Candlestick basics....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick basics....
    Assalamo Alaikum dear pyary forexer aj mein apki khidmat mein candlestick ki Kuch basics ko bayan krna chahuga.
    Example ke tor apko 1 hour ki chatting basics btauga har candle aik ghanty ke Lia in basics ko follow Krna Hota hai
    1. Apko us candlestick ki starting price Ka pta Hons chye ke us hour Mai starting price Kaha thi.
    2. Apko ye pta Hona chye ke us hour ma us candlestick ki price kitni Kam rahi hai.
    3. Apko ye pta Hona chye ke us hour ma us candlestick ki price kitni zada rahi.
    4. Apko us candlestick ki ending price Ka pta Hona chye Ka wo us hour ma Kaha thi.

    Zyada tar candlestick pattern white or black colour ko apnay charting plateform Mai use karty hai. Lekin ap by default ager set karey to red or green ko be laga sakte h chart ma wo ap par mabni Hota hai
    White colour uptrend ki show karta hai Yani jb buying ki sargarmi selling SE zyada hojati hai to hamy pta chal jata hai ke market Ka bullish trend ha or black candlestick ki ham bearish Mai use karty hai bearish ma market downtrend ki traf jati hai qk jb market ki selling ki sargarmi buying SE Bharti ha to wo bearish candlestick ko show krti hai
    Shukria
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick basics....

    asslam o alikum dear friends apny aj buhat hi informative knowledge share kiya hy jis sy newbie ko buhat zayad fida ho ga forex ak buhat acha busines shy jis ma kam krny ky liay hmy is ma kam kr ky hi sekhna hota hy ya ak tahra ki class hy jis ma hm rooz koi na koi new bat ya knowledge sekhty hy or hasil krty hy
    the most usefull pattern in market is candlestick pattern ko market shape ya jita use kiya jata hy ya utna hi fida mand hota hy jo ky hmy market ki movement ky bary ma bata hy or market ki stop price bi show karta hy mera kahyal hy ya buhat hi acha or usefull hy
    Last edited by ; 01-10-2020, 04:34 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Candlestick basics....

      is k bary main practice karni h gi aur candle pattern ko use kar k hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain s ohamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karin gay tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain tab hi hum run karien gay so hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi hum planing karni ho gi a k earn karny k kabil ho sakty hain ta k loss km ho sakty hain ta k eanr kanry k kabil ho sakty hain ta k eanr karein gay
      • #4 Collapse

        Re: Candlestick basics....

        Wa Alaikum asalm dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Trading krte hue apko candlesticks pattern ke bare information zaror honi chahye. Kyun ke is se market ki movement ka pata chlta hai. Candlestick pattern ki 2 types hoti hain. Aik bullish candlestick patter aur Dora bearish candlestick pattern. Hmen in dono k bare main pori information honi chahye. Side p 3 Black candles hoti hain aur drmyan mein aik white candle hoti. Black upward movement ko show krti hai aur black downward movement ko show krti hai. Market ki movement ko achi Tara se analyze krne k lye hmen candlestick pattern k bare mein Information hasil krni chahye.
        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
        • #5 Collapse

          Re: Candlestick basics....

          Assalamu alaikum dear friend aapane bilkul sahi kaha main Forex forum mein candlesticks ko samajhne ke liyelearning power aur knowledge ka istemal karna chahie jitna jyada Ham Na Lage ko shiv karenge itna jyada mein fayda hoga aur ham kamyab ho sakte hain seene mein chahie ke jyada se jyada candlesticks ko samajhne ke liye demo account per practice Karen daily basis per apna work aur posting complete Karen jisse mein bahut jyada fayda hoga ji shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Candlestick basics....

            hamy candle ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is main acha result hasil kar sakty hain agar hum candle ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is main agy bar saky agar hum new trader han to hamy pahly demo account main practice karne chahey or bad main real account kam karna chahey yai aik online karobar hain
            • #7 Collapse

              Re: Candlestick basics....

              hamy candles ko use kar ky kam karma ho ga pher he hum pasia kama sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam akrty hain to hamara account band ho y gha hamy is mai aik time tbale bana kar kam kar sakty hain yai aik amm business asa nai hain hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trade belaag sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Candlestick basics....

                Forex market k chart p HR time frame men ak candle bnti ha agr 5 mint Ka time frame ho to 5 mint k bad ak candle ban jay gi r agr ak ghnta Ka time frame ho to ak ghnta bad ak candle ban jay gi is chart men agr price uper ko jati ha to Sabaz border wali ak candle bnti ha r agr price nechay ko jati ha to white candle banti ha r ya candle mukhtalif chart p mukhtalif hoti hen
                • #9 Collapse

                  Re: Candlestick basics....

                  hamy cnadles ko learn kar ky use kar ky kam karna ho a pher e hum pasia kama saky gy forx aik best business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain amy market k movement ky mitabik is mai kam karna ho ga so hum pasai kama skay gy ayi aik asa business hain jo ky kabe be katem naih o ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Candlestick basics....

                    market mai kamyab hona ain to hamy candles ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pere um pasia kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain um is mai full time bekam kar sakty ain hamy aik time tbale bana kar kamk ar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty ain to hamaa account band ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Candlestick basics....

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmadalisaddozai پيغام ديکھيے
                      Assalamo Alaikum dear pyary forexer aj mein apki khidmat mein candlestick ki Kuch basics ko bayan krna chahuga.
                      Example ke tor apko 1 hour ki chatting basics btauga har candle aik ghanty ke Lia in basics ko follow Krna Hota hai
                      1. Apko us candlestick ki starting price Ka pta Hons chye ke us hour Mai starting price Kaha thi.
                      2. Apko ye pta Hona chye ke us hour ma us candlestick ki price kitni Kam rahi hai.
                      3. Apko ye pta Hona chye ke us hour ma us candlestick ki price kitni zada rahi.
                      4. Apko us candlestick ki ending price Ka pta Hona chye Ka wo us hour ma Kaha thi.

                      Zyada tar candlestick pattern white or black colour ko apnay charting plateform Mai use karty hai. Lekin ap by default ager set karey to red or green ko be laga sakte h chart ma wo ap par mabni Hota hai
                      White colour uptrend ki show karta hai Yani jb buying ki sargarmi selling SE zyada hojati hai to hamy pta chal jata hai ke market Ka bullish trend ha or black candlestick ki ham bearish Mai use karty hai bearish ma market downtrend ki traf jati hai qk jb market ki selling ki sargarmi buying SE Bharti ha to wo bearish candlestick ko show krti hai
                      Shukria
                      WALIKUM ASSALAM thank u so much bro for your information candle stick 2 iqsam ki hoti hai ek buy or ek sell hame in dono pr market me khelna hota hai baki thanks for your information
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Candlestick basics....

                        hamy candles ko learn kar ky use kar ky kam karmna ho ag phere he hum pasia kama saky gy hamy market ke movement ky mitbaik kam karna ho ga hum is mai agar greedy ba ky kam karty hain to hakmy loss ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary hain to hamara acout band o ga hum is ma agar tuaka system sy kam karty hain to hamy loss hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X