importance of hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    hedging ak achi trick hai jb ap ka account phasa hua ho aur ap ko khatra ho k account wash hojaye ga tou ap account ko hedge kar do tou ap ko nuqsan nahi hoga aur ap ko acha experience mil jaye ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      yes aap ki baat bilkul sahi hai hedging ka is k elawa aik faida ye bhi hai k agar aap ki trade loss main ho to aap is ko hedge kar dain aor profit hasil kare aor jab trade wapas pehle wali trade k haq man jaae to cut kar dain
      • #603 Collapse

        hai ager eak main lose ho to dostry zyada bar kaam b kya hai lekin ye kuch bar hame dhoka b de jato haihame is dhokay say bch na chah technique k use nhi kiya hai...mujhy iski importance ka bhi nhi pta hai...aur ap ne jo bt ye. main faida ho jat
        • #604 Collapse

          hadging ka treeka bohat hi bast hai aap koi lot lgaty hain or us lot ka nafa ya nuksan ro kna chahty ho or lot bhi nahi katna chahty to aap ny sell ki hai to buy lgao gy ya buy hai to sell lga kar hadg karo gy
          • #605 Collapse

            forex trading main hedging ki bohat ziada value hay agar hum theak say trading ko samjh kar earning karen gay tbi esmain kamyab hon gay hedging main humay account ko risk main dalna hota hay aisi state nahi bnanai chahiey
            • #606 Collapse

              forex trading main hedging ki bohat ziada value hay so agar hum theak say account ko manage kare kay trading karen gay to us waqat humay eski need nahi pary gi so humay sabar say tading bhi karni chahie
              • #607 Collapse

                kafi dafa moka hota hai k market ki routine is tara say hoti hai k mian nay market ko kuch is tara say kafi zada mian nay note ye krna hai k teek say market ko maloom krna main naay note ye krna hai k muskil say market ko nuksan say banacha saqty hain
                • #608 Collapse

                  market say earn krny k liay hum k pass kafi zada short cut hian jin say ye kaam hum ko profit daita hai laikin kuch time k liay us k bad in say humy loss hota hai or hum kaam ko teek say nahi kr saqty hai market say
                  I LOVE PAK FORUM
                  • #609 Collapse

                    hedging wahi kar sakta hai jis ke pas proper knowledge hoti hai market ki agar aap ke pas knowledge or experience hai hedging ke bare me to phir aap befikar ho kar hedging kar sakte hain proper mehnat ke sath kaam karen bas or careful reh kar chalen is market me .
                    • #610 Collapse

                      hedg aik achi technique hai ye ap kar bi saktay hai aurna bi kars akaty ghai pehlay tu mere khayal say ajo planer bun na ho ga kay trade ko kis time ko dkhtay hua apko open karni chaiy aur kub apko aik achi deal mil saktai hai
                      • #611 Collapse

                        trading main hedging aik aisi technique hay jo keh equity ko brabr karnay kay liey use ki jati hay jab market ka trend humary against ho jaye so humay same lot ko use karty uhuway oposite trade lgani hoti hay
                        • #612 Collapse

                          forex market main hedging aik aisi technique hay keh agar humari trade out of trend ho jati hay to hum apni equity ko same rakhnay kay liey uskay ulat same lot ki trade place kar daity hay
                          • #613 Collapse

                            forex trading ma bohat sar techniques use hoti hain jin ko use krty huye hum kamyab ho skty hain jin ma aik technique hedging ki hy jo k zyada tar traders use krty hain os is technique ma trader dono trades aik hi time py lga daty hain or market k trend ko dekhty huye aik trade ko close kr dety hain or dosri trade chalti rehti hy.
                            • #614 Collapse

                              hedging aik trading techniqe hay agar hum esko use karty huway trading karen to humay kafi wait bhi karna par sakta hay aur humay pehlay esko demo account par practice karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                hedging ka bilkul bohat zayada faida hay us waqat khas taur par jab news time hota hay zani jab hamain nai pata hota kia hoga aur market main tabdilian hoti hain is ka sab say bara faida zay hay kay agar news trade kay mutabiq hay to against wala order band kar daitay hain warna baray nuqsan say bacha ja sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X