Skill aur success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skill aur success
    Kaam koi bhi ho uss mai kaamyabi ya success kay liye skills ki zarurat hoti hai aur skills bhi achay aur best honay chaiye. Forex trading mai skills ki madad say he success milti hai. Jo traders yeh samajhtay hain kay skills kay baghair bhi success mill sakti hai woh bohat Bari ghalat fehmi ka shikaar hotay hain. Forex trading aik aisa online business hai jiss kay barey mai tamaam knowledge aur learning bhi online he mill jaati hai. Aur demo trading account to aik aisi izaafi sahoolat hai jo kisi dusray business mai bhi nahi hoti hai.

    Demo trading account say apnay experience aur skills ko improve kerna her trader ki apni quality hoti hai. Jo traders skills ko improve kertay hain aur waqt kay saath saath apni abilities ko barhatay hain woh kabhi bhi nakaam nahi hotay hain. Skills say success milti hai aur yehi kaamyabi best traders banati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Skill aur success

    Gee app sahi keh rahy hai humy forex mai achi earning tab he kar skty hai jab hum mehnat kar k apni skill bamein gy chahy forex mai ho ya kisi bhi field mai ho. Hum ko bohut mehnat karni chahiye tab hum achi profit bana skty hai
    • #3 Collapse

      Re: Skill aur success

      Skills jab improve hotty Hein to kamyabi Khud ba Khud mil jatti h to hmain chahye ken ham log kamyabi ki trf na skills improve karny ki koshish krein yeh jo skills hngy woh Khud ba Khud increase hojaengy to istrha hmain chahye keh ham log mehnat krein to hmain chahye ken ham log mehnat krein
      • #4 Collapse

        Re: Skill aur success

        As salam alikom dear member skills or succes du alag chezen hen but hy dono aik doaty kay baghair adhori is lye jab tk apky pas achi skills na hun tb tk ap succes nh hasil kar sakty
        • #5 Collapse

          Re: Skill aur success

          g bilkul asa he ha kam koe b ho us m apka interest hona bht zarori ha then he best rhy ga ap shok sy kro gyn phr he skill py bht grip ho phr he maza ha kam jo b ho.or demo account wo ha jo new trader un ki practice ky liye bst way of starting ha so us py sb phly hath set then he trading aye gi. kamyab hony ky liye bht mehnt ki zarort ha apko sb ko agr kamyab hona ha to acha sa kam kro din rat ik kr do.
          • #6 Collapse

            Re: Skill aur success

            ji traders ap ne theek kaha hay kay skill or success ye farex trade forum mein do aham cheezen hen jin per ziyada se ziyada dhayan dena prata
            hy ky ham forex forum pe jo work karty hen agr hamary pass achi skill hogi to hi ham kam kar paengy ku kay insan apny hunar se pehchana jata
            hay frex trading ka bhi achay traders kay pas ek hunar hay jis kay zareeay wo is bussiness mein kaymiyab hota hay
            • #7 Collapse

              Re: Skill aur success

              Hamein Apni Skills Ka Faida Uthana Chahiye Koun Keh Isey Hamein Bhut Faida Hasil Hota Hai Isey Hamari Earning Mai Bhut Farq Ata Hai Or Try Karein Keh Apni Skills Ko Sath Improve Bhi Rakehin Takeh Hamein Koi Bhi Problem Na Ho Or Jesy Hum Apni Skills Ko Improve Kartey Jaein Gy Isey Kay Sath Hamein Faida Hasil Yani Success Hasil Hoti Jaye Gi

              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Skill aur success

                Assalam o Alikum. Yes skill yani ksi bi kaam ko krny ki maharat ka hona yani expert hona bi bht zrori ha.. Because apk pas skills hn gi toh tb hi ap wo kaam best way ma kr skyn gy wrna ni.. Aor jb kaam achy sy complete kr ly gy toh off course success apk hissy ma ayi gi aor kaamyaab hn gy... Apko ksi kaam ma Kamyaabi tb hi milti jb apk pas us kaam ko anjaam diny ki skills hn gi...

                اب آن لائن

                Working...
                X