Broker kya hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Broker kya hy
    Trading ma broker hamary kam ko asan karty hy yano wo commission base per hamary liye trading karty hy yani wo hamary profit ma sa k6 hisa commission ka tor per ya apni fees ka tor per rakhty hy is liye log kam sa kam fees waly broker ki talash karty hy taky unha zyada sa zyada profit mil saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Broker kya hy

    Jis Insan ko Forex per kam karna aur trading Karni nahin aati to Fir vah Apna account broker ko de deta hai broker uska account use karta hai aur uske Bihar per apni trading Karke apne aap ko Kamyab banane ki koshish Karta Hai To isliye Ham Sab ko bhi yahan per Apne time par Apna Kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Broker kya hy

      broker ek aisi website yah trading website hai jo hamen international taur per chij unki trade karvati hai tu Is tarah hamen acche broker ko chus karya ka hai use per trust karke kam karna chahie Agar Ham Khud ko accha aur successful trader banana chahte Hain To hamen broker achcha use karna chahie broker hi hamare liye mostly sab kuchh hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Broker kya hy

        yah ek market ki shakal mein hota hai agar market mein jo kam hota rahata hai vah ismein hamen bhi kam aasan Ho hasil ho jata hai aur ham use waqt abhi kam karne ke liye aane a sakte hain ki jab tak market bhi hamare liye acchi ho sake aur hamara kam bahut best ho sake to humko yah bhi sochana chahie ki agar hamari mehnat hamen kamyab bana gi to sirf apne kacche kam ki vajah se Hi Ham kam yaha banenge aur jo logon ki jyada hi acchi mehnat hogi to vah na Kam nahin ho sakta lekin humko bhi us waqt ka kam karna chahie jab tak mere limit free ho jagah aur hamara kam aasan ho sake agar Ham jyada hi aasan kam apna khate rahte Hain to hamara fayda ho sakta hai aur har kisi ki soch ismein jitni jyada hi acchi hoti hai vah sar apne karm ki vajah se ho sake gi aur main bhi yah baat aur kisi ko aur subah Tak bhi samjhaen ka Ham agar apne aap ko nakam samjhenge to hamari apni galti hoti hai lekin ab hamen apni galti ko dekhna chahie aur is mein hamara kam achcha hota rahata hai to Ham apna Kam achcha bhi kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Broker kya hy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
          broker ek aisi website yah trading website hai jo hamen international taur per chij unki trade karvati hai tu Is tarah hamen acche broker ko chus karya ka hai use per trust karke kam karna chahie Agar Ham Khud ko accha aur successful trader banana chahte Hain To hamen broker achcha use karna chahie broker hi hamare liye mostly sab kuchh hota hai
          Broker jis kw zarye hum forex market main rasai hasil kar sakain jayse ke instaforex
          • #6 Collapse

            Re: Broker kya hy

            hamy is main broker chose kar ky kam karna chahey insta hamara sub sy acha broker han hamy is ko he apna broker chose kar lyna chahey hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hai hamy market ko achy sy samj kar si ky rules ko pora kar ky kam karna chahe ya aik international karobar hian hum ismain gar bath kar kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Broker kya hy

              Dear friends ji brokers woh hai Jo market mein use har chij ke bare mein information hoti hai per vah apne junior ko achcha profit dene ke liye taiyar hota hai Taki vah usse achcha kam Karen jab Ham kisi website per kam karte Hain to hamen iska achcha profit milta hai agar Ham Kam nahin karenge to hamen achcha profit hasil nahin hoga brokers hamari e chijon ko markets name sale karta hai hai jisse jiski vajah se hamen bahut fayda hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Broker kya hy

