Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai
    Forex trading business kernay waley traders ka ziada focus account balance pay hota hai. Traders yeh samajhtay hain kay unn ka account balance ziada hoga to unhain trading say ziada faida hoga. Haalakay yeh baat sahi nahi hai aur aisay traders ki learnings aur knowledge sahi nahi hota. Kiyu kay Agar traders kay paas account balance to bohat acha ho laikin unn kay paas trading ka experience aur techniques nahi hongi to bohat ziada balance bhi unn kay kaam nahi aa sakta hai bulkay woh balance bhi wrong trading say zaya he ho jaey ga. Forex trading kay liye her trader ko pehlay experience, demo practice aur techniques ko develop kernay ki zarurat hoti hai uss kay baad unhain balance kay liye mehnat kerni chaiye. Jo traders iss baat ko samajh laitay hain wohi kaamyab hotay hain. Forex aik proper business hai aur isay long term kay liye he seekhna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

    ji han market mein hamare pass agar experience achha hota hai to Ham apna Kam bhi achcha share kar sakte hain aur hamen bahut koshish social bhi ho sakta hai to hamen bhi yah sochana chahie ki agar Ham ismein apni mehnat ko jyada share karenge to hamen fayda hoga aur apne aap Ko nakam nahin samjhe ayenge Jo logon Ko bhi Na kam hoti hai to unki ismein yah galti ho sakti hai lekin humko jo bhi kam karna hai to hamesha hi apne kam acche se karte rahen aur jitna jyada apna Kam acche se karte rahenge to hamen fayda ho sakta hai aur ham apna Kam bhi aasan kar sakenge to har kisi ki soch itni acchi hoti hai to vah sar per unko utna hi kamyabi hasil ho sakti hai lekin hamen bhi agar apne aap ko kam ka achcha karna chahie to Ham ismein fayda hasal kar sakte hain aur hamara kam bhi aasan ho jata hai lekin hamen Koi nuksan nahin ho jata Jo member ko bhi nuksan hota hai to unki apni hi hoti ho sakta lekin hamen apne kyon ko dekh kar Hi Kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Aroba886 پيغام ديکھيے

      Agar aap technical mind ke malik hain to aap kamyab hosakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

        Yes dear member ap ny bilkul sahi kaha hai jab Ham instaforex per kam kar rahe hote Hain to usmein hamen learning ki jarurat hoti hai jab aapke pass acchi ladki hogi to aap acche tarike se profit gain ka sakte hain agar aapke pass Bada kaun hai to aapke pass experience nahin hoga to aap kamyabi hasil nahin kar sakte isliye aapko chahie kyakya aap apni learning ko acchi tarike se game Kare tab tab bhi aap successful ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
          Forex trading business kernay waley traders ka ziada focus account balance pay hota hai. Traders yeh samajhtay hain kay unn ka account balance ziada hoga to unhain trading say ziada faida hoga. Haalakay yeh baat sahi nahi hai aur aisay traders ki learnings aur knowledge sahi nahi hota. Kiyu kay Agar traders kay paas account balance to bohat acha ho laikin unn kay paas trading ka experience aur techniques nahi hongi to bohat ziada balance bhi unn kay kaam nahi aa sakta hai bulkay woh balance bhi wrong trading say zaya he ho jaey ga. Forex trading kay liye her trader ko pehlay experience, demo practice aur techniques ko develop kernay ki zarurat hoti hai uss kay baad unhain balance kay liye mehnat kerni chaiye. Jo traders iss baat ko samajh laitay hain wohi kaamyab hotay hain. Forex aik proper business hai aur isay long term kay liye he seekhna chaiye
          Ji han doston aap bilkul sahi kah rahe hain successful trading ke liye technique ki jarurat hoti hai balance Ki Nahin jitna zayada tha aapke pass technique hogi aur good knowledge hoga to aap utani hi hi jyada successful trade kar payenge
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

