Stop Loss
Aj Hum Baat Karney Ja Rahay Hain Stop Loss Ki Tu Sab Say Pehley Mai Apko Bataoun Gah Keh Stop Loss Hota Kia Hai Tu Stop Loss Aik Limit Lock Ki Trah Work Karta Hai Trading Graph Mai Ya Kise Bhi Trading Application Mai Or Is Function Ko ( SL ) Bhi Bola Jata Hai Or Ye Trader Jo Trading Kar Raha Hota Hai Forex Market Mai Ya Kise Bhi Market Mai Tu Wo Loss Say Bachney Kay Liye Aik Limit Set Karta Hai Jis Say Loss Aik Khass Limit Say Zaida Nhi Hota Or Iska Bhut Faida Hasil Hota Hai Traders Ko Traders Is Function Ko Use Karney Say Big Loss Say Bhi Bach Saktey Hain.
Take Profit
Agr Ab Take Profit Function Ki Baat Ki Jaye Tu Ye Bhi Same Way Mai Work Karta Hai Jesy Stop Loss Work Karta Hai Or Isey ( TP ) Bhi Kaha Jata Hai Ye Trader Tab Istamal Karta Hai Jab Usey Profit Aik Khass Had Tak Chahiye Hota Hai Trader Is Function Ko Kahein Bhi Kise Bhi Assets Shares Mai Istamal Kar Sakta Hai . Take Profit Hamein Aik Graph Position Mai Set Kartey Hain Jab Market Level Us Tak Reach Karti Hai Tu Trader Ki Lagai Howi Trade Automatically Close Ho Jati Hai Hamarey Set Kiye Howey Profit Kay Tehat . Is Say Traders Ko Markets Ki Up And Down Movement Say Nhi Darna Parta . Traders Is Liye Ise Istamal Kartey Hain Takeh Wo Apna Profit Lock Kar Kay Hasil Kar Sakein Koun Ke Agr Hum Free Profit Limit Set Karein Gy Tu Hamein Monitoring Bhut Zaida Karni Parey Gi Jo Keh Sahi Nhi Hoti Or Kuch Traders Is Cheez Ko Nhi Mantey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим