avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    yes brother ap ny theak kha kh forex mn ap ko short cut nhi dhondna chya q kh is ka koi short cut nhi ha balkh is ko pahly sekhan or phir hi ap forex mn achi earning kar sakty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      Trading shorcuts ni just mehnat ap ka work ap ka experience aur tawaju mangti hai tabhi ap ko behtr sy behtar milta hai but agr shorcut marny ki koshish karo gy to khud he munh ki khao gy es sy kisi ka kuch ni jay ga bus hamesha thanda kar k khao garm garm sy munh jal jata hai.
      • #903 Collapse

        Yes all kinds of step ought to be gaga correct arrange and positive thinking, continually avoid shortcuts in forex commerce and follow the principles and terms of forex therefore you may notice the effectiveness of correct coming up with and target setting.
        • #904 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
          forex trading me shortcuts boht mahengy per skty hen ,, for example kuch log scalping k zaryay zada profit banay ki kosish krty hen but sometimes trade ghlt ho jati hai aur un ko acha khasa loss ho jata hai ..
          gi han ap bilkul sahi keh rehe hain forex main to kiya her jga per shourtcut se bachna cahiye kun ke shoutcout sirf humen aik ya do dfa kamab karta hai per ye bar bar nahi karta aur exprince bi get nahi hota hai
          • #905 Collapse

            forex business men shortcut way se avoid bohot zarori he kun short men perfact bat ka pta nahi chalta jb k lon way se hum bohot kuch samjha sakte hen or samajh sakte hen es forex trading men har topic k bare men theek answer dya jae
            • #906 Collapse

              han bilkul forex me shortcuts ko avoid karte hue kam karna chahiye kiun ke forex me shortcut method hai he nahi agar aap ko is me kamyab hona hai to aap ko mehnat karni pare gi or mehnat he hoti hai jis se aap ko is business me profits kamane ko mil sakta hai .
              • #907 Collapse

                avoid shortcut in forex trading mey mey aap ko yahi kahta huu key aap ko is kaam mey shortcut ho yaa pir long cut ho aap ko trading karni hogi aap ko is kaam mey paisa kamana hey or yaqeenaan is mey yahi hota hey
                • #908 Collapse

                  gee ha bilkul mein apki bat se agree kartun hu hame trading mein shortcuts nahi apnany chahiye avoid karna chahiye q ke aksar hum t=shortcuts ke chakar mein apna loss kar jaty hain apni jaldbazi ki waja se
                  • #909 Collapse

                    g han humein forx mainshortcuts ku hamesha avoid karna hai kyun k main smjhta hun k is jaisa job aur is jaisi earning aur kahin nhi hai hamare liye
                     
                    • #910 Collapse

                      yes aap bi avoid kary shortcut sy and forex aik risky business hai aur is business mein aap ko hardworking karni parti hai yeh business students ky liye bohat suitable hai aur womens at home trading kar sakti hain so yeh achi oppournity hai hum sab ky liye poor people bi is par trading kar saktay hain aur daily aik achi profit ki ration bana ly gy.
                      • #911 Collapse

                        trading ko ya samajh k start krny hain k vo yahan raaton raat ameer ho jain gy but aysa hota nai hy kiun k yahan koi b shortcut nai hy yahan hum long trum kam kr k hi kamyaab ho skty hian lalach kr k hum yahan fail hi ho skty hian
                         
                        • #912 Collapse

                          forex aik nihayat zabardast business hy jo sirf aur sirf mind se kya ja skta hy... agar ap es mai shortcuts lain gy tu es ka matlb risk ka hy aur risk mai ap ko sirf aur sirf loss ho ga jo k log term k liye ho he nhn skta.
                           
                          • #913 Collapse

                            greed karne se loss hota ahi ap jitna greed krain ge ap ko utna loss ho sakta ahi is liye bhai bat yahio hai ke ap mehnatr krain aur jitna ho sake earn karne ki bjae knowledge gain kren aur exprience gain krain
                            • #914 Collapse

                              G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hmen kabhi bhi shortcut kabhi bhi nahi istmal nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen bht mehnat karni parti ha tb hi hm is business me success hasil kar payen gyn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                g bhai ma ap ke baat sa agree kar ta hou forex trading boht mushkil hy agar ap ko ni ay te or ap es ma kam yab hou na ka leya short cuts ka sahara le te hou jou ka boht galat hy or maray khyal ma trading un ka leya boht assan hy jou es ma proper mehnt kar te hy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X