Small lot size chota risk and big lot size big risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

    g han bikul sahi baar h yrh kah agr ham zaydah invest karain gy tu zahri si baat h risk bhi zaydah hi ho ga aur agr ham kaam invest karain gy tu kaam ho ga ..mgr agr ham market ka achy sy analysis kar lain aur phr invest karain tu kamtabi hasil kar sakty hain zaydah invest kar k bhi but market ka kuch pta nai kub up aur down ho jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

      yes dear right kaha forex trading main small lo tsize use karne wale he kamyab hain jaaab tak small lot use nhe ki jati hain tu kamyabi b nhe mil skti hian is liye har traders ko small lot use karna must hain big lot say big loss hoga or account b wash ho jata hain is liye har traders ko soach samjh k kaam krna hain soach smajh k k hard work karna hain big loss big risk hain is lie risk ko kaam kare or achi earning karne k liye forex trading main small lot use kare
      • #18 Collapse

        Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

        Forex men trading krtay waqat lot Ka khas khayal rakha jata ha trade lagatay waqat ap jitni choti lot lagen ga apko us sa agr nuqsan hota ha to utna hi kam ho ga r istra profit bi kam ho agr ap bri lot lagen ga to ap ko nuqsan ya faida bi bra ho ga trade hamasha choti lot p laganay ki koshish kren
        • #19 Collapse

          Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

          Asslamo Alakum dear friends hn g forex min jb hum trading krty hun tb humn lot size lgni prti hai risk leny k ly hum lot size ka use krty hun jb hum km lot size lgty hun tb hum km risk lety hun jb hum lot size zeada lety hun tb hum risk zeada ly rhy hoty hun forex min kmyabi k ly hmn risk lena prta hai us k ly hmn knpowledge r experince k mutbk hmn kam krna prta hai jtna hum demo account p kam kr rhy hoty hun utna hmn forex k bary min knowledge r experince hota hai mhnti log mhnt k 7 sber s kam krty hun
          • #20 Collapse

            Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

            Yah to aap per depend karta hai ki aapka experience kitna hai aur aapko market ki Kitni samajh hai agar aap ek acche trader Hain To Big Lot size aapko bahut hi jyada profit De Jayegi but agar aap ek an experience aur ek Buri trader Hain To aap ki badi lot size aapko bahut hi jyada loss De Jayegi jisse aap Forex trading Hath bhi ho sakte hain Mere Khayal Se best trading Ka Tarika yah hai ki aap ek Big Lot size ke sath trade manta hun aur Jaise hi vah blue Ho Jaaye to apni profit ke hisab se a core trade close kar de Kyunki long-term ki trade Mein Aksar log loss Karva Baithe Hain
            • #21 Collapse

              Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

              Aapki baat bilkul theek hai Chhote lot size ke upar Chhota race hota hai aur profit bhi Chhota Hota Hai isliye Hamesha kam risk Lena chahie aur Mini lot size ke sath trade karne chahie Jo log lalach Mein Aakar standard lot size mein trade Karte Hain Ki Jyada profit Milega unko nuksan ki Suraj Mein nuksan Bhi Jyada hota hai aur pura account he was ho jata hai isliye Kabhi Bhi lalach Na Karen aur overtrading na Karen malke Mini lot size ke sath Karenge to Jyada acche results Hasil Honge
              • #22 Collapse

                Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                smal lot size ko use kare agar big lot size use kiya jata hain tu big loss b ho jata hain har person ko small lot size ko use karna parta hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                • #23 Collapse

                  Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                  bhai jan forex ke trading main koe bhe jado ke chari nh hai forex ke trading main who log he success hain jin ke pas es job main forex ke trading main es business main best knowledge hai or best experience hai who log trading ke business main success hai or whi log es job main earning bhe best kr rahe hain or profit main bhe whi log hain trading main
                  • #24 Collapse

                    Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                    dear traders forex trading mai lot size ki boht importance hai aur ye sb se common use honay wali term hai, ik micro lot size se ap profit tu kaam hasil krtay hai lakin ap ik save trader ban jatay hain ap kam loss krtay hain aur ap ka account bmehfooz rehta hai lakin ik bara lot size ap kay trade ki ghalt haonay ki soorat mai ap kay pooray account ko wash kr skti hai, iss liye hamain kam se kam lot size 0.01 ka istimal krna cahi aur save reh kr trade krni chai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                      Small lot size rhakay gay tu chota hazard agar massive lot length rhakay homosexual tu large chance aap ki baat bilkul theek hai foreign exchange essential aap small lot size rhakay gay tu aap ko Kam incomes hoti hai agar aap large lot size rhakay gay tu aap ko bara faida hota hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                        Assalam o alikum!!!!
                        I hope ap say kheryiat say hn gay
                        dosto forex ik asa business hy jis m agr ap lot small size hn gay profit be kam Aur loss be kam
                        Agr ap lot bari lagaty ho to
                        Bara profit Aur bara loss
                        To is liya bethar hy choota lot
                        Choota profit Aur choota loss
                        Agr loss zeyda ho jiay to banda berdasth ni kar sakta hn is liya small lot lagyo
                        Allah Neghban
                        • #27 Collapse

                          Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                          Assalamualaikum Amit aap sab khairiyat se Honge ji Sahi Kaha aapane small lot size per Chhote log hote hain aur large lot size bade loss Hote Hain locker size Hamesha 0.0 0.02 kam hone chahie Aissy Ziyada Nahin hone chahie aur na hi jyada lalich Mein Aana chahie for aapko loss hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                            Assalam o Alaikum dear Forex members jesa k hm Achi tra SA janty hn k Forex aik bara business h is MN choty trader b kaam ker ray hn or baray trader bajod hn Jo k trade Kerty hn so hmen Chaya k hmesha lot size Ka use ker k trade lgaen or hm jitna risk Lena munashib samjhen risk Len or is hisab SA Pasay kmaen.
                            • #29 Collapse

                              Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                              Walaikum salam dear sir kaise ho aap main ummid karta hun aap thik Honge lot size small rakhne se kya hota hai ki aapka account wash Nahin Hota aapka account sev rahata hai aur aap Achcha profit bhi kar sakte hain agar aap lalach Mein Pad Gaye to big load lagayenge aur uski cloth ki vajah se aap Ko nuksan Uthana pad sakta hai aap Aisa bilkul na Karen small Lot aur small doch rakhni chahie jisse aapko long term profit Hota Rahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Small lot size chota risk and big lot size big risk

                                Walekum assalam forest member of main bilkul sahi baat nahin aur bahut important information share kiya kar jab Ham Forex trading kar rahe hote hain to treat ko open karne ke bad humne lot size ko jiska Na hota hai jitni small lot size hoti hai utna Hi Kam risk hota hai utna aapka kaun save rahata hai aur aapko profit bhi Mil jata hai lekin Jahan per aap bich lot size ko choose karte hain vahan agar aapko profit bahut achcha milta hai to aapki account loss hone ke chance abhi bahut jyada badh jaate Hain aur aapka kaun bahut jyada risky ho jata hai isliye hamesha chhoti lot size ko choose Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X