log aksar trade kartey waqt kya galti kartey hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    log aksar trade kartey waqt kya galti kartey hai.
    log aksar trade katey waqt ye galti kartey hai ky wo apney emotions ko control nahi kar patey hai or jazbati hokar trade kartey hai loss kardetey hai apki ki jo rai hai wo share karein plz takay logon ki madad ho sakhy jo loss kartey hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main ager hum log apne emotions ko control nai kerte to hum kbhi be iss platform per earning nai ker sekte kun k emotions ki waja se hum boht se galtian ker jate hain emotions ki waja se greed kerte hain emotions ki waja se fear hota hai emotion ki waja se he hum overconfident ho jate hain sab mistakes ki waja emotions he hote hain so be careful friends :)
    • #3 Collapse

      jee bhai loog aksar trading krty hue ho sb se bri ghalti krty hein wo hy jaldbaazi aur laluch, aur isi waja se unhe nuqsaan bhi uthana parta hy, traders ko chaheay k wo laluch na kren aur puri imaandaari k sath sabr k sath kaam kren aur aik acha profit haasil kr k us se faida haasil kren...
      • #4 Collapse

        yes dear Forex me hamery dushman koi or nahi bal k hamery emotion juldi bazi or lalch hy ye chezen hane jes ki waja se ham loss ker jaty hane agr ham in chezon pe control kery ge to ham loss se bach sakty hane or aik acha trading ker k hame acha profit earn ker sakty hane dear hame Forex me baot zayada mahnat kerna chayia
        • #5 Collapse

          yes dear you are right trader ki sab se bari ghalti hai apne emotions ko control na karana trader khud per qabo nahi rakh pate aur loss kar bethe hain so trader ko chahiye k khud per control rakhen trading k time taa k achi earning kar saken.
          • #6 Collapse

            forex trading main nain jo experience hasil kiya hai wo yeh hai k trader market ko tazi say move kertay huay daikh ker forna us per trade lga dyatay hain jis ka unain baad main nuqsaan hota hai.
            • #7 Collapse

              My dear friends yhe bat to bilkul correct ha ke forex trading market main log bohat jald jazbati ho jate hain or forex main emotional ho kar trading karte hain jis ki waja se wo emotional ho kar ghalt faisle lete hain or loss karte hain.
              • #8 Collapse

                lalach aik bht hi zida bari galti hai jo k log aksar krty hain is main waqai main ap k liye bht hi zida problem ban skti hai is main waqai amin agr ap ko kam krna hota hai to is main ziada se ziada kam krny main asani hoti hai laikin is main waqia ma in kam krny se ia mian
                 
                • #9 Collapse

                  dear forex mai lag jab trading karte hain tu wo aksar loss karte hain es liye ap ko chaiye k enjoy karo ta k ap acha faida hasil kar k apnii life ko enjoy kar sako kabi b loss na karo aur na he ap es business ko chooro...
                  • #10 Collapse

                    ap ko pta hai k jab bhi koi b i smain kam krta hai to is main jo sab se pehly galti krta hai is main waqai main apko lalach paida hota hai jo k aik achi baat nhi hai is main kamkrny se ap ko is m ain waqai main tension hoti hai is main kam krny k liye apko is main waqai
                     
                    • #11 Collapse

                      mainy to forex trading mai jin logo ko ghaltiyan karty daikha hai wo yehi hoti hain k log lalach bohat karty hain. aur kam profit milny k bawjood trade ko close nahi karty. aisy logo ko aksar loss ho jata ha. is liye ham ko chahiye k trade karty waqt lalach na karen taky ham loss sy bach saken.
                      • #12 Collapse

                        We can say that the most of the traders are greedy and emotion this isxbig mistake and they are face the loss. Sothat we are avoid these things.
                        • #13 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum jahan tak mera khyal hay jo sab say basic mistake kartey hen trading kay doran wo aik do trade me profit earn karney kay bad emotional honey ki aur is me laluch karney ki hoti hay jis ki wajah say humara profit be loss me convert ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            G janab log aksar trading krty waqt galtiya krty rhty hy lykin kai log apni galtiyoo sy sabaq seekh jaty hy so us kay bad ap ki tarduing axhi ho jati hy so forex mai yay chexy axhi trha depend krti hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main aksar log greed ki ghalti karty hain or is k bad market trend py khud andaza laga kar or us k bad high profit k chakar main high investment laga k

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X