            Assalamu Alaikum dear Forex member main aapki baat se agree karta hun Forex trading Mein trading karna Ek bahut hi Mushkil option hai jisse accha profit earn karne ke liye Ye Hamare account balance Se Jyada hamare pass trading ke about learning aur information Ka Hona bahut jaruri hai hai aur aur Agar ham market analysis aur Market ki movement ko check Karke trading signals ko follow karti hui trading Karenge To Ham kam balance se bhi accha profit earn kar sakte hain aur aur Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
              Forex trading business kernay waley traders ka ziada focus account balance pay hota hai. Traders yeh samajhtay hain kay unn ka account balance ziada hoga to unhain trading say ziada faida hoga. Haalakay yeh baat sahi nahi hai aur aisay traders ki learnings aur knowledge sahi nahi hota. Kiyu kay Agar traders kay paas account balance to bohat acha ho laikin unn kay paas trading ka experience aur techniques nahi hongi to bohat ziada balance bhi unn kay kaam nahi aa sakta hai bulkay woh balance bhi wrong trading say zaya he ho jaey ga. Forex trading kay liye her trader ko pehlay experience, demo practice aur techniques ko develop kernay ki zarurat hoti hai uss kay baad unhain balance kay liye mehnat kerni chaiye. Jo traders iss baat ko samajh laitay hain wohi kaamyab hotay hain. Forex aik proper business hai aur isay long term kay liye he seekhna chaiye
              Aapki is baat ke sath mein ithifak karta hunbahut se Isa members 4traders Maine dekhe Hain Jo bahut kam bonus per achcha profit hasil kar lete hain uski main waja ye hothe hay keva bahut soch samajh ke sath trade open karte hain vo kabhi bhi apni trading mein jaldbazi nahin karte pahle vah market ko proper study karte Hain jitne uske pass sources hote hain indicators for signals ke use sharab se analysis karte Hain uske bad hi trade open karte Hain tu jab aap is tarah ki threading karenge to aapko kabhi bhi apni trading mein loss nahin hoga aur aapka hamesha trading se profit hi hasil hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                amy market ke movement ko dahk kar is mai kam karna ho ag per e hum pasia kama saky gy hamy market mai ahteyat sy kam karna ho ga per he hum pasia kaam saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to amy loss ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                  Aoa.
                  Boht zabrdast bat ki apny.
                  Balance ka hona waqe main zaroori nhi hai jab tak apk pas skills na ho apnay kam ko handle krny ki tou balance ka kya faida. Agr successful hona hai tou apni skills ko improve b krein or develop b krein taa k ap different techniques istmaal kar k kamyab ho sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                    Ji han bilkul trading karne ke liye balance nahin technical ki zarurat Hoti Hai Jiske pass acha technical hota hai wo ismein acchi kamyabi Hasil kar pata hai isiliye Hamen zyada Se zyada technique Hasil karne ki zarurat Itni Jyada hamare pass technique Hogi utna hi zyada Ham ismein Achcha work kar Sakenge Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge ke liye technique Se Hi Hamen acha result Milega Kitna zyada technique Hogi Ho To Nahin zyada Ham knowledge or experience Hasil Karenge utna hi Ham ismein acchi earning Hasil kar Sakenge Ham is zyada time milega Ham zyada work Karenge aur accha profit Hasil karne mein Kamyab Ho Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                      Ge dear pyaary Forexer ap say agree krna chahu ga bilkul Forex ma apka account balance matter nhi krta blky yeh cheez ahmiat rakhti hai ke ap ke pas trading mein kitni knowledge hai or experience hai or kasy ap us experience or knowledge ke zariye apni techniques or apni hikmat e amli ko Bana Ker trading Kerty hai agar apka account balance bht zyada be ho to be apko aik ghalt trade loss mein le us Sakti hai account balance ke liye Achi skills ko seekhna or Achi practice krna lazim Hy demo per tab hi ap aik achay trader khla sakty hai.apka account balance sirf lot size ki choose krny ke liye Dekha jata hai ta ke apko normal loss ho
                      Shukria
                      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                        hum trading kar ky pasa kama saktyh ain hum is mai part time be kam ar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga so um asia kamas aky gy fiorex mai hum rat mai be kam kar sakty hain yai aik asa business hain ky kabe be katme nahi o ga hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                          hamara balance acha ho ge to he hum is mai trading kar ky acha profit hasil kar sakty han hamy 100 dollars par trade lagane chahey ta ky hum is man acha profit hasil kar saky hamy trade lagany sy pahly is main stop loss or take profir ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain hamhy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey yai aik wase karobar hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                            assalam walekum ji bhaijan aapke pass 12 theek hai forest mein paison ki jarurat nahin hoti Bal ke Ham ko knowledge ki jarurat aur experience ke jarurat hoti haichi technique sirf aur sirf demo account per practis karne se hi Hasil hoti hai isliye Hamen Apna Achcha time demo Kaun per practis karne per Rah Gaye Tak Hamen Pakistan Forex trading business ke bare mein Achcha knowledge or experience has a lot Jaise Ham Khud trading market ko aasani ke sath samjhe aur use per Soch samajhkar trading Karen aur usse bahut Achcha profit Hasil Karen Kyunki Jab Hamara balance Bhi Hoga aur Hamen trading business ke bare mein acchi technique bhi Hogi tab Hamare liye bahut hi easy ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kay liye balance nahi techniques ki zarurat hoti hai

                              Balance hona ya na hona ziyada depend nai krta forex mein ap ka experience matter krta ha agr ap k paas experience ho ga techniques hn gi k kese trade lgani ha jb market ki movement hoti ha sb kuch tb ap achi trade kr skte hein agr ap k paas only Balance ho ga tb ap kuch nai kr skte... Sb se pehle ap experience hasil krein trade ki jo sb se piyari knowledge ha wo hamein demo se milti ha jitni ziyada demo ko use krein ge ap ki practice ziyada jo gi or ap us practice se experience hasil kr lete. Hein jo ap k liye bot important ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X