taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?
    hum be ya kam krna chahte hain per hammare taleem kam hai hum ko ya kam acha aur profit wala lagta hai bohat sy log forex trading sy earning
    karrahe hain hum be is sy earning hasil karna chahte hain per hammare taleem kam hai lagta hai k hum achy trading nahi karsakty taleem kam
    hone ki waja sy hum keya trading krsakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

    Assalamu alaikum friend forex market hamare liye kya aise hi business lekar aaya hai jis mein wale bhi apna apna rojgar kar sakte hain aur accha business ka Satya hai apni training ka Satya aur ek achcha tradable Ban sakte hain jaise ke aajkal coronavirus ki vajah se bahut se log berojgar hai vah apna achcha trader nahin Ban sakte aur na hi apne business ko improve kar sakte hain isliye forest market hamare liye ek aisi vah hai jiski Shri Ham apne business ko badha sakte hain aur ek kam kalimala education list wala baccha standard apni trading ka Satya hai aur apna profit Kama sakta hai thanks
    • #3 Collapse

      Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

      Ji han Ham trading kar sakte hain Yahan per qualification ka koi masla nahin hai Pyare bhai Agar Hamari qualification kam hai to iska Koi masla Nahin Kyunki Forex Hamen qualification ke upar kam karne ke liye Nahin kah Rahe Forex per Hamen hard-working karni hai Forex Mein kam karte hue Hi Na Lage Hasil karna hai Jitna Jyada Ham Forex per knowledge Hasil Karenge utna hi Hamen fayda Hoga isliye koshish Karenge Jyada learning Karen for Express aur Achcha bonus Hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

        Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye. Forex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me unlimited earning ho sakti hai agar mehnat kia jaye to. Forex trading me knowledge ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai aur is se hum apne kaa kaam khas khayal hona chaheye.
        • #5 Collapse

          Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

          Members forex me agar ap k pas knowledge nai hy tou sab se pehly ap taaleem hasil kren taa k ap loss se avoid kr saken or acha profit gain kr saken

          Taleem hasil krna bohat zruri hy q k ap without taleem is me acha perform nau kr sakty
          • #6 Collapse

            Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

            Assalamu Alaikum dear Forex member humain forex market hamare liye kya aise hi business lekar aaya hai jis mein wale bhi apna apna rojgar kar sakte hain aur accha business ka Satya hai apni training ka Satya aur ek achcha tradable Ban sakte hain jaise ke aajkal coronavirus ki vajah se bahut se log berojgar hai vah apna achcha trader nahin Ban sakte aur na hi apne business ko improve kar sakte hain isliye forest market hamare liye ek aisi vah hai jiski Shri Ham apne business ko badha sakte hain aur ek kam kalimala education list wala baccha standard apni trading ka Satya hai aur apna profit Kama sakta hai
             
            • #7 Collapse

              Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

              Aoa.
              Pehly ye daikhain k taleem kon c wali kam hai. Agr ap matric F.A ya B.A ki bat kr rhy hain wo itni zaruri nhi hai. Forex trading main. Lakin agr apk pas trading ki taleem nhi hai then ap trading nhi kr skty . Trading krny k liye zaruri hai k ap pehly trading ko seekh lain or isko taleem kisi sy lain ya khud online kisi b platoform sy lain. Taa k ap eak achey trader ban sakin.
              • #8 Collapse

                Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                Yes dear taleem kam hy or trading bhi ak kam hy jo hum kar sakty hy is say hamy bhot fida huta hy or hamhy is kam my dil casbi lini chy or dil laga ky kam karna chy
                • #9 Collapse

                  Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                  Assalamo o alaikum dear
                  Je taleem ki koi bhi kisi bhi kisam ki kaid ni hai hammy matrix pass bhi kaam kr skty hain or har class mai hun tab bhi kaam kr skty hain bss is mai thora sa experience hu tu har koi kaam kar skta hai chota bara isi mai posting huti hai threading krni prti hai yh platform earning ka hai trading ka hai bss is mai mehnt chiye baki taleem ki koi bhi kaid ni
                  • #10 Collapse

                    Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                    hamy is main knowledge or experience he trading karne chahey hum is main knowledge ky bagar kabe be trading nahe kar sakty han hamy aik time main aik he pair main trading karne h ge agar hum new trader hian or hamara trading karny ka experience be kam be han to hamy pahly practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta han
                    • #11 Collapse

                      Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                      hamy market ky bary main full information hasil kar lyne chahey ta ky hm is main trading karny ky kabal h saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey pher he hum is man kamyabe trader ban sakty hia yai aik asa karobar hia jo ky usa or china jasy bary bary mumlik main be pahl cuka ha hum is ko apna life time career be bana sakty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                        hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain amy aik tiem table bana kar kam kar kam kar sakty hain um is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain um is mai posting kar sakty hain hum is mai trade belaag sakty hain ham analysis ko learn kar ky use kar ky kam karma ho ga hum is mai agr greedy ban ky kam karty hain to hamy loss hain
                        • #13 Collapse

                          Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                          Ge dear pyary forexer taleem kam hai to Kia hua ap Kisi be kaam ko kerny SE phlay Usay Nahi janty hoty ke kasa Hota hai ager ap dilchaspi ke sath us kaam ko seekhty hai or bht sakht mehnat karty hai to Forex SE ap be Achi earning Ker sakty hai bas ap mein KIIS be kaam ko seekhnay Ka janoon Hona chye apny apko ahmiat de sab theek Hoga inshAllah
                          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                          • #14 Collapse

                            Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                            asalam o alaikum Friends and fellow traders.Aap sub kesay hein. Mein theek hoon.To aap kay sawaal ka ye jawaab ha kay Han aagr aap kay paas taleem kum ha to aap forex pr trading kr sktay hein.Q kay forex pr aik successful trader bn nay kay liye Bht aalaa degree ki zaroorat nahi hoti pr aapkay paas bht aalaa skills honay chahiye.Aap kay skills itnay achay nahi hein ya aap trading ki dunya mein bilkul naye hein to aap demo account ko istamaal kr sktay hein.Aaapko degree kay bajaye dimagh or experience ki zaroorat hoti ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: taleem kam hai keya hum trading krsakty hain?

                              assalamu alaikum bhai agar aap ki taleem kam hai lekin aap Forex trading main market information hasil karte hain aur market information hasil karne ke bad aap kya samajhte hain ki candlestick patterns kya hoti hain aur kaun si candlestick pattern Kya Kam karti hai to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karen ke jyada se jyada market information hasil Karen jitni jyada market information hasil karenge utna hi achcha of profit Kama sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X