importance of hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    iss main risk factor zayda hai. risk iss tarah se hai ke farz kiya jab hom ne hedging start ke aur aik pair up aur dosra down huwa. hum ne up jaanay walaa trade open hi rakha aur be down janay wala close kar diya. ab jo trade up jar raha tha wo achanak reverse ho gaya. to us se ka humein bohat zayada loss ho jata hai:D
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      yeh aik aisi technique hai jiss mai hum ap ager loss mai ja rahay hoon tu he yeh use ki jati hai warna is ko start mai he use karna achi baat nahi hai q k is ka koi faida nahi hota hai aik tarf loss or doosri taraf profit tu kya faida
       
      • #213 Collapse

        iss main risk factor zayda hai. risk iss tarah se hai ke farz kiya jab hom ne hedging start ke aur aik pair up aur dosra down huwa. hum ne up jaanay walaa trade open hi rakha aur be down janay wala close kar diya. ab jo trade up jar raha tha wo achanak reverse ho gaya. to us se ka humein bohat zayada loss ho jata hai
        • #214 Collapse

          my dear friend forex trading main hedging aik aisi option hoti hai jab humara loss ziada ho raha hota hai aur hum apnay loss ko ziada honay say bchany kay liey minus trades kay ult trades lga kar apni equity ko same kar laity hai;;;;;;;;;;;
          • #215 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
            forex trading me hedging ek technique hai jo boht se traders market trend ko smjhny k liye use krty hen .. hedging me traders buy aur sell dono ki trades ek hi time pay laga dety hen aur phir agr market for example continuously opar ja rahi hoti hai to ek trade band kr dety hen aur dosari lagi rahti hai ..
            G han ap ne theak kaha hai,.hedging asal main asaan kaam hai aur mufeed beh.,ap jub tarading kerte hain to ap buy ya sell laga dete hain.,market upar gaye to sell band ker den,.neche ayi to by ko band ker dete hain.,
            • #216 Collapse

              je han boht hi importance hy is ki mai pta to nhn hai laikin is mai kam kar mjy bhot maza aa rha hai jo k mairy liya bhot acha hai is mai kam kar mjy bhot maza aata hai is liya mai is mai kam karta hu jo k ham sab k liya acha hai
              • #217 Collapse

                hedging ka koi khas faida na hota ha bs yhi ha keh jab market ka trend smjh na ata ha to is ko wqti toor pr profit loss ko contrl kr daty hain aor is ka koi khas faida na ha
                 
                • #218 Collapse

                  I think that Hedging can be a so able tune within currency trading. you can alter use of this maneuver surface our buy and deceive. Hedging signifies buy and sell on the very soprano tag. It really is a well exchanging framework for every singular trader within currency trading.
                  • #219 Collapse

                    bhai jan men forex trading business men new enter hua hoon men ny forex trading business ko abhi join kia hy is liy mujhy hedging ky bary men pata nahi hy mujhy jysy hi is ky bar men ata chaly ga men ap ko zaror batao ga kuch log kehty hen ky hedging aik technique hy jisy log trend ko understand krny ky liy use krty hen
                    • #220 Collapse

                      bhai jan men forex trading business men new enter hua hoon men ny forex trading business ko abhi join kia hy is liy mujhy hedging ky bary men pata nahi hy mujhy jysy hi is ky bar men ata chaly ga men ap ko zaror batao ga kuch log kehty hen ky hedging aik technique hy jisy log trend ko understand krny ky liy use krty hen
                      • #221 Collapse

                        jahan tak mera khayal hai brother is main hedging ki kafi importance hai kyun k agar ap waise hi trading karte ho to us main ap ko loss ka bhi kahtra hai aur is main to koi khatara nhe hai is main ap k pas paisey ane hi hain
                        • #222 Collapse

                          Hedging is a so good idea in forex. we can use this strategy in our trade. Hedging means buy and sell at the same price. It's a very good trading strategy for every trader in forex.
                          • #223 Collapse

                            I myself am pleased with hedging and stop loss of it we will be learning and doing and outbound order order precisely because of hedging and it would be very nice and all need some patience will be very nice and all it took was patient and always process will be very good indeed.
                            :confused:
                            • #224 Collapse

                              depend krta he ky ap ne order kis tara lagya he aor ab market kya kr rahe he analysis kya kehte he ye all option ko agr use kya jy to forex market me pata chalta he ky kya krna hota he or kya krna chaye taky all option ka pta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                forex trading main loss se bachne ke doo hi tareeqe hain jin main aik stop loss hi orr dosra tareeqe iss main haeding ka hi iss lye agar ap ko masalsal loss ho too ap apne account ko hedge ker sakte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X