support and resistence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    support and resistence in forex
    bhaiyoon forex aik aisa bussines hay jismay hum earn kerte hen per ismay most important aik cheez hay wo support and resistence hay ya aik aise cheeez hay ap jo bhi strategy use kerou pher chahay wo moving average hou ya pher candle stick har strategy may support and resistence ka amal dhakal zarror houta hay thanks:cool: :cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai muje support or resistance ka to pata nahi lekin main trading candels or moving average ko dekh kar hi karta hu ta k loss na ho q k mere account mein balence b kam hi hai is liye i am very watchful ,.
    • #3 Collapse

      asslom o alikum to all farinds meri sb dosto se guzarish k meny forex nealy join kia he or me trade nahi ke kindly mujhy koi method bta de jis se mujhy loss kam or profit zayda ho agr aesa koi method he to kindly mujhy bta de please
      • #4 Collapse

        forex trading mein hamko chhaiye ke ham is mein khoob mehnat karena ur is mein ham support and resistence ko theek se dekhen aur in areas pe hi trade len.
        • #5 Collapse

          Support and resistance is very important in the Forex market. If we are find out then we are worknthe market regular.
          • #6 Collapse

            Dear Support or Resistence bhot best way hain trading me profit earn krny ky. Support ky bad mrket up show hoti hai jb ky resistence ky bad mrket down. agr ye startegy proper learn ki jaiy to new trader bho jld easly profit earn kr skty hain.
            • #7 Collapse

              yes you are right support and resistance ko samajh kar ham kisi bhi indicator k bager khud se bhi trade kar skate hian
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein important hota he keh hm jo pair trade krein us ke bare mein pore information rkhein us ke support aur resistance ke level ko dekien aur apne trading mein sahih strategy ko istemal krein phr trading se profit hota he
                 
                • #9 Collapse

                  Gee mery bahi forex market mai support aur resistance bohat zada Important hai. Es ki madad say ap market mai sell ya buy ka oder open kr sakty hai. Agr ap Fibonacci I dicatkr ko use krtay hai tou ap asaani say support aur resistance ki li e draw kr sakty hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    gee haan trading market ke support aur resistance ko smjhna trader ke lie acha he aur jb trader ko apne market ke support aur resistance ke point ka pta chl jata he phr trader apne trading sahih trend se krta he aur trading mein trader acha kam kr ke successful trading krta he aur trader ko moving average indicator ke istemal se market ke support aur resistance asane se smjh ate he
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X