Best learning beat trading skills

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best learning beat trading skills
    As salam.alikom dear member forex trade me sab say important factor laerning of trade hy ap sab dosto ko chaiye zayada say zayada learning karen tabhi jaky sab dost aik achy trading skills kay malik ban jaye gy or apka.har trade profitable huga inshahAllah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best learning beat trading skills

    hamy aik tiem table bana kar kam karna ho ga pher he hum paisa akma sakt hain hum gar mai bath kar is mai kam mkar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hai to hamara account band ho y ga hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara account band ho y ga is mai hamara koi be boss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Best learning beat trading skills

      Learning kesi bhi stage pe ho band nahi hona chaheye. Forex trading market k hisab se apni hodohal badalta rehta hai jis ki waja se humen us me har time involve hona zarori hota hai ta keh jo bhi naye techniques markrt me aye hum poran us se ba khabar ho jayen. Is k leye learning bohut zyada zarori hai. Aur jitni hamari learning achi hogi hum aik behtareen trader ban sakte hen. Market analysis ki forex trading me khas ahmeyat hasil hai is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye. Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Best lot size hamare kaam ka sasal khadaf ka taayehn bhi karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Best learning beat trading skills

        Asalam o alikum dear member
        G Han bilkul thk kha apny best learning is best trading skills hmin chye ka hm zaida sy zaida learning krni chye tb jakr hmin bht acha profit mil skta ha hmin chye ka zaida sy zaida forex ka Bary ma learning krain apni ghaltion sy sekhun Issy hmin AK bht acha profit mil skta ha tb jakr hm AK achy trader bn skty hn is ka liye hmin chye ka Zadia sy zaida skht mehnat krain or forex pr zaida sy zaida time dain tb jakr hmin AK bht acha profit mil skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Best learning beat trading skills

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqasfx123 پيغام ديکھيے
          As salam.alikom dear member forex trade me sab say important factor laerning of trade hy ap sab dosto ko chaiye zayada say zayada learning karen tabhi jaky sab dost aik achy trading skills kay malik ban jaye gy or apka.har trade profitable huga inshahAllah
          Ji han taiyar best learning se hi ham trading skills improve kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Best learning beat trading skills

            G bilkul sai bola ap na best learning or best trading skill he forex ma imp Han humay chyee ka daily ka km daily karan aj ka km Kal pa na choran demo account ma practice karan senior sa help layn daily work complete karan over confedance ma kbi tarde na lagain wait karain market ka up hony ga yhn smjnna aay whn senior sa poch sa km ko smj kr karain threads ko reads karain or post ko be is ma ap ko learning ka both kuch mely ga or ap ka skills be achy hn gy
            • #7 Collapse

              Re: Best learning beat trading skills

              Wa Alaikum asalm dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun. Forex forum mein kamyab hone k lye apk pass knowledge ziada hona chahye is forum k related. Apki learning increase honi chahye tab hi ap k apss ziada skills ayen gi. Forex forum mein kam krte hue apne mind ko active aur fresh rekhe aur ziada se ziada knowledge gain krne ki koshish kren. Hmesha useful post share kren. Agar ap ki learning achi up to apki skills bi achi hun gi.
              Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
              • #8 Collapse

                Re: Best learning beat trading skills

                hamy skills ko improve kar ky kam karmna ho ag so hum pasia kaam saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful kltine be kam kar sakty hain hum s mai agar lalachi ban ky kam karty hain ti hamara account band o y ga yai kab eb beannd na hony wala acha bsiness hain hum is mai agar lalci ban ky kam karty hain to hamy lsos hain
                • #9 Collapse

                  Re: Best learning beat trading skills

                  Learning kesi bhi stage pe ho band nahi hona chaheye. Forex exchanging market k hisab se apni hodohal badalta rehta hai jis ki waja se humen us me har time include hona zarori hota hai ta keh jo bhi naye methods markrt me yes murmur poran us se ba khabar ho jayen. Is k leye learning bohut zyada zarori hai. Aur jitni hamari learning achi hogi murmur aik behtareen dealer boycott sakte hen. Market examination ki forex exchanging me khas ahmeyat hasil hai is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye. Information aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Best parcel size hamare kaam ka sasal khadaf ka taayehn bhi karta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Best learning beat trading skills

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqasfx123 پيغام ديکھيے
                    As salam.alikom dear member forex trade me sab say important factor laerning of trade hy ap sab dosto ko chaiye zayada say zayada learning karen tabhi jaky sab dost aik achy trading skills kay malik ban jaye gy or apka.har trade profitable huga inshahAllah
                    AoA 😍 umeed h aap sab khairiyat se honge ji bilkul Apne durust Kaha jitni zyda learning krengy utna zyda faida Humein Hoga.
                    hamen chahie ham jyada se jyada 4ex py tavaja dain tank hamen acche se acche earning hasil ho sqy or apny seniors se bhi knowledge hasil Karen jitna zyda knowledge utna zyda profit.
                    Shukriya 👍☺️
                    • #11 Collapse

                      Re: Best learning beat trading skills

                      Forex mai jab hum pri mehnat k sath learning karty hai different chezin learn karty hain on par practice karty hain aor onki kafi knowledge hasil akr lety hai jis par hamra experience bhi ban jata hai skills bhi improve ho jati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Best learning beat trading skills

                        Aoa g bilkl best learning s he best trading skill ati Hain hmy best learning krni chaiy jis s best skill sekhn gy hmmm ,aur hmara profit b acha ay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Best learning beat trading skills

                          jee haan learning sy best earning sy hy mind main lazmi rakhna chaye and is main hamain kam se kam profit main bhe trade ko close karna chaye and agar hum greed karain gy to hum loss ko he face kar sakty hain.it has loss and profit too it is highly risky business gee haan bilkul aisa hee hoota hay start main jo milleyn lay loo.
                          • #14 Collapse

                            Re: Best learning beat trading skills

                            best learning best trading skill sy hy hum online trading kartay hen aur ye kay ek good learner he ek good trader ban sakta hai na kay koi unexperienced and uneducated because in trading trade based on learning... with the help of learning you can earn a lot of profit in ttrading. earnings ki forex ke business me koi limits nahi hai is lye acha earner banne ke lye ham ko acha learner banna chahiye takey ham is se continuously acha kama saken .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Best learning beat trading skills

                              jee haan apne theek kaha i am agree with you target ko mind main lazmi rakhna chaye and is main hamain kam se kam profit main bhe trade ko close karna chaye and agar hum greed karain gy to hum loss ko he face kar sakty hain.is main hamain kam se kam profit main bhe trade ko close karna chaye and agar hum greed karain gy to hum loss ko he face kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X