Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean
    Perfect trend lines, ya PTL trend lines ek short term trading indicator hai Jo lines trend ko show karti hai is indicator mein vah normal trend lines ki tarah straight nahin hoti tu dear friends Mera aapse yah sawal hai PTL lines kya hoti hain aur ine ka istemal kya hota hai aur ismein VERTEX Fx kya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

    Je dear trading ma bhot sary indicators hoty hain. Jo har time trader ki help karty hain. En indicators ko trader ka assistant kaha jae to galat na ho ga. Ye indicator market ki clear picture bana kar trader k lae ik page par display kar dety hain. Enki help sy trader ye decision leny ma kamyab ho jata hai k usko kis time par kon si trade open karni hai. Ye indicators trader ko ye b information dety hain k kis point par enter howa jae or kis point par exit. Forex trading ma agr indicator na hon to trader ko bhot mushkilat ho sakti hain. Ye topic ma ham ptl indicator ko mazeed discuss karyn gy.

    Perfect trend line indicator.

    Ye ik technical indicator hai jo market k 2 different higher high or lower low points ko market ki predication k lae use karta hai. Es indicator ki working parabolic sar indicator k bhot similar hai. Parabolic sar ki tarha ham esko stop loss k lae b use kar sakty hain.

    Working of perfect line indicator.

    Buy signal. Ye trader hamy is sorat ma buy ki trade open karny ka signal deta hai jb plt indicator ki blue line price bar k below show ho rahi hun.

    Sell signal. Trader ko us sorat ma sell ki trade open karni chahe jb perfect trend line indicator ki crimson line candlestick k uper show ho rahi ho. Ye indicator b parabolic sar ki tarha bhot simple hai or trader esko asani sy use kar k achy signal hasil kar sakty hain jo unk lae profit ki waja ban sakta hai.

    But hamy indicator k sath sath experienc b use karna chahe kisi indicator par bena sochy samjy trust karna trader k lae bhot nuksan dey ho sakta hai or trader ko hamesa achy mokay ki talash ma rehna chahe. Forex ma asy mokay zarur aty hain jb acha profit hasil karna easy ho jata hai.
    Last edited by ; 01-10-2020, 01:43 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

      FOREX TRADING AND INDICATORS
      Forex trading business bohat acha business Hai lekin is mein ache signals ko find krny KY liye humein ye ache opportunity provide krta Hai jis ky according hum different indicators ko learn krty hain aur Un ka istemal kr KY hum market Mein ache signals ko find krty hain aur Un KY according trading see acha profit hasil krty hain Yahan indicators ki bohat sari different types hoti hain lekin Yahan hum PTL Indicator ko discuss kren ge ta ky Jin members ky pas is see related knowledge nahi hai wo yahan se learn kr saken aur acha faida hasil krny mein Kamyab ho saken
      PTL INDICATOR
      dear forex friend PTL darasal perfect trend line indicator ki short term hai ya short form Hai aur is indicator ka istemal hum apni short term trading Mein krty hain us mein ye humein acha trend hasil krny mein help krta Hai is ky ilawa is indicator mein show hone wali lines dosre trend lines ki tarha straight nahi hoti hain
      PTL INDICATOR CALCULATION
      PTL Indicator ki calculations bohat simple hain
      1- Sab se pehle hum ne is mein 7 bar hogh aur low lyni hain aur phir 3 bar high aur low lyni hain
      2- agar closing price 7 bar high aur 3 bar high se upar hun ge to yeh uptrend ki identification ho ge
      3- agar closing price 7 bar low aur 3 bar low se kam hun ge to ye downtrend ki identification ho ge
      in bars ko strong trend bars bhi samjha jata hai is ky ilawa magnets line 7 bar high ya low mein trend par depend krti hain jab ky cyan line 3 bar high ya low mein trend ki direction par depend krti Hai jab bhi trading price cyan line aur magnet a line ky Darmiyan mein Hoti hai to is Doran trend ki strength weak hoti hai
      DOWNTREND AND UPTREND IDENTIFICATION
      Magenta ki diamond shape us waqat show hoti hai jis waqat sell signal generate hota hai cyan ki diamond shape buy signal par appear hoti hai is ky saath saath magenta line ko as a stop loss bhi use Kiya jata hai aur cyan line strong stop loss level provide krta hai
      Market Mein Jab strong downtrend bar banta hai to us ko magenta dot se bar ky high par mark Kiya jata hai aur jab strong uptrend bar banta hai to us ko bar ky bottom par cyan dot se mark Kiya jata hai
      Dear aik baat hmesha Yaad rakhen ap koi bhi indicator istemal kr Lyn ap ko kamyabi hmesha us waqat milti Hai jab ap apny kaam mein different techniques tools istemal krny KY saath saath khud par na siraf yakeen rakhen ge balky is ky ilawa apni learning aur experience ka istemal krny ki bhi koshish kren ge
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

