qualities of a successful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    Forex trading main wohi traders bahut ziada kamyab hoty hain jinko demo account p practice krty krty ziada time laga hota hy aur is ziada practice ki waja sy unko ziada experience hota hy is liy forex trading main kamyabi k liy ziada experience chahiy ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      agar hum aik kamyab trader main khud ko shumar karna cahhty hay to eskay liey humay forex trading ko theak say seekhna chahiey kyun keh theak say seekh kar he humari trading achi aur behtar ho sakti hay aur hum esmain acha fufuture bna sakty hay humay mehnat karni chahiy
      • #1698 Collapse

        Forex men succesfull trader banne k liye hamen qualities bhi achi banani parti hain.
        1:forex trading men hanari jitni achi quality planning hogi ham utna hi forex men succes ho saken ge.
        2:Forex trading k liye hamen planning kr k aana chahiye.
        3: trading k liye hamen forex ka experence hona chahiye.
        4:trading hamen mony managment aur risk to reward ko dekh ker lrni chahiye.
        5:trading men hamen greed bilkul bhi ni krni chahiye agar ham apni trading men quality stragties use keren ge to ham zarur success ho jaen ge.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #1699 Collapse

          aik acha successful trader wo hota hay jo hamesha planing sey achi strategy sey aur apany best anaylsis se trading karty hain aur har cheez ko money management etc le kar chaltay hain ap bhi ye sab apna kar success le saktay ho
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #1700 Collapse

            Achay trader main bahut sari khobian hoti hain un main say kuch me biyan krta hun
            1. Acha trader market ki value ko analyze krta ha
            2. Wo kbi bhi gareed nai krta
            3. Acha trader best trading time ko observe krta ha
            4. Hmesha cool mind k sath aur relax ho k order place krta ha
            5. Hmesha stop loss aur take profit set krta ha
            6. Demo account pay practice k bad real account pay trading krta ha
            7. Moving average aur RSI indicator ko closely watch krta ha
            8. Low lot slect krta ha
            I hope meray points apko pasand ay hon gay. Like aur thanx zarur krain agr pasand ay to
            • #1701 Collapse

              Dear aik achi trader r successful trader ki ye nishani hoti ha ha k wo without planning r stragedy k koi kam ni karta.news ko day by day check krta rehta ha r us k k trend banny wait krta ha r us k bad hi trade open karta ha.loss hony sy ghabrata ni r profit ki ghoj mn laga rehta ha.
              • #1702 Collapse

                jee haan bhai ap ny bilkul sahe baat ke ha aik successful trader banay k liyay aik tw practice bhot zaida matter karti ha aur dosra apka experience agar ap k pass ye dono cheezain hain tw app aik syccessful trader hain aur hmain bh is par mehnat karni chahiyay
                • #1703 Collapse

                  agar hum kamyab ho kar trading karna chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko theak say learn karen kyun keh theak say learn kar kay trading ko agar hum run karen gay to achi earning kar sakty hay ye business sab kay liey best hay humay es business main theak say focus karna chahiey
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #1704 Collapse

                    aik successful trader wo hota hai jis mai greed na ho bl ka wo apna kam achy treeqy sy krain or aik kamiab trader wo hai jo k market ko daikhty hoye trade lgaiye. es k elawa aik kamiab trader wo hai jo k news ko daikhty hoye lot lgata hai. or es k elawa aik achi trading k liye hamisha stop loss or take profit ko laita ho...
                    • #1705 Collapse

                      Forex trading k business main jo kamyab trader hain wo ail to bahut ziada practices kr k experience k sath trading krty hain aur doosra wo apny seniors sy technical aur fundamental annaylsis lazmi seekhny main mehnat krty hain aur yeh sab kuch seekhny k bad wo jab bi forex trading ki market main trading k liy bethty hain to mokamml cool mind aur bina loss k der k trading krty hain aur yehi stretegy aur planning unko forex trading main kamyabi dillati hy
                      • #1706 Collapse

                        kamyab traders ke sab say bari quality tu yeh hoti hai ke woh mehnti aur hard work lazmi hota hai . kion k forex trading ke learning karnay k liye kafi mehnat aur hard work ke zaroort hoti hai . iss kay sath sath achy trader mai patience ziada hota hai aur iss ka apny emotion per control b acha hota hai .
                         
                        • #1707 Collapse

                          Ji haan aapne trader ki qualities Bataye Hai Magar Yahan Par Ek baat Aur bata do ki jo successful trader hote hain wo Hamesha signal ka wait Karte Hain Jab tak unko Koi confirm signal nahi milta Woh Apna order open nahi karte aur wait Karte Rehte Hain Yeh Hai Un Ki Sabse Badi khasiyat Hai Aur kamyabi Ka Raaz Hai
                          • #1708 Collapse

                            Jo kamyab trader hoty hy un ki bhot sari khobi hoti hy jehsy k who lalach nai krty hy our bhot sakon k sath kam krty hy who kbhi bhi zeada lalach nai krty hy apni trade ko sahi achy sy manege krty hy choti si bhi bt ko egnore nai krty hy to who kamyab hoty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • #1709 Collapse

                              hamain sucess hony k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main bi asani ho saky gi it is best job
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                agar hum kamyab trader banna chahty hay to eskay liey humay money management karty huway he kam karna chahiey kyun keh money management karty huway he kam karnay main he faida hota hay aur tab he achi earning bhi mumkin hoti hay ye businness sab kay liey achy chances muahya karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X