Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata
    Assalamu Alaikum friends ji han Forex per kam karne ke liye Hamen bahut jyada mehnat Karni Hoti Hai Kyunki mehnat Se Kiya vah kam kabhi bhi best Nahin Hota Hamen uska result laazmi Achcha Milta Hai hai aur jitni Jyada mehnat Karenge Hamen utna hi Achcha aur Meetha fal milega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

    G han bilkal thek bat ki hy ap ne mehnat se kiya hua kam kbi raigan nhi jata ager hum apne kam ko achi trha mehnat kar k krty hen to humen es ka acha sila zarur milta hy es liye humen chaea k hum ziyada se ziyada mehnat kren or apne kam ko waqt py complete kren tb hi hum kamyab ho skty hen or achy trader ban skty hen
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

      Assalam o alaikum dear frnds umeed h ap sab khariyat sa hon ga forex ik bht Acha earning platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain frnds forex ma kamiyab hona k lye mehnat hard work bht zaroori ha us k bghair ap forex trading ma kamiyab nae ho sakta mehnat sa insan zindagi ma kisi bhi mukaam pa phnch sakta ha mehnat kbhi zaya nae jate mehnat krna wala insan ki har jigah izzat hote ha kun k mehnat kamiyabi ki kunji ha
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

        Mehnat ka phal.zrur milta h kisi ko jldi mil jata h or kisi ko waqt lgta h mahr kabhi har nai manni chahiye infact dil laga k kam lrty rhna chahiye q k mehnat ma azmat h or mehnat krny say insan zrur kamyab hota h or kamybi k loye mehnat or sabr dono boht zruri h
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

          Assalamu alaikum ji han aapane bilkul theek kaha hai mehnat se Kiya hua kaam Kabir aaega Nahin jata isliye hamen chahie ki ham jyada se jyada mehnat Karen tavajjo se kam Karen taki ham kamyab ho sake kyunki mehnat Ka sila Kabhi shayad Nahin hota agar hamen mehnat karenge to hamen ishq Ka sila ek na ek din jarur milega to hamen chahie ki ham mehnat ke sath Dil laga kar kam Karen Kaisa business hai jismein ham din mein bhi kam kar sakte hain aur raat mein bhi kam kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham apna mehnat ke sath post Karen treat Karen taki hamen achcha bolna sabse ho aur hamen kamyabi hasil ho sake
           
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

            Bilkul sai bola ap na mahnat sa keya hoa km riagha Ni jata ap ko us mahant ka seela Mel jata ha forex apny member ko mahant ka seela lazmi data ha ap ko chayee senior sa help layn daily ka km Kal pa na choran demo account ma practice karan over confidence ma trading na karain forex ap ke manat ka seela regha Ni jany data
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

              Asslam o alikum hmay forex ma kamyabi hasil krny k liay bohat mehnat krni prti ha q k mehnat kr k hi ham acha bonus hasil kr skty han isi liay hmay
              zyada mehnat krni chahiay q k mehnat sy kiya gya kaam kbi raiga ni jata or ham mehnat sy hi kamyabi hasil kr skty han..
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

                Ji han bilkul aap ki baat theek hai Forex Mein mehnat se Kiya hua kam kabhi bhi waste Nahin hotaJo log mehnat ke sath kam karte hain vahi is Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain hamen chahie ke Ham bhi Forex Mein apna jyada time invest Karen aur professional hokar I join Karen agar Ham to ke lagakar Forex Mein kam karenge to kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin ki ja sakti
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

                  jay hath mein bilkul theek kahan per hai na se kya hua kam Kabhi Rai ka Nahin gata Agar ham mehnat karenge mehnat ke sath post lagaenge apna daily kar rahi main aapke sath target pura karenge to hamari mehnat kabhi bhi rahega Nahin jayegi kyon kya mehnat kasila Kabhi saya Nahin hota to hamen chahie ki ham mehnat ke sath Dil lagakar kam karega unke Na thi insan ka jevar hai agar ham mehnat ke sath kam karenge to hamen main jarur kamyabi hasil ho gai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

                    W. Slam g dear yh bat bilkul theak ki hai k jis ma mehnat shamil ho wo kam kabhi zaya ni jata. Hameen forex doeum ma khoob mehnat karni chahya dill lga kar kam karna chahya. Forex forum sa related zada sa zada information jama karni chahya. Analysis apna improve karen analysis par mehnat karen apna kam ko behtr krna par mehnat karen. Ager ham forex ma proper mehnat sa kam karen to response ma forex b hamen utna hi bonus deta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

                      Aoa everyone
                      Mehnat mein azmat hai
                      Is haqiqat ko hm sbhe janty hain aur smjty b hain ...is leay hmy apni mehnat pe pora trust kr k apni mehnat ko jari rkhna chaiye aur ye bat mind mein rkhni chaiye k hmari mehnat kbi b waste nhi ho gi blky hmy iska reward zrur mily ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

                        Jub insan mehnat karta hai or achievement k liy koshish karta rehta hai to wo nakqm kabi nae hota balky us ka phal usy zindgi main kabi na kabi zaror milta hai .mahnet kabi raega nahi jati insan ko skills achi milti hai jb wo musalsal learning or practice karta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat sy kiya hua kaam kbi raigah nhi jata

                          Assalam.o.alaikum dear forex members apki bat blkul drust hy Pakistan forex forum me kamyabi hasil krni hy to apko ziada se ziada mhnt krni chahiye daily ka target daily complete krna chahiye daily basis p kam krna chahiye Hardworking krni chahiye demo account pr practice krni chahiye mhnt jari rkhein jtna ziada time dein gy utna ziada faida hasil hota hy mhnt ka phal zror mlta hy Allah pak ksi ki mhnt zaye nhi krta

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X