        forex par agar hum trading kerty hain tou us k liye humen different tools and method ki zaroorat hoti hai jin ko adopt ker k hum aik successful trade laga sakty hain un tools mein indicators bhi shamil hain jin se humen market ki moment ka pata chalta hai aur trend bhi find ho jata hai is ki bohat sari types hain lekin is mein humen PTL indicator ko discuss kerny k liye kaha geya hai PTL perfect trend line ki aik short form hai is k name se he pata chalta hai k ye humen trend line k bary mein btata hai k is se agy market mein trend up rahy ga aur is k peechy market ka trend down rahy ga is ka use hum apni short term trading k liye kerty hain aur humen aik acha trend hasil kerny mein madad milti hai is mein show honi wali trend lines baki indicators ki tarhan straight nahi hoti
        is ki calculations ki baat keren tou wo bohat he simple hoti hai sab se pehly humen is mein seven times high and low leni hain aur phir us k baad humen three times high aur low leni hain up trend ki nishani ye hoti hai ki us mein closing price seven time high aur three times high se upar ho gi isi trahn down trend ki bhi identification ki ja sakti haai is mein closing price seven baar low aur three time low se kam ho gi is mein jo bars hoti hain un ko strong bars bhi kaha jata hai is mein magnets use hoty hain un ki diamond shape us waqt show hoti hai jis waqt sell k signals produce hoty hain aur is mein magnetic lines ko as a stop loss bhi use kiya jata hai jab trend high hota hai tou magnets ko dots ki madad se mark kiya jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

          Perfect trend line indicatir aik simple indicator hay jo hamain trade main false signals say bacha kar aik suitable entry and exit points ka batata yay. Ye short term trading kay liye suitable samjha jata hay. Q keh ye hamain mukhtalif signals batata hay. Jo kabhi kabhi false bhi hoty hain. Laikin ager ham isko kisi aur indicator kay sath use karain aur variables ka istemal karain to ham is kay through bahut achi trade kar sakty hain. Is indicator ka aik bahut zabardast faida hay keh ye hamain do lines kay through indication daita hay. Yani ager first line say price wapas a jaye to ham isko false signal consider karty hain, aur jab ye upper blue line say takraye to he ham isko true aur perfect signal samjhty huye buy ki sell main enter ho jaty hain. Trend line ka normally yehi maqsad hota hay keh ham trend ko foloow karty huye trading order place karain, aur koi ghalti na karain takeh hamain loss ho, kyun keh ja hamain fori signal milta hay to iski confirmation kay baghair trading order main entry nuqsan deh ho sakty hay. Is liye jo traders hamesha trend line ko follow karty huye trading karty hain woh achi aur munafa bakhsh trading karny main kamyab hoty hain.

          Agarcheh ye aik simple to understand aur use indicator hay laikin iskay sath hamain apna experoence bhi use karna hotahay keh traders ka behaviour yahan per kia hay. Jab keh RSI ko hamesha ki tarah lazmi check karna chahiye, q keh oversold aur overbought ko daikhy baghair ham trend line per bhrosa nai kar sakty aur na he earning kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

            Assalam walekum Pyare bhai jaan professor trendline indicator simple indiketar hai jo pay Hamen trade Mein Fasle signal se bacha Karthik table entry and East Point ko batata hai aur yah short term trading ke liye suitable Sangya Jata Hai Kyunki yah Hamen Mukti to signal batata hai jo ke kabhi bhi fancy bhi hote hain lekin Agar Ham Isko Koi Aur indicator ke sath use Karen aur variable ke istemal Karen To Ham Iske strong bahut acchi trade kar sakte hain isliye Karte Aur Ka Ek bahut Jabardast fayda hai ki yah Hamen do line ke Tron indication deta hai aur yah Agar tourist line se a price Wapas a Jaaye To Ham isko false esignal bhi Kahate Hain

            ESI calculation Ki Baat karen to vah bahut hi simple hai ke sabse pahle Hamen ismein Sevan time hi and log hai aur FIR Uske bad Hamen Teri time I aur loan Lene chahie to aap friend Ki Nishani yah hoti hai ki ismein Hamen closing price 7 time hai aur free time I say papa down train ki bhi India location ki Ja sakti hai ismein closing price Sevan uptrend ki nishaniyan hoti hai ki usmein closing price saving time hai aur 3 time hai se upar Hogi bus stand down train ki bhi ki Ja sakti hai aur bar Lo aur free time do se kam hoga to ismein Jo abhi kaha Jata Hai ismein again se use hote hain aur unke Diamond bahut hi jyada Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

