Targets ki selection krte waqt is baat ko yaqeeni bnaen k targets vo hn jo k easily achieved kiye ja sake khud ki expectations ki bajae agr market ko zehn mn rakh kr planning kro gy tu yeh bat zyada benefit de gi kabhi bhi us limit ko exceed na karen jis k bad khtra mehoos ho raha ho kiun k risky kam mn kuch bhi ho sktae hy isly agr ehtyat ki jae tu yeh good ho ga aur yeh ak ache trader ki nishani hoti hy vo situation ko dekh kr decision krta hy na k khud ki assumption per so agr success chahte ho tu is per amal krna zarori hy vrna nakami muqadar bne gi be careful
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим