Forex trading me hedging market k trend k liye use nhi ki jati hedging is liye ki jati hai agar trader ka account loss me ho to trader buying and selling dono at a time laga dete hai or us ki waja se trader ka account wash hone se bach jata hai or jab trader ko lagy k market ka trend change hone wala hai to wo buying ya selling ko close kar deta hai or ek lot ko close nhi karta balky us ko bhi profit me aany ka wait karta hai or jab wo bhi profit me a jaye to trader us lot ko bhi close kar deta hai is tarha trader ka account wash hone se bhi bach jata hai or profit bhi hasil kar leta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим