What to do after loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    Bhai me Abhi new hon or me ne last month thori posting ki thi jis ka bonus mila tu me ne trading kat ke Los Kar dia lakin ab me ak nay jazbay se dobara posting Kar Raha hon or learning bhi Kar Raha hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business kuch bhe nahe loss is part of business yeh to hoona heee hay.....
      • #1263 Collapse

        ghaltiyou ko check karain jin ke waja say aap ko loss howa in ko learn karain taky dub wash na karain.or apni trade ko kam loss per hi cut ker dain.t
        • #1264 Collapse

          Brother hum sab jante hain ky Forex risky business hai aor iss mein agar hamain loss ho jy to hamain himat harni nahi chahiye.Hamin aik bar phir sy koshish karni chaiye aor apni mistakes sy b learn karna chahiye ta k hum next time profit gain kar sakain...
          • #1265 Collapse

            G janab after loss bht sy log dishurt ho kr trade chor dyty hy or pirr trade krty nai hy lykin in logo ko chahyay ky trading ko cancel krny ki bajaiy ju mistakes ki hy un pr qaboo pana chahyay.
            • #1266 Collapse

              dear loss is the part of a business and if you are not skilled then you can not make money here.i think that the more you learn will make you good and then you can easily earn from trading.i am also learning from demo account and i think that demo is the main thing which can boost a trader to do trade and to make money.
              • #1267 Collapse

                loss k baad trading ko chorna nahee chaye balk phir se mehnat karna chaye aor seekhna chaye aor apni mistkes ko samajhna chaye
                • #1268 Collapse

                  bhae jaan forex trading business aik risky business hai aur is mai profit aur loss dono ho sakty hain. agar aap ka kabhi loss ho jaey to aap ko himmat nahi harni chaheye aur forex ko quit nahi karna chaheye. aap dobara sy mehnat k sath aur market conditons ko daik k trade karo gy to apko loss nahi ho ga.
                  • #1269 Collapse

                    dear agr humay forex trading mai kabi loss hojata hai tw humay us say darna nhe chaiey balke humay is mai practice karni chaiey or forex aisa busiesns hota ha jis mai humay profit k saat saat loss ka b samna hota hai is mai apko jab profit hota hai us k saat loss b hosakta hai dear
                    • #1270 Collapse

                      ho iss k liay aap google main .main to apnay us loss ko pora karnay main lag jata hoon. forex ke websites nikalain or in main mojud mawad ko achi tarha learn karain
                      • #1271 Collapse

                        Forex trading mein loss hone ke baad commonly mera next target yeh hota hai ke mein apna loss recover karo then hi daily target achieve kerna hota hai aek ache trader ko chahiye ke wph apni investment ko safe rakhe .
                        • #1272 Collapse

                          jee bhai main aap ki baat se agree krta hun k loss k baad bohat se loog mayoos ho jaty hein, jb k hamen aisa nhe krna chaheay, aik wise trader wo hota hy jo apny loss se seekhta hy aur next usi knowledge se khud ko bachata bhi hy next loss se aur faida bhi deta hy...
                          • #1273 Collapse

                            loss ke baad insaan hamesha emotional ho jata hai thora us ko bura lagta hai or aksar woh yahin per galati kar bethta hai jis ki waja se confusion me more and more trades place kar ke us ko losses ho jate hain is me .
                            • #1274 Collapse

                              jub pako lsot ho jata hai tu apko is bat ka andazah hota hai kay apko si buisness mei ye kam nai karna chaiy tah ye pako mistakes ko nai karna chaiy kay kay jsi ko apnay kar diya hai bus pako afssos hi hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                dear loss jab b hota hy hum yehii try kartay hain k jaldii se jaldii loss recover hojaye ta k hum os ko use kar k acha sa faida hasil kar sakain aur apnii life ko enjoy kar sakain,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X