Mistakes sy seekhain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mistakes sy seekhain...

    W A O S ap ny bhot achi bat ki hy kh mistakes sy hamin seekhna chayei kun kh kamyab whi hota hy jo bar bar apni gelti ko smjhta hy or us per work krta hy pher wo kamyab ho jata hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mistakes sy seekhain...

      Insan khata ka putla hy ager mistake jo jae to us sy humein subak seekhna chahe or wo mistake dobara naj krni chahe
      • #33 Collapse

        Re: Mistakes sy seekhain...

        dear friends or forex traders ye apny acha topic chose kia hy k mistake se sekhen ye sahi kaha k insan ko apni ghaltio se sekhna chaye or us ko apni manzil klye istimal krna chahye jo apna insan apni ghaltio se nahi sekhta wo shakhs kabhi kamyab nahi ho sakta ager ap daily ka kam daily karty hn to pher sahi hy wrna ap kabhi kamyab nahi ho sakty . jb tak ap apne apse ahd nahi sekhty tab tak ap sekh hi nahi sakty ,
        • #34 Collapse

          Re: Mistakes sy seekhain...

          Forex members Hamen apni mistake se learning Hasil Karni chahie mistake se sikhana chahie mehnat Karni chahie apni kam ko Behtar banate hain quality wise kam Karen Achcha kam Karen Taki Forex Mein kamyabi Hasil karna Aasan ho sake Jitna Achcha kam Karenge Forex Mein Itni mehnat ke sath Kamyab Ho Sakenge
          • #35 Collapse

            Re: Mistakes sy seekhain...

            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen apni mistakes se learn karne ki koshish karne chahie aur jab aap forex market ke andar apni trade ko open karte hain to aapko apni trade ke dauran nuksan aur profit donon ke liye taiyar Rahana chahie aur Agar aapko trading ke dauran nuksan ho jata hai to iske liye sabse pahle aapko trading ke dauran Hone Wali mistakes ko select karna chahie aur apni mistakes ko select Karke unko improve karne ki koshish Karni chahie aur Hamesha apni trade ko Forex rules ke Mutabik open karne ki koshish karne chahie aur jab aap apne next trade open kar rahe ho to us Waqt aapke mind Mein Apni previous mistakes honi chahie aur apni next trade Mein Apni previous mistakes ko bilkul repeat nahin karna chahie tabhi aap apni next trade Se Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
            • #36 Collapse

              Re: Mistakes sy seekhain...

              Ji han aapki baat bilkul theek hai mistake se sikhen mistakes lean Karen ismarket ko analysis karna sikhen market ki movement ko samjhaie candles ki pahchan sikhen Taki aap apne experience or knowledge ke sath expert trader Ban sake aur unlimited earning kar sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen loss se milane wala experience kahin aur nahin milta hai isiliye loss se karenge se pareshan nahin hona chahie hamari apni mistakes ki vajah se hota hai isiliye loss recover Karen
              • #37 Collapse

                Re: Mistakes sy seekhain...

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Iqra145 پيغام ديکھيے
                Assalam-o-Alaikum... Hmain apni mistakes sy seekhna nahi .. ta k hum dobara wo na kr skain... Agr hum ignore krty jay gy to hmain loss he hota rhy ga...
                Beshak bhai jaan aapane theek hai insan jo bhi sakta hai apni galti se sakta hai jab tak insan galti nahin karta use waqt Tak sita bhi nahin hai isliye agar koi galti Ho jaati hai aapse to aapse ignore karna ki aap use per sharminda Hun OK best of luck
                • #38 Collapse

                  Re: Mistakes sy seekhain...

                  Asalam.o.alikum dear forex members g ap ki baat bilkol theak hy mistakes sy seekhna chahhiey pakistan forex forum py work karty hoey hm jo mistakes karty hain or unki wajah sy hami loss hota hy hami chahiey hm un mistakes sy seekhy un per proper work karain taky wo mistakes hm sy dobara na ho or hm forex sy achi earning karty rahain or buisness main apna naam paida karain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Re: Mistakes sy seekhain...

                    Ji Hamen apni mistake ko kabhi bhi gana nahin karna chahie balki Apne mistake se Sabak Hasil karna chahie Kyunki Hamare mistake hai Hamen Aage badhane Mein madad deti Hain Agar Ham Apne mistakes ko cover Nahin Karte aur apne mistake ko ignore Karte Hain To Ham Aage nahin kar sakte kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Kamyab hone ke liye jaruri hai ki Ham apni mistake se Sabak Hasil Karen aur apne mistakes ko cover Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X