain mn ap mko bta ni skta ky us main utni qualities hain wo bhtr earn karta ho ga eio lalch ni karta hao ga wo ilm wala o gais ko planng ati ho gi
                • #1208 Collapse

                  successful trader ki pahli quality ye hai k wo is k baary mein bohot saara knowlege rakhta hai or dusron tak bhi pohonchata hai, wo janta hai k lose se kesy bacha ja sakta hai or profit kesy ho sakta hai
                  • #1209 Collapse

                    dear brother kamyab or best treader ke ya hobe ya hote hai ka wo ak strong account ka sath kam karta hai or km sa km lots ka tread karta hai or lalach nhe karta
                    • #1210 Collapse

                      forex aik best business hey is mein successful honay kay liye ap ko good quality choose karni hogi ap ko greed nahi hona paray ga aur is mein ap ko emotional ho kar trading nahi karni chayie takay ap loss na karay aur ap profit make karnay mein bhi kamiyab ho jayn .
                      • #1211 Collapse

                        jee jee janaab aap ki baat bilkul thek hai janaab forex mein kaamyaab honay ki qualities mein experience hona chahiye knowledge hona chahiye hamain good planning karni chahiye
                        • #1212 Collapse

                          dear brother bahot say hai learning kartay hai hard work kartay hai our pher waiting kartay hai trade position ka our jub tak who success nhi hotay who ik strategy ko bar bar check kartay hai
                           
                          • #1213 Collapse

                            forex mein aap loss aur profit both kartay ho aur aap forex mein aik successful trader ban saktay hain only effort aur mind sy work kiya kary aur basic learning enough hai studnes ky liye yeh business bohat easy hai aur aap bi is mein much money make kar saktay ho.
                            • #1214 Collapse

                              A good trader always use proper strategies and planning. He always use his brain not heart. hard work and skills are the key factors. Moreover for successful business, we must not be greedy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                forex me successful trader ki yahi quality honi chahiye ke us ko is business me mehnat ke stah kam karna ana chahiye or woh is business me greedy behavior le kare kam na karta ho kiun ke is business me agar koi cheez aap ko kamyab bana sakti hai to woh hai hard working or koi dusri cheez ap ko kamyab nhi kara sakti hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X