market news and trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    yes bhai forex trading business ma new ki ahmiat sa bhi inkar mumkin nahi ha. agar ap ye bata skana ka news ko kaisa samjha ja sakta ha kyun ka mujha to abhi tak nahi pata chala ka news ko kaisa samjhain. new ka time par trading nahi karni chahia aur news ka baad kuch waqfa da kar market ka trend ko cheek karna chahia.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      market me jab bhi aap trading me enter hon to ap ko chahiye ke news or trend ko dekh kar he kam karen takey aap ko is business me ache se kamane ka moqa mil sake or aap faidamand trading kar saken kiun ke hamesha trend he kamyabi dilata hai .
      • #783 Collapse

        Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all members bhai ne acha swal kia hai meray hisab se to agar market ka trend up hai aur ap ko report down ki mili hai to ap thori dair market ka wait kr kay trade krain to zayda behtar hai..........
        • #784 Collapse

          yar mare khayal se new trader ko kabi bi new par trade nai karni cahye koi k news trading boaht zayda risky hoti hai new ma price bohat tazi k sath move karti hai
          • #785 Collapse

            aam tawar phy hum techinical tarding karty hain jab news aati hai tu phr wo technical phy nahi fundamentl phy chlti hai es laye zyada tar nrws time technical nalysis fail ho jaty hain aur hmara sl hit ho jata hai..better ye hai for technical analysist k lye keh news time safe side phy jain.....
            • #786 Collapse

              forex markeet to bhaie jan chalte hi forex ki news pay hai forex ko apna trend change main chand mints hi klagty hai aik bat zehan main rakhiye ga k forex news main markeet aik news say b badal jate hai
              • #787 Collapse

                jee han market me news ka boht aham role hota he or market me iske hone se hamko phr market me kafi aware hona parta he kab ham ne analysis karna he or ksitrah se phr ham ne apni trade ko safe rakhna he or jab ham market ki news ko nazar me rakhen ge toh phr hamko loss hone ka risk nahi ho ga
                • #788 Collapse

                  Forex market kay trend ko humay lazmi follow karna chahiey agar hum esko theak say follow karty huway trading karen gay to hum es say bohat acha profit earn kar sakty hay kyun keh market aik trend ko follow karti hoi he move karti hay
                  • #789 Collapse

                    b dost apnay apnay knowledge say hamain agahi dee iskay liay ham apkay shukar guzar hain.. aur main umeed karta hun k yeh post yaqenan new traders k liay bohat faida mand ha.. market trend ko analys karna main bat ha.. market trend ko ham apnay experince ki madad say sekh saktay hain aur jub is trend ya moment ko ham achay sday judge kar lain to hamaray liay earning bohat asan ho jati ha..
                    • #790 Collapse

                      Market no news or economic datas boht ziada effect karty hein esi liye seniors kehty hein k trading start krny se pehly economic datas jo os din release hony hoty hein ko dakhna chahye, or some time ehsa hota he k market trend agar up chal raha he to koi ehsi news hoti he jo market ka trend reverse kar deti he. So news are alos important.
                      • #791 Collapse

                        market k news ko jo b trader sunta hai wo es mien theek desion theek leta hai or es mien earning hasil ker pata hai or apny gher k halat ko theek kerta hai
                        • #792 Collapse

                          news or trend ka apas me bohat gehra taluq hota hai forex ke business me kiun ke news aap ko trend ke bare me bhi bata deti hai kabhi kabhi or aap agar experienced hon to aney wali news or trend ka aap ko technical analysis se bhi pata chal sakta hai .
                          • #793 Collapse

                            forex k business mai market trends and news bohat important cheez hy. market trends hmain market ko analyse krnay mai help krta hy takay hum sahi waqt par trade open kr skain aur profit ajaye. news sy pta chalta hy k market upar jaye gi yaa neechay. yay dono bohat important cheezain hain
                            • #794 Collapse

                              forex trading main hum trading kay through profit earn karty hain or humain is main loss be ho sakta hay or agr humain market kay bary main news or trend ka ilam ho jaye to ye humai nuksan nai hota hum profirt earn karty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                bilkkul theek farmaya aap na ka hm jab forex trading karty hai too us time news ki waja say kafi ziada fluctuation aati too ha but usi ka sath sath agar aap na theek jaga par trade lgy ho gy then aap ko kkafi acha profit ho ga but some time kismat achi na ho too aap ko loos ho sakta hai but thoory sa time ka baad market wapis trend ma aajti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X