What to do after loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    i learn again and i see the mistake i made and try to learn again its will be good for me and i trade again
    in this market again so in every time i learn and learn its will be good for me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      mery hyaal se loss honey k bdh ek trader ko negative nahi sochna chahey q kay loss ka matlab failure nahi hota. same esi terha aap ziada try krky achi samaj ksath next good timing me trade kry toh loss bhe cover and profit bhe gain hoskti hy..
      • #123 Collapse

        dear forex trading is a like a business and there is a loss and profit in every business so we must not be worried about our loss and we must learn from our loss in it and we must learn this business in the forex trading demo account.
         
        • #124 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          Because i am here in forex trade for a few days only so i want to know those who have faced an unfortunate loss in their trade that what do they usually do after that, just become disappointed and quit the trade or start with a new strength.
          DEar,,,, loss to buisnes main huta rehta hai is ki wajah se koi tension sir nhi leeni chaheye,tension se maazeed apko loss ka samna keran per sakta hai,jub loss hu to ap us loss se kuch seekhu k kis wajah seloss huwa takay wohi mistake dubara na husake,.
           
          • #125 Collapse

            dear forex trading aik asan online aur profitable business hay aur hum asani se forex busines me learning ki madad se profit earn kar sakte hain aur ache trader wohi hota hay jo humesha apne loss se learn kar kay forex business me successful trader ban je.
             
            • #126 Collapse

              Loss kay bad humain chahye kay huum apni tawaja kaam par hi rakhain aur himat na haarain aur tarki karain kiun kay iss say hum mehnt na karain taky iss main hum yada achi tarki karain aur kaam karain taky iss main hum aghy aur tarki karain
              • #127 Collapse

                salam to all dosto forex aik perfect business hay iss lai like other business iss may profit ka sath loss ka bhi chances hay,is lai loss per dill nahi chor na chiya or next time behter planingka sth trade karain.
                • #128 Collapse

                  ager ak trader ko loss ho jay tous ko chahye g k forex trading me wo pejhle knowledge ghain kre or pher is forex me demo account bana k us pe chi tra se trading kre or pher ja k wo forex me km kre real trade k lie forex rsiky ha is ko seekhna bohat hi ahm h g
                  • #129 Collapse

                    Loss honay kay bad ap apni trading ko kuch days k liye side pe karin or judge karna start karin k mugy loss kesay or kis waja se hua, agar ap apni is mistake ko find kar k theak kar lain to no doubt ap ko future mein loss ratio ko kam kar lain gay.
                     
                    • #130 Collapse

                      ye aik general baat hai ke nuqsaan ke baad koibhi dobara us kam ko nahi karta kion ke app ne wahan se earn karna hota hai aur jab apko loss ho jae aur apko apki mahnat na mile to app dobara us par kam nahi karen ge isi liye trading mai mind ko sahi rakhna parta hai
                       
                      • #131 Collapse

                        jee my dear ap ko bath do ky forex aik bhot acha business ha jis me ap ko loss our profit dono hoty ha our ap ko ya bh bath do ky loss ka bad ap ko dill ko chuta nahi karna chay our instaforex ka sath attach rhy our bonus sa ap phr trading kar sakty ho
                        • #132 Collapse

                          Mjhe jb bhi continuous losses hote hain to main trading band kardeta hn aur 1 ya 2 din baad trading phir se start kar deta hn,is se bohat faida hota hai aur mind bhi relax hojata hai,kiunke agar continuous losses mein ap trade karenge to apko aur ziyada loss hoga.
                          • #133 Collapse

                            dear loss aur profit to har kam main hota ha aur forex trade main agar aap sochtay hain kh asa nahi ho ga to aap ghalat sochtay han.lakin loss ki sorit main hamain apnay aur apnay managemant k kam ko dhakna ho ga aur honay wali ghaltion ko dobara nahi honay dana. aur marketki trade ko dhaktay huy dobara markit main apni trade karni ho gi aik achi planing k sath.
                            • #134 Collapse

                              bhai ji forex tradeing min jab hamin loss hota hy to is ka matlab yeh hota hy kih hamin is kam ka theek tarah sy experience nahin hy ya phir ham lalach mee aa kar loss kar beithy hain is liy hamin be careful hona chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                after loss hamen kuch nha karna chahea hai hamen apna next target rakhna chahea hai kay hum kesay forex se earning karen aur kesay loss se bach sakain forex mein kiu kay loss business mein hota hai isliye hamen loss se nahi ghabrana chahea hai aur is mein mehnat karne chahea t kay hum profit earn kar sakain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X