pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?
    jub sham ko pakistan time k motabik keya hum trading karsakty hain keya ya waqt trading ka hota hai is waqt hum ko trading mein faida hosakta
    hai hum chaht hain k aase time mein trading karain jub hum ko acha profit hasil ho kuch logon k motabik time ka koi pata nahi hai k kis waqt
    market teez ho jahe kuch log tau her waqt he trading karte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

    Pakistan k sham k waqat new yark session open hota hai. New yark session trading k leye sab se maozon session hota hai. Pakistani time kya matter bech Forex trading Mein jitne bhi aukat hai vah Hamare liye bahut kam ke waqt hai aur Forex trading Mein Hamen kam karte hi Apne aukat Ke mutabik Nahin trading Karte Rahana chahie Sham ke Waqt Pakistani trading ke liye bahut hi maujud takat hai power is takat New York session open hota hai Kyunki Hamare liye bahut faydemand hota hai aur usmein jyadatar log trading co taji hatate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
      jub sham ko pakistan time k motabik keya hum trading karsakty hain keya ya waqt trading ka hota hai is waqt hum ko trading mein faida hosakta
      hai hum chaht hain k aase time mein trading karain jub hum ko acha profit hasil ho kuch logon k motabik time ka koi pata nahi hai k kis waqt
      market teez ho jahe kuch log tau her waqt he trading karte hain.
      dear hame chaiye ke ham best trading ke time ko follow kren or best time trading ke follow kre agr hame trading me perfect time milta hai to hame market me ajana chaiye or ham acha earning kr skte hai or achi earning ke liye ap ke pas achi knoweldge hona chaiye trading ke bare agr apke pas trading me knowledge hai to ap achi trading kr skte hai or achi knowledge kr skte hain
      • #4 Collapse

        Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

        Hum iss mein din mein aur raat mein kisi bhi waqt kaam ker saktay hain kyun kay forex market 24 ghantay open rehti hai agr hame trading me perfect time milta hai to hame market me ajana chaiye or ham acha earning kr skte hai or achi earning ke liye ap ke pas achi knoweldge hona chaiye trading ke bare agr apke pas trading me knowledge hai to ap achi trading kr skte hai or achi knowledge ker saktay hain iss lye aap ko jo bhi time milay iss mein kaam kerain
        • #5 Collapse

          Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

          Apny theek kaha kuch log all time trade lgatay rehtay hain or us main siwaye loss k kuch nhi hai. Trading ka eak khaas waqt hora hai apko chahye k ap us time active rhain or vigilant ho k trade lgayein jitna apko profit chahye utna profit ly k close kr dain
          Bila waja trade lgana nuqsan ka bais ban skta hai.
          • #6 Collapse

            Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

            G han hum as men sham kay time bhe trading kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath kam karna chahey kun kay agar hum forex men bahut himat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay agar hum forex men jald karty hain tu hamen as men bahut zeyada nuksan hota hy as lia hamen frex me koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay forex men kam karna bahut mushkil ho gaya hy as lia hamen frex men trading kay duran bahut zeyada saber karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

