importance of hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    ji han bhai apki bt bhi thk he likn ham is me kbhi bhi kamiyab trader bn nhi sakhte hen qk market tu role back krti rehti he us me hamen ager sell wali trade clos krdi tu market thora up ja kr phr down hoti he tu hamen is me kafi loss bhi ho sakhta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Bhai iski bohat importance hai forex trading mein q k iskay zariye ham bohat kuch karna seekh saktay hai aur trade karnay mein apko ziada mushkil bhi nahi hoti aur ziada trade bhi acha karsaktau hai
      • #243 Collapse

        g han dear mein ap k sath agree karta hun simein hum ko chahye k hum is mein experienc aur knowledg k sath hi tarding karen to is mein hum ko aisa nahi karna parta hy jab ap is mein bna kisi knowledg k karty hen to hi ap k sath aisa hota hy.
        • #244 Collapse

          Yeps hedging ki technique Forex main boht importance rukhti hai q k is k zariye sy traders apna loss kisi hudd tak recover kr skty hain.lakin trading main hedging krny k liye traders ka experienced hona zarori hota hai q k agr koi newbie hedging krny ki koshish krey aur isko handle na kr sakey to wo aur loss krey ga so better hai k newbies isko try na krein.
          • #245 Collapse

            oh acha yeh hota hai hedging aik to trade mein itnay saray instruments hain ke samajh nahi ata ke kon sa use karain na karain kaash saray he aik saath use kar saktay hotay lekin aisa kar nahi saktay abhi pata nahi aur kitni is type ki cheezain main discover karne wali hoon ;)
            • #246 Collapse

              hedging ka matlab yehhai dosto ke agert apse koi trade seell ke bajaye woh buy main lag gai hai toh apko yahn per us main new trade ko oposite direction main lagana chahiye.
               
              • #247 Collapse

                ager dosto galtyi se trade sell pe lag gai buy ki bajaye toh us ko sell pe ekk new trade ko laga dena yeh hedging kehlata hai. yeh karna bohat hi kam logon ko aata hai.
                   
                • #248 Collapse

                  Dear member hedging ki techinque new comers kay liya bohat achi technique haa q ess say un ko loss hony kay chances kafi kam ho jahty hain or woh ba asani trade kar sahktay hain,hedging new comers ko lazmi sehkni chaya or es technique ko apni trade may lazmi apply karna chaya.
                  • #249 Collapse

                    i did This already but every night out when i caused it to be losses inside this way. IN ADDITION TO i am not agree to be able to do the particular ALONG WITH now i am not acknowledge to help suggest almost any individual in order to trade similar to that. open sole your sole trade AND ALSO You can carry profit throughout sole one
                    • #250 Collapse

                      nae bro mujay nae lagta hai k hedhing ye hota hai ye koe aur he cheez hai es ko ap ko theak se dekhna chaye aur es kosekhna chaye
                      • #251 Collapse

                        muje tu forex trading main heging zara be shai work nahe agta khoe ky is waja sy muje loss hua week ho giya hai bohat loss ho giya tha jes waja sy ye mistake kabi be nahe kerta main next time is main bohat muskal hai work kerna is method sy
                        • #252 Collapse

                          forex main hedging aik technique hay jis mostly traders apni trade ko safe karny k liye or loss say bachny k liye use karty hain is main buy or sale ki trade aik sath laaga di jati hay or isky baad apko trend k mutabik loss nahene hota ahy q k apki sale ki hi trade lagi hoti hay is trah hedging beginners k liye important hay
                          • #253 Collapse

                            hedging ka faida aik he waqt hota hai jab app ka account mai loss mai ho or ap ko clear pata chal jae k abb market app k against he jae ge tu app hedge kar k apna acccount bacha sakty hain
                             
                            • #254 Collapse

                              hedging ki technique kay bary main mera itna knoweldge na ha aor forex main apni hedging krna ha to forex main koi faida mere khyal main na hota ha aor forex main sirf trend kay sath trade krna hi bhtr ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                i like forex...dear mjy is bary mai pta to nhn hai laikin is mai kam kar mjy bhot maza aa rha hai jo k mairy liya bhot acha hai is mai kam kar mjy bhot maza aata hai is liya mai is mai kam karta hu jo k ham sab k liya acha hai..i love forex as a passion and job ....so i like it...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X