Forex men sabar ki importance......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men sabar ki importance......
    Forex trading men sabar ki bohat zyada importance hai. Agar ap loss k bad sabar nahin kar saktay to ap is business men kabi b kamyab nahin ho saktay....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex men sabar ki importance......

    Is forum pe kaam krty hue sabar krna bahut zruri hy lekin ap koi bhi kaam kr rhy hun apko sabar tahammul se kam krna hota hy aur phir ye to hy hi online trading isme sabar k sath kaam krna hota hy taa k ap jazbati aur emotional ho kr kaam na kren dekh bhaal kr market check kr k trade lgaen aur apka faida ho
    • #3 Collapse

      Re: Forex men sabar ki importance......

      dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay sabrsur hsuslay k sath kam krna zroori ha keun k gorex trading mn jo log sabr k sath profitable podition milnay ka wait krtay hn aur sirf profitable position milnay pr he trade lgatay hn to woh forex trading sa achha profit bhi hasil krtay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex men sabar ki importance......

        Jin logon men sabr aur patience nhi hota woh forex trading men kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur phir mehnat aur lagan se kam tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen lekin loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur loss ka mukabla karen aur phir dobara soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex men sabar ki importance......

          Jo log forex trading men sabr aur bardasht kartay hen woh hi kamyab traders bantay hen kiun k forex trading men loss aur profit hota rahta hey iss liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex men sabar ki importance......

            Forex main saber ki ehmeat bhot zada hai forex ma wohi insan kamyab hota hai jo interested ho kar dil sa kam karta hai. Demo account par achi practise karta hai r acha experience gain karta hai. Candles ki movements ko janta hai stock marketing ka analysis achi tarhan sa seakhta hai. Analysis level apna high karta hai experience improve karta hai knowledge ko itna improve karta hai k forex forumma threads or posts ka mayar high kar pae r informative things post kar pae jo kay dosron k lya interesting ho or motivational hon.
            • #7 Collapse

              Re: Forex men sabar ki importance......

              ji han bilkul aap nahin kiya Gaya main pure ek bar mein sabar karna jaruri hota hai agar hamen a quick bonus nahin milta to ab main sabar karna chahie Kam nahin chhodana nahin chahie aur unko pahle se jyada mehnat karni chahie takat unhen agale ek bahut achcha bonus milega aur vah kamyab honge
              • #8 Collapse

                Re: Forex men sabar ki importance......

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Noor999 پيغام ديکھيے
                Forex trading men sabar ki bohat zyada importance hai. Agar ap loss k bad sabar nahin kar saktay to ap is business men kabi b kamyab nahin ho saktay....
                Yes friend forrc market me loss hone ke bad saber karni chaya aur jald bazi ke sat ao i loss ko recovee karni ke koshish nahi karni chaya bulke market ke aur be zayada analysis karni chaya aur small lot ke sat apni loss ko tecover karni ke koshish karni chaya ager mehnet kare ge ti saber ke sat treading kare ge to market se fayada hasil kar sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: Forex men sabar ki importance......

                  Assalam o alaikum dear friend umeed karta hun k ap khairiyat say houn gay ap ki baat bilkul darust hai insaa ko hamesha sabr say kam laina chaiya kiun k sabr ka phal meetha hota hai agr forex pr baat karain to agf ap trade lagatay hain to us main ap kay mind ka imtehan hota hai kabji trade profit main ja rahi hoti hai to kabji loss main is tarah ap ka mjnd kafi divert hota rahta hai to karaun woh hi ko ap ka experience kahta hai aur sabr say kam lain aur kamyab houn
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex men sabar ki importance......

                    Forex trading men kam sabr r saloon sa krna chahy jld bazi sa kam men nuqsan bi ho sakta ha jitna ap sabr r haslay sa kam kren ha ap us sa bahot profit hasil kr Saktay hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex men sabar ki importance......

                      Forex mein sabar ki important bohat acha swal hai forex main aap sabar ka sath kaam krtay hai tu aap ko uss mein acha profit hasal hota hai agar aap sabar say kaam nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex men sabar ki importance......

                        Assalamu alaikum dear friends Forex mein sawarki bahut jyada importance haiduniya mein koi bhi business hai usmein hamen sabar karne ki jarurat padati hai agar ham forex for mein sabar karenge aur hardware karenge aur Forex ke bare mein acchi information Hasil karenge to ham jarur kamyab honge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X