                broker select kar ky hum amrket mai trade be laga sakty hain forex aik besty busienss hain hamy aik time tbale ban kar kam karmna ho ga per he hum pasa kama saky gy um is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy aik time tbale bana kar kam karmna ho ga um is mai agar lalachi ban ky kamk arty hain to hamara account band ho juy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Broker kya hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza313 پيغام ديکھيے
                  Trading ma broker hamary kam ko asan karty hy yano wo commission base per hamary liye trading karty hy yani wo hamary profit ma sa k6 hisa commission ka tor per ya apni fees ka tor per rakhty hy is liye log kam sa kam fees waly broker ki talash karty hy taky unha zyada sa zyada profit mil saky
                  Forex trading Mein broker Ek middleman hota hai jo ke Hamen international market ke sath Raabta karvata hai aur Hamari jitni bhi trades Hoti Hai unko Lagane Mein Hamari madad karte hain aur international market Mein Hamare capital ko introduce karvata Hai Jiske Sath Ham apni trade open voice wale kar sakte hain aur Apna munafa profit Hasil kar sakte hain. Iske alava Agar broker Na Hota To Ham direct market Mein entrance ke liye Hamen bahut hi capital ki jarurat hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Broker kya hy

                    g han hamy acha broker select akr ky markrt mai kam akrma ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik best busienss hain hum is mai raat mai be ka mkar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain toi hamara acount band ho jy ga hum is mai agar greedy ban ky kamk artyh ain to hamra he loss hain a forex mai hamy soch samj kar is mai kam karmna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Broker kya hy

                      hamy acha broker select kar ky kma karna hop ga pher he hum munfa hasial kar saky gy forex aik best business hain um is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya kabe be katem na hony wal acha business hain um is mai agar olalach oban ky kamk arty hain to hamra he loss hain hamy ahteut sy market mai kam krama h oga
                      • #12 Collapse

                        Re: Broker kya hy

                        forex main unlimited brokers hoty hian hamy achy brokrs ko choose kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty han or acha bonsu hasil kar sakty hian ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 gantho main sy kisi be wat kam kar sakty hjian yai aik asa business hain jis mian ham apny boss hi hoty han is main hamara koi boss nahi hota hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Broker kya hy

                          dear brother Broker Ka Aap kay liy Boat He Important Role Hota hai Ku kay Broker Ke Help Say he Aap Market Main Trades Ko Excutes Kar sakty hain Ager ap ak Perfect Broker Ko Chose nahi karty hain toh aap kpo Market main Boat mushkil ka Samna Karna Par sakta hai iss liy aap ko best broker Ka Chose karna Boat Zrori hota hai Tab he aap market Main Apni Trades Ko best way main Executes Karny kay Sath sath Achi Services Ka use be kar sakty hain iss Kay liy aap ko Chaye Kay broker Ko Join Karny say Pely Iss Kay mutalaq All Information hasil karny ke Koshash karein or Iss ka Complete Revie Hasil kiya karein or uss kay bad he Real investment kiya karein warna aap ko Trading main Loss Ho sakta hai or aap kay Loss Ko Recover Karna Be Difficult Ho sakta hai.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliyar پيغام ديکھيے
                            Re: Broker kya hy

                            hamy acha broker select kar ky kma karna hop ga pher he hum munfa hasial kar saky gy forex aik best business hain um is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya kabe be katem na hony wal acha business hain um is mai agar olalach oban ky kamk arty hain to hamra he loss hain hamy ahteut sy market mai kam krama h oga
                            Dear Broker basically aik company hoti hai jis nay Forex main aik huge amount deposit security kay tour pay ki howi hoti hai or phir broker ko allow hota hai kay woh customers ka account Forex main apply karwa kay account ko open karwa kay dy saky. Ap direct Forex main account open nahi kar sakty hain. Esleye broker kay through ap ko open karna hota hai or ap ki har trade kay badly broker apna commission lay laita hai. Aik acha broker ap chose kar kay apny account ko sahi tarha use kar kay achi earning kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ### Broker Kya Hai?
                              Forex trading aur financial markets mein, broker ek ahem role play karta hai. Broker wo intermediary hai jo buyers aur sellers ko connect karta hai aur trading transactions ko facilitate karta hai. Broker ke bina, trading ke processes aur financial transactions ko execute karna mushkil ho sakta hai. Aaj hum discuss karenge ke broker kya hota hai, iska role kya hai, aur forex trading mein broker ka chunav karte waqt kin baaton ka khayal rakhna chahiye.

