Forex ko International business Kyon Kahate Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

    forex trading ka busniess puri duniya main is lie har traders ko soach smajh k kaaam karna hain achi earning karne k liey soach smajh k kaaam karna parta hain forex trading asa busniess hain k is main har koi amazing earning kar skte hain har person ko achi kamyabi k liye hard work karna parta hain wahi traders achi earning kar lete hain jo forex trading main regular kaam karte hain regular learning karte hain khud he learning kare and kamyabi hasil kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

      Zee Forex ko International work isliye Kaha Jata Hai yah pure world mein chalta hai aur Yash ki jo market Hai vah Puri world se running Hoti Hai yah Netra start Sydney Se Hoti Hai and news 8 may hoti hai abhi Shimla per Kabhi Ham kaun se Chalti Hai isliye is worldwide business bhi Kaha jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

        Assalamu Alaikum Forex friends
        es ko international business es liye kehty ha kuo k ye ak aisa platform ha es mae ap internaional level per trading kr sakty hai..
        • #19 Collapse

          Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

          forex bht e acha business hy .ham is me bht ziada paisy kama sakrty hain .isko international business is lye kehty hain kyukeh is me har banda involve hota hy aur wh apna kam alag tareky se kar sakta hy . forex me pori duniya se logo involve hoty hain .unka maqsad sirf yhe hota hy keh wh apna full time kam kar ke business kar sakty hain .aur individualy apni abilities ko aagy barha kar thek tareky se kaam kar sakty hain . is me bht ziada paisy hain. koi kisi ka muhtaj ni hota
          • #20 Collapse

            Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

            Q k ye asa platform ha ho duniya k har hissy ma use ho rha ha or duniya k saikro log isko use kar rhy ha or is sy faida ly rhy ha forex 1 international platform ha
            • #21 Collapse

              Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

              Dear mate Forex trading ak International Business hai ku kay iss Business main aap World main kise be Jaga Say Handle kar sakty hain or kise be Country main Rhty hoay Forex Trading kar sakty hain iss liy is ko Internaltional Busness khty hain Forex Trading main Aap ko ak Office main byt kar kam nahi karna Hota hai ku kay Ye Freedom business hai jiss ko handle karny kay liy aap ko Zada Setup ke Zrort Nahi hoti or aap ko Bas Ak laptop ke Zrort hoti hai or Internet ke Zrort hoti hai jo ap ko kahe Be Mil sakty hain or aap Laptop ko kahe Be Carry kar kay Ly ja Sakty hain iss liy main aap ko Btana Chata hu kay ye Business Boat He profit able Business hai iss main kam karty hoay aap ko ko Kise per Depend karny ke Zrort nahi hoti or khud he Apni Investment ko handle karna Hota hai jab aap aisa karty hain toh aap ko koi tension nahi hoti aap khud sab kuch Apni nazro kay samny or khud handle kar sakty hain jo kay boat he achi baat hai iss liy forex trading karny kay liy aap ko acha knowledge ka hona Zrori hai tab he aap Successful ho sakty hain or acha profit gain kar sakty hain.
              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
              • #22 Collapse

                Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                bhai forex business ko internatinol business is liyea khty hain k ya online business ha pory world main ap kahin sa or kisi country sa apna forex business start karo
                • #23 Collapse

                  Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                  forex trading asal main online sahulat muhaya karta hay agar hum daikhy to internet kay zariye es business ko asani kay sath run kea jata hay chahy hum duniya kay kisi bhi konay main kyun na hon hum es business ko asani kay sath internet kay zariye run kar sakty hay humay chahiye keh agar hum nay trading karni hay to humay chahiye ziada say ziada time dain esko kyun keh ziada time dai kar he hum market main bohat he achi earning kar sakty hay
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                    G forex international business hai or humein sab ko iska batana chahiye Unlike MetaQuotes, Spotware Systems allows developers to code in C#. cTrader Automate is an all-inclusive algorithmic trading solution, available from the integrated development platform. It features a more advanced testing environment than MT4/MT5 and enables the creation of trading robots and custom indicators. Enhancing the overall product environment and offering additional tools to FinTech companies are cTrader Open API and FIX API. Despite a superior product portfolio, cTrader remains distinctively behind in volume as compared to the two MetaQuotes trading platforms, and the elevated cost limits the number of brokers offering cTrader.Conclusion - What type of traders benefit from which trading platform the most?MT4 is a versatile trading platform and an ideal choice for most retail traders. Any trader who can make a small investment to obtain necessary upgrades for the basic version will discover the opportunities offered by the MT4 infrastructure, which remains the core asset of MetaQuotes. It can be fully modified to suit the need of the individual trader.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                      Forex ko international business isliye Kaha Gaya Hai Kyunki Ham Jahan Bhi Ho Ham Forex mein Main kam kar sakte hain Kyunki Yahan Har society ka Banda involve Hota Hai aur ham Jaisa Chahte Hain Vaisa kam karte hain isiliye main international business is Kaha Jata Hai Kyunki yah online business hai jo Har Bande ke liye bahut jyada savla hai Paida karta hai aur ham ghar baith kar Achcha Kama sakte hain isiliye duniya mein bahut jyada fayda Hota Hai hai chahie ke Mrs visit se Paida Hota Hai Agar Ham is Mein mehnat Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge Kyunki yah Pakistani business hai aur Hamen ismein Chitra Band Karke kamyabi Hasil karna chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                        walekum assalam Forex Aisa business hai jo sirf Pakistan mein nahin hai balki Iske alava yah Puri Duniya Mein phaila Hua Hai Forex trading pure world mein log is pe kaam krty hain isliye is ko international business Kaha jata hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                          Appny theek kaha forex ek aisa busniess hainjo sirf Pakistan mai nahi balkybworld mai kaam kiya jata haim forex ek inline busniess hai jo world ka bara business hai jis mainlakho dollars ka business hota hai ler day . Bohut investment wala business hai is mai kaam karna chahiye
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                            Jab Ham Forex trading ke liye market mein enter hote hain to vahan per worldwide Har EK country ki Apni Apni market chal rahi Hoti Hai Humne use market Mein jakar vahan se stock purchase karna hota hai to chahie Sabse Badi vajah Hai Ki Forex trading co Ham international business ka naam Dete Hain Kyunki Yahan per Duniya Ki Sabse Badi developed and underdeveloped both countries ki badi badi organisation Jama hoti hai yahan per trade kar diya Apne stock ko sale karti hai aur new stock purchase Karte hi
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                              Assalamu alaikum dear Forex members
                              Forex ko international business asali ka jata hai kyunki yah ek world main kisi bhi country ke log is per kam kar rahe hain ismein har Koi country ka person apni market mein jakar trading kar raha hai yah ek online aur international business hai jismein jitna jyada knowledge or experience hoga utna hi acche aadami post karte hain aur jiske jyada Se jyada bonus Milne ke chance hote Hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex ko International business Kyon Kahate Hain

                                Bhia foex ko international business esliye kaha Jata ha k es min dunia k bhot se log es main business krte Han duni k har country as es main Kam krte Han r profit r Loss chal that ha har ksi ko ye dunia ka mashor business ha es moan har bnda Kam kr skta ha thory peso se b r bhot zaida peso se b q k jtna zaida pesa moan main lageo ge otna hi Zay pesa main ae ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X