Model-based trading stretigy Kia hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Model-based trading stretigy Kia hai?
    Forex market main trade kerny ky liay differnet trading stretigies use ki jati hain jin main sy aik model-based trading stretigy bhi hai main yahan per yeh discuss kerna chahta hun ky model-based trading stretigy Kia hai ham isko kis terha sy apni trading main apply ker sakty hain ky hamain market ki movement ka achi terha pata chal saky aur ham trade open ker ky acha profit hasil ker sakain tou tamam members please comments on model-based trading stretigy ky model based trading kia hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Model-based trading stretigy Kia hai?

    Model base trading strategy ark bht kamiaab trading karney ka wahid tareeka hai jisko agar ham ache experience aor planning ke saath kare to aek bht acha profit kmaa sakte hai forex aek online world famous business hai is me ham jitni ziada mehnat kare ge hamara utna hi acha bonus aye gaa is liey friends hame chahiey keh mehnat ke saath work kare aor regular post karni chahiey taa keh dosto hamara acha bonus aa sake ham forex me jitna ziada kaam kare ge utna hi acha hame reward mille gaa

    is liey koshish kare keh forex ko ap daily time den jis se ap ka knowledge me izafa hogaa is me koi shaq nahi keh forex aek profitable business hai lekin tabhi jab hamarey pas bonus bhi acha hoo aor trading experience bhi hoo tabhi ham aek kamiaab trader ban kar ziada se ziada earning karne me kamiaab hoo nge

    Forex aek bgt acha rozgaar hai un ke liey jo berozgaar hai agar woh forex join kar ke is me mehnat se work kare to woh aek bht acha profit kmaa sakte hai .
    • #3 Collapse

      Re: Model-based trading stretigy Kia hai?

      Model based trading strategy hamain mathematical calculations ki base per trading main helpful daoti hay. Ye aik paper work hota hay jo trader forex market ko predict karnay aur analyse karny kay liye use kia jata hay. Is main hamain trading main to the point help ai milti aur na he is say hamain koi profit ki gaurantee hoti hay.

      Model based strategy main hamain some rules banana party hain yani keh ham is main some rules kay teht work karty hain. Aur money management say lay ker profit and loss ki calculations tak sab kuch calculate karty hain. Ham is main historical price data aur bar charts ki madad say calculations karty hain aur assumption ki bajaye realistic data find out karty hain. Yani ager hamain is main 5 dollar ka profit hota hay to is kay liye hamain kitna commission pay karna hota hay. .01 ki lot say hamain kitna commission daina pary ga aur .05 ki lot use kar kay hamain kitni pips gain karni parain gi, kitna ham market main apni position hold kar sakain gay aur overnight trade main hamain kitna swap pay karna pary ga.

      Yani keh ham model based strategy main manual calculations kar kay apni trade kay liye analysis aur isko control karty hain. Is main automation isi had tak hoti hay keh ham alerts lay sakty hain. Ager ham sab kuch manually karain gay to ham is main bahut time consume karny kay bad bhi trade main khatir khawah eaning nai kar sakty. Model based strategy main aik organized manner say kuch indicators ka use kar kay mathematically and algebrically calculations kay through ham trading planning and analysis karty hain. Albata ager ham sirf manually calculations he karty rahain gay to is say hamain kabhi bhi effective earning nai ho sakti.
      • #4 Collapse

        Re: Model-based trading stretigy Kia hai?

        Je dear ap ny bhot acha question kiya hai. Es k answer k lae hamy bhot sari knowledge hasil ho gi. Forex ma asy quality waly threads kio kio b karta hai. Baki sb member to time waste karny ma lagy hain. Unka khawal ye hota hai k bus jaldi sy prevouis information ko use kar k he apna work mukamal kiya jae or jan chorae jae. Forex ma hamy 2 din bad ik thread lagana chahe but asa lagana chahe jis sy sb trader ko maximum knowledge gain ho saky.