                              **Broker Kya Hai?**

                              Broker ek individual ya firm hota hai jo trading services aur financial products provide karta hai. Brokers financial markets mein trading opportunities ko facilitate karte hain aur traders aur investors ko market access provide karte hain. Forex brokers specifically foreign exchange (forex) market mein currency pairs ki trading ko enable karte hain.

                              **Broker Ki Types**

                              1. **Dealing Desk Brokers (DD)**: Dealing desk brokers market makers hote hain jo trading orders ko internal market mein process karte hain. Yeh brokers apne internal systems ke through bid aur ask prices ko set karte hain aur trading orders ko execute karte hain. DD brokers generally fixed spreads aur commission charges ke saath operate karte hain.

                              2. **No Dealing Desk Brokers (NDD)**: No dealing desk brokers market access directly provide karte hain aur trading orders ko liquidity providers ke saath execute karte hain. NDD brokers ki do main types hain:
                              - **ECN Brokers (Electronic Communication Network)**: ECN brokers market participants ko direct access provide karte hain aur trading orders ko network of liquidity providers ke through match karte hain. ECN brokers typically variable spreads aur commission charges offer karte hain.
                              - **STP Brokers (Straight Through Processing)**: STP brokers trading orders ko directly liquidity providers ke paas send karte hain. Yeh brokers bhi variable spreads aur commission charges ke saath operate karte hain.

                              **Broker Ka Role Forex Trading Mein**

                              1. **Market Access Provide Karna**: Brokers forex market mein access provide karte hain aur traders ko currency pairs ki trading ki suvidha dete hain. Traders broker ke trading platform ke through buy aur sell orders place karte hain.

                              2. **Order Execution**: Brokers trading orders ko execute karte hain aur ensure karte hain ke orders market prices ke mutabiq execute hon. Order execution ki speed aur efficiency trading performance par asar daal sakti hai.

                              3. **Trade Execution Costs**: Brokers trade execution ke liye spreads aur commission charges lagate hain. Spread difference between bid aur ask price hota hai, aur commission charge per trade fee hota hai. Brokers ke charges trading costs aur overall profitability par impact karte hain.

                              4. **Trading Platforms Aur Tools**: Brokers trading platforms aur analytical tools provide karte hain jo traders ko market analysis aur decision-making mein madad karte hain. Yeh platforms charts, technical indicators, aur real-time data offer karte hain.

                              **Broker Ka Chunav Karte Waqt Kin Baaton Ka Khayal Rakhna Chahiye?**

                              1. **Regulation Aur Licensing**: Broker ko regulatory bodies ke saath register aur license hona chahiye. Regulated brokers market transparency aur investor protection ko ensure karte hain.

                              2. **Spreads Aur Commissions**: Broker ke spreads aur commission charges ko compare karna zaruri hai. Lower spreads aur commissions trading costs ko kam karte hain aur profitability ko enhance karte hain.

                              3. **Trading Platform**: Broker ka trading platform user-friendly aur reliable hona chahiye. Platform ki features aur tools trading experience ko improve karte hain.

                              4. **Customer Support**: Broker ki customer support services ko assess karna zaruri hai. Effective customer support issues ko timely resolve karne mein madad karti hai.

                              5. **Reputation Aur Reviews**: Broker ki reputation aur user reviews ko check karna bhi important hai. Positive reviews aur good reputation trustworthy aur reliable broker ko indicate karte hain.

                              **Nateejah**

                              Broker forex trading aur financial markets mein ek central role play karta hai. Yeh market access provide karta hai, orders ko execute karta hai, aur trading costs ko manage karta hai. Broker ka chunav karte waqt regulation, spreads, trading platforms, aur customer support ko consider karna zaruri hai. Ek reliable aur trustworthy broker ke saath trading karke, aap apni trading experience ko enhance kar sakte hain aur better trading opportunities ka faida utha sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X