keya posting mein mahnat hai k trading mein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

    Mere Pyare dost posting so sirf aur sirf mehnat mein hai aur karna Hamare Lakkha depend karta hai aur mein chahie Kya Hamesha mein bahut hi acche tarike se trade Karen aur posting bhi Karen Hamen trading aur posting donon Mein mehnat karna chahie Kyunki Jo log mehnat Nahin karte ho kabhi bhi Kamyab Nahin Ho paate Hain isliye Main Apne mehnat per taaja Dena Hoga aur Bajar mehnat Ke kamyabi Nahin milati
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

      Forex mai hum agar acha profit lena chahty hai to mehnat bohut zarrori hai. Mehnat appko har stage par karni hogi chahy learning mai ho kaam karny mai. Isky elawa agar appko forum sy acha bonus chahiye to appko is forum par bhi pori mehnat karni hogi isky baghair appko bonus nahi diya jaega jis sy app trading kar skein
      • #33 Collapse

        Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

        Dear respected member forex mein start sy he mehnat hy or forum basically forex ki best facility hy jahan theoretically trader learn karta hy posting karke or posting mein sakht mehnat karne ki zarurat hy kyo ky posting bhi mind py pressure dalti hy jo ky sirf quality wise ki jaye tou best hy. Jab bhi trader ko forex mein apna career start karne ka plan karna hy tou forex sy related har facility ko positive manner sy avail karna chahiye or hard work karne mein koi compromise nahi karna chahiye kyo ky forex life changer business hy. Trader ko zehan mein yaad rakhna chahiye ky forum mein trader ki success uski quality posting ky zariye show hoti hy jabke trading mein trading history trader ky experience ka outcome hota hy or trader ko lazmi tor py sakht mehnat karni chahiye.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #34 Collapse

          Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

          Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm is platform main Kam kr rahy hn to ap my ye pouch liy ahi kh mhanty posting main hoti hi ya tarding main Mary khiya main hoti to do so main hi lqn is main farq hi posting main ziyada hoti hi or trading main hm ko market ko analyse krana hota hi or os ky bad posting krni hoti hi
          • #35 Collapse

            Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

            Ham logon ko yahan per posting karne mein acche se mehnat karni chahie aur logon ke sath maximum knowledge share karte rahana chahie tab jakar Ham logon ki trading skills improve hona shuru ho jaenge aur hamen fayda bhi hoga aap log aise hi hamesha kam karna shuru kar den
            • #36 Collapse

              Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

              Deer member agar aap Pak Forex form per Apna work kar rahe hain aap ko pata Hona chahie ki aapane Forex mein Main post Hain karni ho ya trading karni ho donon main aapko mehnat karne se hi kamyabi Hasil hoti hai isliye aapko post hun acchi Aur meri honi chahie Unki limit ko complete Karke aur jyada Se Jyada acchi aur information wali post Hain submit Karen apni galtiyan Aur Main Stri ko clear Karke submit Karen Agar aapane trading karni hai to trading ke liye pahle Achcha experience Hasil Karen account per practice Karen market ko check Karke information Sarkar ki trading Karen agar aap donon mein jyada mehnat Karenge to aap jaldi kamyabi Hasil kar lenge Kyunki mehnat Ke bagair Na to aap posting kar sakte hain aur na hi trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #37 Collapse

                Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                Dear friends,
                Umeed hai sb friends khariat sy ho gy jesy k bhai ny kaha k forex trading m apko marketing ka knowledge hasil krny k liay markeet ka analysis krna prta hai liay yha pr ap ka ana lazmi hai or possibly hai k apka read krna hi post ko apko fyda dy jae gi is liay pos ko read krna b lazmi hai baqi ap demo account pr b kaam kr k apna experience hasil kr sgty hai lakin apko in dono ko dykhna hoga post b read kry ir sth sth demo account pr practice kry ta k apka dono trf experience acha ho or ap jb b trading kry to apko loss na ho is liay guys ziada sy ziada mehnat kry posting krny m b or read krny m b or demo account ko b use kr k apna experience increase kry
                • #38 Collapse

                  Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                  keya sub jante hain k posting mein zeyda mahnat karna hote hai k trading mein hum ko tau lagta hai k dono tuff hain hum ko tau dono ka sahi
                  nahi pata aur nahi hum ko is ka knowledge hai hum ko tau dono main mahnat karna perte hain keya ya mahnat kam nahi hosakty aur hum is mein
                  kamyab hosakty hain.
                  Hamen posting main bhi mehnat Karni chahie aur jab Ham trade kar rahe hote hain to tab bhi Hamen mehnat Karni chahie Hamari mehnat donon mein bahut jyada Jaruri Hoti Hai posting Mein Hamen Jyada Se Jyada informative posting Karni chahie tha ki Hamara bonus bahut jyada hai aur uske sath sath reading Hamen Aisi Karni chahie ki Hamen Kabhi loss Na Ho
                  • #39 Collapse

