how to verify insta forex account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    g han forex main trading karnay kalye verification karwana bohat zrori hoti hay.ap jis kay sath bhi trading karo gay ap ko apni verification karwani pari gi.tub he ap trading kersako gay ore withdraw kerwa sako gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      g brother agar ap forex trading main kam karna chahty hain to ap ko apne verification karwane parte hay acount verify kay liya ap ko apnay document scan kar kay upload karwany hoty hain agar ap ka acount verify ho jay to ap is main kam kar sakty hain.
      • #168 Collapse

        well dear.....!!Forex main insta account ko verify karny k 2 level........ jo k bht easy hain phela to yeah ia k ap........ ny nic agar urdu main hai to english ........main translate kara k attach karain verify k liye 2nd yeah..... k apny domicile ko attach kar dain apka account verify hojaye ga.........!!!
        thanks..!!
        • #169 Collapse

          yes brother insta forex account mein trading karnay k liy is account ko pehly rigister karna parta hy is k do tareeqy hein, ek ap k cnic ki scaned copy or ap k name ka koi utility bill jo ap k adress ko verify kar saky
          • #170 Collapse

            ge brother insta forex ka account verify karne ke liye hame id card scann copy frond aur back aur agar aap ke pss pasport hai to us se be aap 1st verification ke liye aaply kar sakte hai aur jab 1st verify ho jai to phir 2nd verification ke liye aap ko utility bills scann kar ke send karna hota hai phir aap ka account verify ho ga.
            • #171 Collapse

              bhai jaan pehlay insta forex waley verification k liya urdu mein cnic accept nahi karthey they magar abb woh urdu ka shankti card b accept kar rahay hai isliya verification bohut easy hogayii hai insta ki bas pehlay level mein cnic card aur dosrey lelve mein app apna domicile bej sakthey hain dono level verify hojayeingay...
              • #172 Collapse

                g bhai apne bohat achi information di but instaforex wale urdu mein cnic accept nahi kar rahe aur uske liye ab hamen uski english translation aur sath mein notary attesment bhi chahiye hoti hai.
                • #173 Collapse

                  bhi ji mis kai liy apko apna id card urdu wala english mai kurwana prta hai us ko notary publik bolty hai yae apko aik waqill kr kai dai ga
                  phir is ko upload kiya jata hai
                  phir us id card kai najme ka bill hona chaye
                  • #174 Collapse

                    bahi jab ap posting karny k bad insta ka account bnaty hen attach karny k leye to ap ko us mein apny account ki verification karwani hoti hy to us mein ap ka apna id card use kia jata hy aur verify hota hy ap ko inst ka account.
                    • #175 Collapse

                      thanks brother .. your information is very informative for new traders .. keep uploading this kind of data because every trader should know the basic of forex trading thank alot again .. this method is really easy
                      • #176 Collapse

                        G han dear ap ne bilkul sahe bataya ha,in k ilwa 2nd verification level men ham apne domicile prc bhe di sagty hn,apne bank statement bhe di sagty hn,jin k thruogh ham apne verification kra sagty hn,insta ke verification boht he zarori ha ,without registration ham withdraw nhn krwa sagty hn.
                        • #177 Collapse

                          My dear friend insta forex ka account verify karna bhot he asan hai jb hum verificetion k lye document upload karta hain to hame verification ka email mil jata hai ye sub hamari security k lye hota hai.
                           
                          • #178 Collapse

                            First step main insta wale scan copy mangte hai english converte dindenty ke ouske baad jo hai wo time mangte hai confirm kerne ke liye jab 1st level clear hojata hai tou 2nd level per utility bill ke scan copy mangte hai jis main wo confrm kerte hai ke adress sahe hai.ouske baad easily withdrawl hojate hai paise.thanks.
                             
                            • #179 Collapse

                              insta forex account ko verifie karwane le liye 2 cheezoon ka hona bohat zarori hai aik to ap ka nic aur dosra apka bill chahe wo electricity ka ho gas ka ho ya telephone ka id card dono sidoon se scane hona chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                yes dear pehla procedure to easy hai but dusra verification level bht mushkil say hota hai meine to apny ghar ka adress bhe diya but phr bhe us ka koi faida nahi hua instaforex waly koi na koi problem nikal he lety hain pta nhi mera second kab verify ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X