        Model based trading. Forex ma model based trading ka matlab hai patterns ko follow kar k trade ki jati hai. Forex market bhot sary pattern ko follow karti hai but asa hota hai k market ik pattern sy dosray ma transform ho jaty hai. Trader ko market ma bhot active rehna hota hai jo trader pehle sy ye janany ma kamyab ho jata hai k market kis pattern ma transform karny wali hai wo kamyab trader ban jata hai. Asa tb he ho sakta hai jb trader model based trading karyn gy. Wo model based trading ma pehle he plan bana lety hain k market ka trend kiya hai or ye kis direction ma move kar sakti hai or ye b pata laga lety hain k market kis point tak mazeed retrace ho sakti hai. Forex trading ma model based ki trading k pass bhot achy skills hony chahe or new trader ko pehle demo account ma model based training karni chahe. Es sy jb wo market k achy skill hasil karny ma kamyab ho jayn gy to he wo trading ma kamyabi hasil kar sakty hain.

        Benefits of model based trading. Forex ma model based trading ka faida ye hai k es ma trader ko pehle sy sara plan karny ma or market ko follow karny ma bhot kamyabi hoti hai. Hamy pehle sy ye pata hota hain k agr market ny hamy favour na kiya to hamy kon si trade open karni chahe.
        Last edited by ; 03-10-2020, 08:52 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Model-based trading stretigy Kia hai?

          forex mein mode based tradibg ka matalb ye hai ki hum patterns ko follow ker k trade ko chalayen forex ki market mein bohat sary patterns hain lekin somtimes aisa hota hai k market aik pattern se doosry pattern mein transform ho jati hai traders ko humesha market mein focus ho ker work kerna hota hai market k transformation ko jan'ny k liye bohat zeada knowledeg aur learning honi chahiye jo trader market k transformation aur changes ko samjh jata hai wo forex par kamyab ho jata hai aur acha trader ben jata hai aur ye sab usi waqt possible ho sakt hai k jab trader model base trading keren is se humen pata chal jata hai k trend kiya ho ga aur kis direction mein move kery ga kuen k hum ne planning ker li hoti hai aur humary samny kafi opportunities bhi maujood hoti hain
          hum is se ye bhi pata laga sakty hain k market kis point par mazeed retrace ho sakti hai forex ki market mein agar hum model based trading kerna chahty hain tou us k liye humen skills ko develop ker k kaam kerna ho ga jab wo skill hasil kerny mein kamyab ho jayen gy tab he wo is par trading ker sakty hain is se humen bohat he faida hota hai kuen k is se trader ko pehly se he market ki direction ka pata chal jata hai k next moment kea ho gi aur trend kea ho ga is se hum ye bhi jan sakty hain k agar market ne humen favourable condition provide na ki tou hum is mein kon c trade lagayen humen is mein strategy ko use kerty hue kuch aisy rules ko benana parta hai jo humen trade mein help keren
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Model-based trading stretigy Kia hai?

            ji members kya hal hai aap hi ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge jaisa ki aapane poochha hai model based trading kya hai statutory kya hai aur ise kis tarah se istemal Kiya jata hai ji bilkul yah statutory bahut jyada important hoti hai aur iska istemal bahut samajhdar aur aur soch samajh Kar karna chahie jaisa ki aap ko pata hai ki Ham jitna jyada hardworking ke sath kam karenge itna jyada hi hamen panipat aur profit hasil hoga aur agar Ham hardworking ke sath Kam nahin karenge to Ham apna time se karenge agar hamara inke saath kaam karenge to Ham hamen star jiti karne ka mauka milega aur shirt reuse karne ke liye chahie ki Ham assistant City use Karen jisse hamen pata chale ki hamen bahut jyada fayda hone wala hai is tarah se karne ke liye jaruri hota hai ki Ham apne kam ko focus on kar Karen apne seniors ko palan Karen aur agar apne seniors ko follow karke kam karenge to abhi hamen bahut jyada achievements hasil hogi aur trading karne ke liye jaruri hota hai ki Ham kisi ne kis jati ko apna ka trading shuru Karen aur agar Ham is tarah se karenge to hamen bahut jyada fayda hasil hoga hamen chahie ki hamen shrimant hasil karne ke liye apne se usko follow Karen aur unse guideline neta kya mein achievement shastri Laura networking ke sath kam Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X