              Perfect trend line indicator forex market main trend ko find kerny ky liay mostly traders use kerty hain hamain forex market main successful trade kerny ky liay PTL indicator ko use kerna bahot zaruri hai ky agar ham same indicator ko apply ker ky trend ko find ker lety hain tou phir hamain trading main sirf trend ko follow kerty huey hi Trade open aur conrinue kerni hoti hai ky jab tak market aik trend ko follow kerty rehti hai tou hamari trade bhi same trend per conrinue rehti hai hamain market main trade open kerny ky liay perfect trend ki zarurat hoti hai ky visual trend ko tou ham bari asani ky sath read ker lety hain lekin jab ham same trend ko follow kerty huey trade enter kerty hain tou market opposite direction main movement start ker deti hai aur hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai hamain pehly trend ko achi terha samajh lena chahiay phir trade open kerni chahiay jis ky liay ham perfect trend line indicator ka use kerty hain same indicator main market ka trend hamain bahot zyada clear hota hai aur jab market main trend change hony ka raha hota hai tab bhi hamain trend ki clear indication milti hai jis per ham trade open ker ky bhi aur previously open trade ko close ker ky bhi apny account ko achi terha manage ker sakty hain hamain trend ko find kerny ky liay different indicators ko use kerna perta hai lekin agar ham sirf PTL indicator ko apply ker lety hain tou hamain phir problem nehi hota trend ko find kerny main bhi aur trend per trade continue kerny main bhi ky hamain trading main acha profit bhi hasil hota rehta hai aur ham apni trading ko bahot achy tareeqy sy manage ker lety hain market main her trader euccessful trwding tab hi ker sakta hai jab same trading main trend ko find ker ky jabky agar ham trend ky against trade open ker lety hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jo inverse hoty hoty hamara account bhi wash ker deta hai tou hamain koi bhi trade open kerny sy pehly market ka trend zarur find kerna hota hai aur jab trend ko find ker lety hain aur trade enter ker lety hain tou phir bhi hamain market per nazar rakhni hoti hai ky trend tou kisi bhi waqat change ho sakta hai jis sy hamain trend ko follow kerna hota hai aur apni trade ko manage kerna hota hai agar ham successfully trend ko follow kerna chahty hain tou hamain PTL ko apply ker ky hi apni trade ko continue kerna hoga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :- PTL Indicator for Vertex Fx kia hea aur is ko use kesy karty hean

                dear members ya bohot zabardast indicator hai hum is ko use kar ka ak acchi trade ko open kar sakta hain. ya indicator huma bohot help karta hai her cheez mai hum log is sy kafi madad lata hain trade open karna mai. is indicator ko traders ka assistant bi kaha jata hai kiun ka ya traders ki help karta hai is lia huma isa acchi tahra use karna chaya. is indicator ki khasiyat ya hai ka ya ak true picture banata hai or os picture ko traders ka lia ak page pr show karta hai or is ki help sy traders accha decesion lana mai kamyab ho sakta hain. is indicator ki madad sy hum log ya bi fasila la sakta hain kis point sy hum log trade ko open karain or kis point pr close karain. ya bat tu such hai ka agr forex trading mai indicator na ho tu traders ko bohot mushkal ah sakti hai trade karta mai.

                Perfect Trend Line Indictor kia hai

                Ye ak asa indicator hai jo kisi bi market ka 2 mukhtalaf upper and lower point ko market ki prediction ka lia use karta hai. is indicator ka kam work parabolic sar indicator sy milta julta hai. hum is ko stop loss ka lia bi istemal kar sakta hian

                Perfect Trend Line Indicator ka kam karna ka tareka

                Buy in trade open karna Ye indicator bohot zabar dast hai ya hum buy ki trade open karna ka accha signals data hai jub is ki blue line price bar ka necha show ho rahi ho to is ka matlab hota hai ka buy ki trade ko open kia jaya or is sy faida othaya jaya

                Sell ki trade ko open karn Is indicator ki ak khasiyat ya bi hai ka hum log is mai sell ka analysis bi kar sakta hain jub blue line price line sy opr show ho rahi hot u hum log sell ki trade open kar ka ak acchi kamai kar sakta hain ya signals accha hain or hum in sy fayada otha sakta hain

                اب آن لائن

                Working...
                X