qualities of a successful trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bro trading m success hony ki qulities ya kh kh wo apny goals ko target krty hn .apny ap ko market trend sy touch rkhty hn or update bi .wo trade krty waqt greedy or emotions ko control krty hn. wo apny loss ko stop rkty hn
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bai jna aik acahy trader ma sabr paya jata ha aik achay trader ma is tarah ki khubia pay jaty ha jo ka darjzail ha .
      daily neews ko study karna
      apnay target per nazr rakhna
      apnay emotin per kabo rakhna
      sabr karna
      patience hona
      demo account per work karna.
      • #138 Collapse

        jo b acha trader hay wo ye sab cheezain daikh k he kam karta hay sab kuch analysis kar k daikh bhai k time diakh k market daikh k signal daikh k news daikh k pora experiecne lainy k bad he trading start karta hay
        • #139 Collapse

          succesfull honay kay liay sub say pehly ap ko is per sahi say focus kerna hoga ap ko is forex rtrading ki sahi way ma knowledge is ma expernce layna hpga kay kis trha market ko annalys kia jay or demo ma prctice jis ki sub ko zarrorat perti ha wo bhut zroori ha
          • #140 Collapse

            aik successful trader ko hardworking hna chaiye market analysis ana chaiye patience se kam lena chaiye risk factors ko reduce karna ana chaiye greed ko khud se door rkhna chaiye fresh mind se kam krna chaiye
            • #141 Collapse

              planning aur aim aik bohat hi ehm thing hai ye ap nay bohat acha topic pick kiya hai .. agr hum aik plan bna lein gy aur us par focus rakhen gy to hame koi b difficulty nazar ni aye gi.. balke target hamre pass khud chal kar aye ga.. just ap ko is k liye thore hard work ki zarurat hai ,, is k elawa planning ka aik ahm faida hota ahi k ap ko incoming events ka pehaly say hi pta chal jata hai matlab koi b tough piont ata hai to ap us k liye already tiyar hote ho aur easily tackle kar laite ho.. ye keynotes hain jinhe har ek trader ko zehan mai rakhna chahiye
              • #142 Collapse

                a successful trader in the forex market must have the following qualifications.
                1. experienced,
                2. knowledgeable,
                3. skilled,
                4. technical,
                5. control over emotion.
                 
                • #143 Collapse

                  ek successful trader ki mjhay jo sub say bari quality lagti hai wo yehi hai k wo hamesha apni earning ko constantly hasil kartay hain kabhi loss nahi kartay hain.
                  • #144 Collapse

                    To become a Successful traders a person have to get planning and knowledge and confidence also . if a person is hard worker then he should be able to do anything. Planning change anything ,,
                    • #145 Collapse

                      bhai jan meray nazdeek aik achy trader ko aik acha planner b hone chahiye, he should be a good manager, he should be a good marketer, he should have a great knowledge of market, he should be a good leader also, kiyun k aik acha leader he apni team ko manage kr skta hai. aur usy market ki condition ko dekhty huye trading krni aani chahiye, isi trah wo aik acha or successfull trader ben skta hai
                      • #146 Collapse

                        1 ache trader me bohat se ache khubyan bhe hote hain jaise wo hard worker hota hai emoyions per control rakhta hai ache trade krta hai loss se bachta ha
                        • #147 Collapse

                          forex traind me successful hony k liye plannig aur practice boht zarori hai daily forex news study kerna ha. Successful trader ki qualities ye hai k un traders k technical analysis perfect hoty hai
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex traind me successful hony k liye plannig aur practice boht zarori hai ,, achi planning aur achi practice ap ko ek successful trader bana skti hai but ya sb kuch experience se he mumkin hota hai .
                            SUCCES full trader ke bri khoobiya i think ye hungi,.
                            1: ziada time spend krega,
                            2: apna knowledge shair krega,
                            3:practice ziada krega
                             
                            • #149 Collapse

                              meray khayaaal main aik kamyab trader main trading k baray main wasee experience aur knowledge dono ka hona bohat zaruri hai jb ye dono cheezain jis k pas ho gi wo tradeing k business main kamyab ho jaye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                successful trader hamesha apni trade ko ache se dekh kar krta hai aur profit kam bear krta hai taake bare loss se bach sake aur forex me mehnat ziada hai aur loss hojaye toh ziada bura lagta hai isliye wo hamesha soch samajh kar kaam krta hai aur apni galtiyon se seekhta hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X