              Pakistani waqt kay mutabiq daikha jaey to trading 24 hours ki jaa sakti hai. Forex trading market Monday ki subha 3 bajey say Saturday ki subha 3 bajey takk open he hoti hai. Iss liye lagataar 5 din aur lagataar 120 ghantay market open honay ka faida uthaya jaa sakta hai. Jo traders kisi dusray kaam ya job mai busy hotay hain woh sham ya raat ko bhi trading ker saktay hain. Ab wesay bhi mobiles ki wajah say trading kernay mai koi masla nahi raha hai bulkay mobile pay trading terminal install ker kay her waqt apni trading ko monitor bhi kia jaa sakta hai. Forex trading business ki yehi khoobi hai kay her waqt trading ki jaa sakti hai aur koi pabandi bhi nahi hai kay subha sham raat jiss waqt bhi trading kerni ho ki jaa sakti hai. Forex trading kernay kay liye ziada ter sham ka waqt he theek rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                Assalamu Alaikum dear Forex member humain forex men bahut himat kay sath kam karna chahey kun kay agar hum forex men bahut himat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay agar hum forex men jald karty hain tu hamen as men bahut zeyada nuksan hota hy as lia hamen frex me koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey kun kay forex men kam karna bahut mushkil ho gaya hy as lia hamen frex men trading kay duran bahut zeyada saber karna chaheyPakistan ke raat ke time ki hisab se New York main use time subah Hui hoti hai aur use time sab market bahut jyada hard hoti hai aur ham acche se apne kam ko kar sakte hain forex trading mein hamen apne kam ko acche se karne ke liye jaruri hai ki Ham kisi bhi time apne kam ko Karen jisse time Ham free of fresh active mind ke sath baithe ho Ham utsav apne target ko complete kar sakte hain Ham apne target ko complete karenge Ham itna jyada fayda hoga agar Ham apne target ko complete nahin karte to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte aur ek sadi mein hamen kamyabi hansi karne ke liye jaruri hai Kya Jadu jyada mehnat Karen jyada mehnat karte hain hamen fayda hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                  Dear friends Pakistani time ky mutabik aap 24 hours trading kar sakte hain without weekend
                  Kyunki weekend per market band hoti hai aap Monday se lekar Friday Tak jitni trade karna Chahe 24hours aap trading kar sakte hain
                  lekin
                  Saturday aur Sunday ko aap trading nahin kar sakte Kyunki International markets close hoti hai aur us waqt aapkoi order place nahin kar sakte aur na hi koi order close kar sakte hain isliye aap ne jo bhi trading karni hai aap ine 5 working days me aasani se kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                    hum is main apne marze ka tiem table bana kar kam kar sakty ha ham is main aik time table bana kar market ke movement ko dakth kar trading karnen chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hai hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kart howy posting karny main he fida hai is main student be kam kar sakty han or is main house wife be kam kar sakte han
                    • #11 Collapse

                      Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                      hum is main mondy sy ly kar friday waly din tak trading kar sakty han hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hai hamy market ky rules ky kelaf ja trading karne chahey hamy market ke movement ko dakth kar he trade lagane chahey ta ky hum is man acha profit hasil kar saky yai aik asa karobar han jo ky kabe be band nahe ho sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                        jub sham ko pakistan time k motabik keya hum trading karsakty hain keya ya waqt trading ka hota hai is waqt hum ko trading mein faida hosakta
                        hai hum chaht hain k aase time mein trading karain jub hum ko acha profit hasil ho kuch logon k motabik time ka koi pata nahi hai k kis waqt
                        market teez ho jahe kuch log tau her waqt he trading karte hain.
                        g han g amain apni timing darust kr k qadam uthana chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                          Ji han bilkul Pakistan Waqt Ke mutabik ki Ham trading 24 ghante kar sakte hain bus Saturday or Sunday ko hi chhutti hoti hai Ham 5 Din lagatar 24 ghante trading kar sakte hain bus Hamen Aise time Ko Dekhkar trading karna Hogi jab tak trading Hamare Hak mein nahin aati Hamen kabhi bhi trading start Nahin Karni chahie Kyunki trading karne se Hamen Achcha strong hikmet Amli Apna na Hogi mehnat karne ki jarurat Hogi Taki Ham ismein acchi trading kar sake Itna hamare hamare pass knowledge Hoga utna Ham acche tarike se trading Karke acchi earning Hasil karne mein kamyabi Hasil kar Sakenge S Business mein Hamen Har Hal trading karne ke liye Din Raat Mein Raat karne ki jarurat hai demo account per market ko acche se samajhna Hoga Taake Ham ismein HAL perfect trading kar Saken aur Apna account save Rakh sake
                          • #14 Collapse

                            Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                            Ji Bhai forex trading 24 hours ho sakti hai siwaye Saturday aur Sunday ke kyunki holidays hoti hai. Trading ke liye according to me sabse suitable work time Pakistan standard Time mutabik sham 5:00 baje se 9:00 baje tak hy. Is time session mein duniya ki do badi stock exchange London stock exchange aur New York stock exchange open hoti hai. Is time session mein bahut jyada trading hoti hai aur market strength bhi bahut jyada hota hai hi isliye agar aap trading ke liye Koi time nikaalte Hain to aap must ye session nikalen aur trade lagaen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: pk time waqt sham ko trading krsakty hain keya?

                              trading karny ky liey koi be fix time moqaar nahe hain hum is main apne marze ka time table bana kar kam kar trading kar sakty han hamy monday ko bhe trading karne chahey or jab market close ho jay to hamy trade ko be close kar dyna chahey market friday ko close ho jate han hamy maket ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is man kamyabe hasil kar saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X