avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex is a world wide online tradng business jo k bohat profitable hai aur complicated bhi kafi hai iss liye iss main shortcut k bare main nhi sochna chahiye aur proper knowledge gain kerni chahiye aur hard working kerni chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Trading real mein long time run kernay wala business hay aur es business mein ap ko chahye keh long run time ki trading karin aur ziada se ziada nafa bhi hasil krin short time trading mein aur shortcut lagnay mein noksan ziada hay
      • #48 Collapse

        shortcuts kisi b field me hn, start me apko faida daity hain phr jb apko adat ho jati h to ap ko nuksaan hona shuru ho jata ha q k ap ne galt rasta choose kia hta ha, or trading me short cuts se bht zyda nuksaan hta ha apki ari mehnat pr pani phirr jata ha..
        • #49 Collapse

          agar 100% profit chaiye to shortcuts ko bhool jao.. forex trading me kam karty wakt b ye baat zehen me rakhe jaye to acha hai...apne kam per dehan do mehnat karo jtna wakt dai skty ho do... try ur best... lekin shortcuts ka sahara na he liya jaye to behtar hai
          • #50 Collapse

            Asallam o Alekum , d g haan brother aesa tou hota hai aur hota reyga kiun kay yeh experience ka hisa hai , aur hum dheet qoam bagair sabak parey kaesey paas hongey , paas honey k liye koi na koi science lagani parti hai so hard work is the key
            • #51 Collapse

              shortcuts are harmful in any facility of time,you talk be prospering to use any sympathetic of snub cut in trading because road can be profitable for shor reading but not for week long measure ,so during trading abstain to use shortcuts.
              • #52 Collapse

                mre bhai hume chhye k jo legal tareqa hy usi hisaab se trading kryn hum qk agr hum shotcuts k chalkr me parege to hume is k bdle me bhari nuksaan b ho skta hy jis ki wajah se hum apna sara profit khodynge mre bhai aurhr sir pkr k beth jaenge k ye humse kya galti hogai shortcut k chakr me apna nuksaan krlya humne
                • #53 Collapse

                  bro mera man hai ke koi bhi businiss ho os mean agar hum shortcut ke sath work karte hain tu hum kafi loss hojata hai or forex trade businiss ek esa businiss hai jahan hum kafi loss hoskta humri ek galti ke waja se jo hum yahan sortcut ke sath karte hain eslye hume yahan ache se or pot=ri knowldege karni chye....
                  • #54 Collapse

                    yes hum ko forex business me shortcuts se loss hota hai hum ko proper skills and knowledge hasil kiye bina iss business me qadam nahi rakhna chahiye kiun ke aisa karne par hum ko nuqsaan ka saamna karna par sakta hai .
                    • #55 Collapse

                      theek bat kahi hai scalping, hedging or indicators sab fazul hain hume apik proper method ko le kar chalna chahiay forex me kiun kay scalping or hedging wager sirf side way bias me hi kam deti hain magar in kay liay bhi expert hony ki zarurat hai or ye bhi different strategies hain jinko adopt kar kay aap apni strategy se hat jaaty hain.
                      • #56 Collapse

                        forex trading is a very profitable online trading business iss liye iss ko proper knowledge aur trading experince gain kerne k baad hi kerna chahiye iss liye shortcuts k bare main nhi sochna chahiye.
                         
                        • #57 Collapse

                          forex trading aik bohat hi acha online business hi ye koi short cut nahi hi ke ap jald ameer ho jao ye aik real business hi jis main nafa orr naqsan doono hote hain agar ap ko earning leni hi to practice or learning lazmi ho gi
                           
                          • #58 Collapse

                            jee han main ap se mutfiq hon ke forex trading main agar ap kamyabi chete hain to ap ko lerning ke sath practice ki zaroport hoti hi iss main kam ker ke kamyab ho sakte ho liken ap ko short cut se bachna ho ga
                               
                            • #59 Collapse

                              Indee each ad every type of action ought ot be used along with correct strategy as well as good considering, usually prevent cutting corners within forex currency tradnig sa well as adhere to the guidelines as well a conditions associated with foreign exchange whic means you may recognize the potency of correct preparing as well as focus on environment.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes ap bilkul sahi keh rhe hen forex business aik reall business hai aur humen reall business ki trha he kam kerna chaye aur short cut ko avoid kerna chaye short cut k chaker men hum boht ziyada loss ker skte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X