Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye
    Meney Sab Members Ko Ye Advice Deni Thi Keh Hamein Kabhi Bhi Forex Par Working Nhi Chori Chahiye Ya Stop Karni Chahiye Isey Hamein Nuqsan Hota Hai Or Hamein Bonus Bhi Acha Nhi Milta Jab Hun New Start Say Kam Start Kartey Hain

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

    Ggg blkl forex or working stop nai krni chahiya kyu KY ap ka active rhna bhhht zaroori Hai agr ap aciltive nai raho gy to woo loog ap ka account baand kr skty Hai or ap ki Sar mehnat zaya ho Jay gi iss Liya zaroori Hai KY account main active rahy. Or apni working ko stop maat kary
    • #3 Collapse

      Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

      assalamu alaikum ji Bhai aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki agar aap apna confidence loose karenge aur Forex per kam karna chhod denge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isiliye market mein survive karna bahut jyada jaruri hai market mein survive karte Rahe aur trade lagate Rahe inshallah ko achcha profit jarur milega
      • #4 Collapse

        Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

        Han g forex py working stop nae krni chahiye es sy hun apna confidence kho den gy humen har roz kuch nya sekhna chahiye or apna work daily base py krna chahiye ta k hum din badin mazeed seekgen effort kren or apni madad aap kren ywh aik interesting business hai jis py work krny ka maza ata hai insan bore nae hota to humen working stop nae krni chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

          Forex mai humy apna kaam stop nahi karna chahiye aur apna target daily complete karna chahiye. Taky humy acha bonus meltabrahy aur hamara trading jari rahy is sy humy profit bhi hoga . Is leye information leny k leye bhi work kiyabkarein forum par aur knowledge bhinhasil kiyabakrein is forum k bohutbsy faidy hai agar hum le skein
          • #6 Collapse

            Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

            gee han dear app nain thek kaha hai hamain forex main kam ko jare rakhna ho ga pher he hum is main kamyab hon gy forex aik best online business hai hamain forex main mahanat say he hum is main kam karain gay tohe hum is main kamyab hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

              forex per kabi bhi stop nahe karni chaheiy yani hamen kisi bhi din us per break nahe dena chaheiy ku kay ham ek din break lagaty to hamary
              account BAN hany ka khatra hota apko chaheiy kay ap apny account ko daily basis pe login kia karen or apny tamam work sar anjam dia karen
              or apny account ko BAN hony se bachaen or apny work ki hifazat karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                Bihar Park from ke upar Hamen kam karna Nahin chhodana chahie Ban Ke Hamen aur Jyada mehnat ke sath uske upar kam karna chahie Taki jo bhi Hamari Koi Galti Ho Rahi Hai To Hamen galtiyo ko Sudhar sake aur Jyada koshish Kiya Karen ki knowledge Aasan karne ke liye jo hai idhar aap kam Kiya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                  beshak agar apko loss howa hai tu apko or practice ki zarorat hai na k market chorrna chaheye apko dekna chaheye apkoo loss kis baat sy howa hai kia howa hai on ghaltio sy apko sekna chaheye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                    Ji han bhai aapane bahut acchi baat share ki hai agar aapko Forex trading mein loss bhi ho jaaye to aapko tabhi bhi Forex mein main working stop Nahin Karni chahie kyunki agar aap working stop karenge to aapko bonus Nahin milega aapko chahie kya aap working karte raho aur achcha bonus Hasil Karke a acchi trading karo taki aapko acchi earning Hasil ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                      forex aik best business hain hum is ma mahnet karty rahy gy to hamy earning milte rahy ge hum gar mai bath kar s mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain t hamara account band o y ga hamy aik time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai agar mahnet karty hain ti hamy kamaybe hasal ho y ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                        yes dear right kaha apne forex trading main kabi b learnng ko stop na kare regular hard work kare regular forex trading ko time de regular jitni achi tara say hard work kia jata hain itna he best benefit b mil jata hain forex trading main unlimited earning ho jati hain jisne regular forex trading ko join kia regular and daily work kiya wahi traders kamyab ho jate hain forex trading main work ko stop karne wale he big loss karte hain wahi traders profit earning karte hain jo forex ko soach smajh k and bina lalach k k kaam karte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                          hamen for mein apna work stop bilkul bhi nahin karna chahie hamen ismein jyada se jyada hardworking karni chahie itni jyada mirch mein hardik in karenge hamare hote Na jyada benefits aur hamesha major chhapra phir bhi hasil kar sakte hain hamen chahie ke match mein nagar Las Ho jata hai to hamen ismein Haider ke kapde nahin stop karni chahie Mal ke hamen jismein jyada se jyada hardworking karke use glass ko recover karna chahie kitni jyada ummid working karke usko recover karega itna jyada hamesha chhapra vindhyachal kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                            Forex pr jb bnda new hota ha to aik ya 2 week jo first hote hein ap. Ko bonus km milta ha to mayoos ho kr kuch log forex pr Kam krna bnd kr dete hein to asa bilkul nai krna ha mayyosi ka shikar nai hona blke ziyada mehnat krni ha is umeed k sth k agli br ap ko acha bonus mile ga so daily work ko apni adat bnaein or phir dekhein ap kitna acha profit gain krte hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Par Working Stop Nhi Karni Chahiye

                              Je forex mai apni working ko carry on rakhy kisi bhi marhaly mai isse chory mat isse apk account mai avaerge ki ki kami hu gi or sth mai jo experience roz milta woh bhi kam hu jyga bss umeed laga k rakby k ham ny hi success huna hai forex mai q k yh mhuskil ni hai kaam jisse ham ni kr skty har aik kaam asaan huta hai chiye forex hu yh koi or bss use krny ka experience acha hunachiye practice achi huni chiye yhi baat hai k aj ham us ma or par kahree jaha sb ni hain bass hammy chiye k work krty rhy or earning krty rhy trade bhi lagaty rhy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X