Lost size Kitna Rakhna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lost size Kitna Rakhna chahie
    Assalamu Alaikum dear Forex member mai aap se puchna chahta hun Hamen lot size Kitna Rakhna chahie Mujhe is bare mein itna l nahin hai main aap se puchna chahta hun Taki Mujhe aur aap kaun se fayda ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

    Hamen apni lot size market ki situation ko Dekhte Hue aur apni trading capacity ke mutabik ki adjust Karni chahie. Hamesha is baat ko zehen mein mehfooz kar len ke aap jab bhi koi trade open karenge to usse pahle market analysis bahut zaruri hai aur hamesha market ki situation ke mutabik hi apni trade ko adjust karenge aur kabhi bhi blind trading nahin karenge. Ye forum hamen achcha bonus deta hai lehaza hamain isko acchi trade mein use karna chahie aur market ki situation k mutabiq he apni trade ko adjust karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

      Assalamu Alaikum friends friends Hamen is baat ka Khas kya Lagana chahie ki Ham lot size Chhota rakhen Agar Hamara lot size Chota Hoga To Hamen profit bhi theek Milega aur Hamen Agar loss hoga to vah bahut kam Milega isliye koshish Kiya Karenge Apna lot size kam Kiya Karen Taki aap ek acche trader Ban sake Hamesha Jyada learning Karen Kyunki agar aap acchi Hogi to aap running bhi acchi kar Sakenge learning ke liye Jaruri hota hai ki aapke pass Jyada knowledge Ho agar aap Achcha knowledge rakhte Hain acchi learning Karte Hain To aap earning bhi acchi kar Payenge
      • #4 Collapse

        Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

        dear friend agr ap forex trading mn safe aur achhi trading krna chahtay hn to apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay account ballance k hisab sa rakhen keun k agr ap apnay account ballance ki bardasht sa ziada lot size use kren gay to account bhi wash ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

          hamy kam lot lagane chahey agar hum kam amount par zeda lot laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is ma bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is man market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han
          • #6 Collapse

            Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

            Assalamu Alaikum dear Forex Lot size ko bhtr banay ap log Agar Ham kam kar rahe hain To Hamen upload size Kobita Rakhna chahie ki kya message ka pata hai kam Karte Ho To Apne size ko theek Tarah Se Rakhenge to Aapka hi fayda hoga Hamen is Kobita banana chahie agar aap kam kar rahe hain to aap Kuchh kokani Rakh sakte hain lot size ko kam se kam rakhen Taki aapka Jyada nuksan Na HoHamesha is baat ko zehen mein mehfooz kar len ke aap jab bhi koi exchange open karenge to usse pahle market evaluation bahut zaruri hai aur hamesha market ki state of affairs ke mutabik hello apni change ko alter karenge aur kabhi bhi blind buying and selling nahin karenge. Ye discussion board hamen achcha bonus deta hai lehaza hamain isko acchi exchange mein use karna chahie aur market ki scenario okay mutabiq he apni alternate ko alter karna chahie.
            • #7 Collapse

              Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

              Forex trading mai lot size rakhnay kay liye traders ko kuch eham baato ka khayaal rakhna hota hai jiss say unhain achay tareekay say trading mai support mill jaati hai.
              1. Lot size select kernay kay liye account balance ko daikhna chaiye
              2. Lot size select kernay kay liye jiss pair ya commodity pay trade kerna chah rahey ho uss ki price aur spread ko daikhna chaiye.
              3. Lot size select kernay kay liye market mai movement aur selected pair ya commodity ki confirmation zarur laini chaiye.
              4. Lot size ko kabhi bhi apnay account margins ko ignore kiye baghair nahi select kerna chaiye.
              5. Lot size ziada rakhnay kay saath saath stop loss aur take profit ko zarur set kerna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                hum lot laga kar munfa kam sakty ain hamy market mai lot ko kabe be ignore nahi karna cae hamy aik time table bana akr kam mkar sakty hain hum is mai aagr lalachi ban ky kam karty hain to amara account band ho y gahamy market mai soch samj kar is mai km karna ho ga hm is mai apny boss kud ap he hoty hain yai kabe be band na ony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                  Lot size utna rako jitna ap ka account balance hai use isab se manage kro pir jake trade lagao agar ap ka lot size barha hoga apke balance k esab se to behter hoga kam kro na to pir ap ka account wash honese bach nai sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                    Forex trading Mein hamen lot size apne balance ke mutabik hi rakhna chahie hamara balance jitna hoga hamen uske hisab Se Hi small lot size se starting karni chahie to Ham acchi tarah Se trade laga sakte hain hamen chahie ke Ham trade lagate hue apne emotions ko control Karen aur Dil lagakar Forex mein discipline ke sath kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                      lot ko apne capital ky hesab sy chose karna chahey yai aam job ke nisbat bohat ache job han hum gar bath kar is mai kam karty han is man kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ky hesab kam karnan chahey ya aik asa karobar han jis ko hum aik din main nahe samj sakty hum is mai aik sal ke practice ky bad expert trader banty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                        um lot laga kar munfna kama sakty hain hamy aik time table bana kar kam kar sakty ain hamy lot ko kabe beignore nahi karna chaey hamya analysis ko learn kar ky use kar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho y ge um is mai aagr greedy ban ky kam karty ian to amara account ban ho ga hum is mai agar tuka system sy kam karty hain to hamy loss hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                          Hamen apni part size market ki circumstance ko Dekhte Hue aur apni exchanging limit ke mutabik ki change Karni chahie. Hamesha is baat ko zehen mein mehfooz kar len ke aap hit bhi koi exchange open karenge to usse pahle market examination bahut zaruri hai aur hamesha market ki circumstance ke mutabik greetings apni exchange ko change karenge aur kabhi bhi dazzle exchanging nahin karenge. Ye discussion hamen achcha reward deta hai lehaza hamain isko acchi exchange mein use karna chahie aur market ki circumstance k mutabiq he apni exchange ko change karna chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                            Assalamu Alaikum Hamen lot size ko Apne balance Ke mutabik Rakhna chahie Agar Hamare account ka capital bahut bada Hai To Hamen load size ko thoda sa increase kar dena chahie Agar Hamare account ka capital Chhota Hai To Hamen lot size ko bhi bahut Chhota Rakhna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss1 پيغام ديکھيے
                              Re: Lost size Kitna Rakhna chahie

                              Assalamu Alaikum Hamen lot size ko Apne balance Ke mutabik Rakhna chahie Agar Hamare account ka capital bahut bada Hai To Hamen load size ko thoda sa increase kar dena chahie Agar Hamare account ka capital Chhota Hai To Hamen lot size ko bhi bahut Chhota Rakhna chahie
                              Janab ap jab apni trading mian jab tak lot size or leverage ko samajna hota hai tu trader phir asani sy behtareen lot size apny capital kay mutabiq use kar kay earning kar sakty hain. Jab ap lot size 0.01 ka use karty hain or ap ka leverage 1:2000 hoga tu ap ko es sy zaida loss hoga. esleye loss kam sy kam or profit ko manage karny kay leye zarori hai kay lot size kay sath ap ka leverage be kam rahk kay apni trade ko behtar kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X