NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.
    Jab tak forex trading me economically strong countries k upcoming news ka waqat ho to us waqat kabhi bhi tade na lagayen jab tak mukamwal information maosol na ho. Jab 100% axact information mel jayen us k baad hi trading shoron karen. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Trading k doran upcoming news ka khas khayal rakhen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

    Ji han Hamen chahie ki Ham news ke time per koi bhi trade na lagaen Kyunki Agar Ham news ke time per trade lagaenge To Hamen loss ho sakta hai news Hamen is bare mein inform karti hai ki market aap Jaaye aap Jayegi yah Gaon Jayegi isliye Hamen koshish Karni chahie ki news ke time per koi bhi trade na lagaen Aise karne se Hamen loss ka Samna karna padta hai isliye aapko kabhi bhi news ke time per trade Nahin Lagani is baat ka Hamesha yah Baat Apne knowledge mein sev kar le
    Last edited by ; 30-09-2020, 06:01 PM.
    • #3 Collapse

      Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

      Jo bhi economic news release hony wali ho, hamain iskay bary main pehly say kuch na kuch khabron ka pata ho ke is main kia data nashar kia jaye ga aur is say hamain tradinh main kis had tak faida hoga. News kay positive and negative ki surat main forex main parny waly impacts say hamain waqfiat honi chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

        Forex markting strong country k news k waqat kabi bi trade ni lagani chahy jab tk news mukamal na ho jaen Ku k news hi market analysis ko nakam bnati hen islaiay news hona k bad hi trade lagani chahy
        • #5 Collapse

          Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

          Ge dear pyary forexer apnay bilkul point ki baat ki aj or apko es baat SE mujy Bohat knowledge Mili hai ke hamary analysis ko Forex ki anay wali news hi change Karti hai esi liye hamy mazbooth maashi mulko ke market ke news Ka wait Karna chye ko hamy sirf apny analysis per nhi blky market news ko be Dekh Ker trading kerni chye or jab take exact confirmation na ajye market mein trade Nahi Lagani chye Balky apni analysis ke against positive or negative ko match karey
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

            News time pay kabi bi trade nahi lagay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko news time mein trade nahi lgna chaiy aap ko uss ka bad trading krtay hai tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai
            • #7 Collapse

              Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

              ye sab dependkarta ha ka ap ko kitna trading ati ha agar ap new ha to lazmi ha ka ap news ka waqt trade close kar den lakin agar ap ka pass exprince ha or ap funda mental analysis kar sagty han to pher ap ka mazy han kun ka tab ap ko pata hota ka martket na kis taraf jana ha or kitna move karna ha ap bahut acha profit le sagty han news sa
              • #8 Collapse

                Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                ap sahi keh rahy han ka jab news ka waqt hota us waqt trade na liya karen kun ka market ka nhe pata hota kis taraf jaye gi or market jis taraf bhe jati ha is ki speed itna tez hoti ha ka ye bary bary acount bhe wash kar deti ha ab agar ap na loss sa bachna ha or apna acount save rakhna ha to news ka time trade na or agar koi tyrade chal rai ha to us ko close kar diya karen
                • #9 Collapse

                  Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                  Ji han bilkul theek. Kaha hai aapane Ke Jab Hamen news ka Patta Hogi is Din Hamen news Mili Hai trading ke bare mein to use Waqt kabhi bhi aap trading na Karen Kyunki pahle acchi tarike se aapke pass market information Hona bahut jyada jaruri hai pahle acche se market ki situation par focus Karen Dekhenge market mein kya position Hai market ka trend kaisa hai market ephwurd Jayegi yah download Jayegi aur kaun sa Peer best rahega risk Lena chahie ya nahin? Lena chahie acche tarike se apneJi han bilkul theek hai aapane Ke Jab Hamen news ka Patta Hogi is Din Hamen news Mili Hai trading ke bare mein to use Waqt kabhi bhi aap trading na Karen Kyunki pahle acchi tarike se aapke pass market information Hona bahut jyada jaruri hai pahle acche se market ki situation par focus Karen Dekhenge market mein kya position Hai market ka trend kaisa hai market ephwurd Jayegi yah download Jayegi aur kaun sa Peer best rahega risk Lena chahie ya nahin? Lena chahie acche tarike se apne point ko news ke through clear Karen Iske bad aap trade lagaen Tak ke Abhi Trading main aapko bahut zyada profit ho aur kamyabi ho
                  • #10 Collapse

                    Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                    Han ji hamy news k waqt k bilkol bhi market ko nahi dekhna chahiye aur nahi trades leni chahiye kiyu k news k waqt market bohut fast moves kartinhainaur hamara profit le skti hai . Is leyenews k waqt trade sahi nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                      yes dear right kaha news k time merkt kafi fast hoti hain har traders ko achi earning karna haintu news k time merkt main take profit and stop loss ko must use kare jaaab tak in dono tool ko use nhe kare ga tu account b wash ho jata hain is liye jitne b traders hain hard work kare hard work k bad he kamyabi hain jisne hard work kiya nhe usne kamyabi hasil nhe ki international buisness hain forex trading jis main strong learning karna parta hain kabi kabi news k time b kafi big profit ho jata hian agar learning stong hoti hain tu
                      • #12 Collapse

                        Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                        Assalam u alaikum dear forex members!!
                        G Han friends hamain kabi bi news time py trade shoro nhi krni chahye kun k agr hm aisa krty Hain to loss ky bohat zyada imkanaat ho skty hain jis ki wjah ye hogi gi k hm Market ki moujoda sorted haal sy nawakif thy.
                        islye hamesha news ka intezaar krain or market ko achi trah analysis kr k hi trade lagain.
                        Shukrya ❣️
                        • #13 Collapse

                          Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                          Is say kuch ni hota k hum news k time trade kry hamay bilkul news k time py trade krni chaye
                          • #14 Collapse

                            Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                            Assalam-o-Alikum.
                            G hn apne bilkul theek kaha hai Forax world ma news ki boht importance ha .news market par boht ziada asar andaz hoti hn.
                            Is lye hme chaye k news k wkt trading se avoid kren .
                            News k bad market trends check kren or us k bad trade start kren.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: NEWS k time pe kabhi bhi trade na lagayen.

                              hamy news ko watch kar ky kam karna ho a pher he hm pasia kama sakty hain hum is mai part time bekam kar sakty hain hum is mai ful t ime be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai am akr sakty hain hamy is mai market ke movement ko samj kar is mai pasia invest karky kam karna ho ga hum si maai pairs mai or currncy mai kaa mkar sakt yahin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X