                    Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                    Asal chez tu ap ki postnig hai jis ne ap ko kamyab kerna hai jb ap apni posting me mehenat keren gai tu ap bonus bhut sara mile ga our os bonus se ap trading ker pain jb ap ka bonus nhi ho ga tu ap kese trading ker pain pehele ap posting me mehenat keren post ki quality ko acha keren our phir ap ko bhut acha bonus mile ga ager ap ka bonus nhi ho ga tu ap trading bhe nhi ker pain gai jitni koshish ho sake post per ziada mehenat kere
                    • #40 Collapse

                      Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                      Members posting ko trading donon Mein Hi mehnat Higher Learning hi knowledge hai practice hai donon ka Munh per aapko bahut jyada learning ki jarurat Hoti Hai practice karni Hoti Hai Jitna Jyada aapke pass knowledge Hoga aap posting utani Jyada mehnat se Karenge aapko daily basis per target complete karna hota hai posting ka aur sath hi trading mein aapke pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai trading Mein profit and loss aapko face karna padta hai active Hona padta hai aur apni market ko visit karna Hota Hai news ko follow karna padta hai donon hi ka Munh per aapko mehnat ki jarurat hoti hai aur acchi learning ki
                      • #41 Collapse

                        Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                        Assalamu alaikum dear forex fallows mein ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se honge aur apna apna Kam bakhubi saranjam de rahe honge ji han zadaya mehnat trading ma krni hoti ha kew k pksting ma to ap k6 e dar ma kam kr lan ga lakin trading ma market ko analyse krna bht zaruri ha
                        • #42 Collapse

                          Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                          Dono ma hi mahnat hti hi posting pa bi mahnat krni hti hi or posting ma bi posting krna pa bi kafi time lag jta hi daily ki 50 post Jo krni hti hi esi Lea posting acha sa krni chyaa takaa uska acha bonus bi mil skaa or acha Profit margin hasil ho skaa
                          • #43 Collapse

                            Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                            Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahay hon gy g apka sawal bohat acha hy mery khiyal main posting or trading dono main mehnat hy jis tarah ap posting py apna time or mehnat ko invest karty hain trading main bhi apko apna time or mehnat ko invest karna parta hy trading main to or ziyada mistakes or tention ka khatra rehta hy os main to kr ziyada mehnat lagti hy hami chahiey hum dono py mehnat karain or apna kaam active mind ky sath karain taky hmara work acha ho saky or hum forex sy achi earning kar saky
                            • #44 Collapse

                              Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                              Assalamu Alaikum kya ummid karta hun Sab dost khairiyat se Honge Jo bhai Kehta Hai trading Mushkil Hai hai aur jo kaisa hai posting Mushkil Hai Koi Mushkil Nahin na trading Mushkil Hai Na posting Mushkil Hai posting to bilkul Aasan hai aur trading bhi posting mein jyada cement Lagti Hai aur trading mein Nahin aap log yah kam aasani se kar sakte hain Ghar Baithe Baithe agar aap ek dusre ki madad kar sakte hain to yah kam bilkul Aasan hi aap Logon se gujarish hai ki aap log Mile Jo likhkar kam Karen sake Koi Aur fayda na Utha Le Ham Sab bhai Hain Meherbani Karen Ek dusre ki help Karen aur yah website Logon Tak pahunch Jaaye aur Baki good Ho Gaya best off Lak Khuda Hafiz
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: keya posting mein mahnat hai k trading mein?

                                Assalam o alikum dear forex member dekhain bhi mehnat dono kaamo main hai lakim ziada mehnat posting karnay main hai din main humain 50post karni hoti hai jis kay lay achay knowledge aur experience ki zarorat hoti hai hum khoob mehnat kartay hain post ko karnay main aur es kay sath humain post ki quality ko bhi maday nazar rakhna parta hai mere nazdeeq posting main mehnat hi aur trading bhi asaan nhi hai es ko karnay main bhi humain Market ka analysis karna parta hai market say har waqt tach rehna parta hai forex main wahi kamiyab hota hai jo forex main mehnat karta hai doni kaam main mehnat bohat karni parti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X