Leaving forex due to loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leaving forex due to loss
    Dear yah bat such hai k forex aik wide business hai or is main ham ko bahat zyda loss and bohat zyda income ho sakty hai . is lai forex main risk b boaht zyda hai. yahan ap ki trade profit main jaty jaty huy loss main aty dair nahe lagty hai . per asal cheeze jo main is form per share karna chahata ho k ham ko forex main jab loss hota hai to ham us ko chorny ki bat karty hai to yah theak nahe hia. q k forex main ham agr sasmjh kar trading karty hai or kam se kam risk laity hai to us time ham ko forex main loss k chance kam hoty hai to ham ko apny trade ko sooch bechaar k bad he karna hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leaving forex due to loss

    nafa nuksan har jagah per hota hai nuksan aane ki Surat mein Forex Kumar chhode Mal ki koshish Karke apna bahut jyada badhaen aur usse fir se trading karne ki koshish karen aur iske andar in rahe
    • #3 Collapse

      Re: Leaving forex due to loss

      Asalam O Alikum. Loss ki waja say forex ko mat chorein q k give up krny say kamybi ni miltu is k liye apni mistake ko sae kryn cover kryn k kaya mistake hein nhi samjh ati kisi say help lay lien Senior say help lyn or dekhien k wo kis trha kam kar k kamyab ho rhy hein ub tak mehnat ni kro gi kuch ni mily gaw is liye forex ko time do chor k mat jao
      • #4 Collapse

        Re: Leaving forex due to loss

        Forex ko loss ki vajah se leave nahin karna chahie balki aur mehnat aur koshish ke sath use glass ko recover karna chahie Jab aap last ko recover Karte Hain To aap ke andar Ek new feeling jaati hai aur aapko Ek encouragement milati hai jisse aap Gaon Se ladta Hai Aur aapko work karne mein jyada maja aata hai aur aap Jyada work Karke Jyada profile aur Jyada bonus Hasil karna chahte hain Sidhi koshish karen kya kar loss Ho Jaaye use Patel Chhota Karke Forex colive nahin karna chahie Bal ke Mahina ke sath class Ho recover karne ki koshish karne chahie
        • #5 Collapse

          Re: Leaving forex due to loss

          nahi trading ko lost ki waja sa chordna nahi chahiye trading ma bas wohi log kamyab hoty hy jo lost ko nazer andaz kaey yani lost hony per bhi trading kary or apni galtio sa sabak sikhy or asi galti na kary
          • #6 Collapse

            Re: Leaving forex due to loss

            hamy learning gain kar kay ik time tbale bana kar kam kara hp ga pher he hum pasa kama saky gy hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga hum is mai agar greedy ban ky kamk arty hain to hamara account band ho y ga hum is mai agar tuka systm sy kam karty hain to hamara account band ho y ga
            • #7 Collapse

              Re: Leaving forex due to loss

              G han forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay musalsal loss ki waja se himat nhi haarni chahiay balkay loss ka mukabla karen aur phir loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur phir pahlay se ziyada mehnat karen aur soch samaj kar trading karen tu zaroor loss ko recover kar k acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Leaving forex due to loss

                Log yeh kaam ghalt kertay hain kay loss honay per forex ko chor detay hain nahin aap ko forex mein mehnat sae kaam kerna chahyea forex main risk b boaht zyda hai. yahan ap ki trade profit main jaty jaty huy loss main aty dair nahe lagty hai . per asal cheeze jo main is form per share karna chahata ho k ham ko forex main jab loss hota hai to ham us ko chorny ki bat karty hai to yah theak nahin hai balkay humain chahyea kay forex mein humain mehnat kerni chahyea aur acha kaam kerna chahyea
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Leaving forex due to loss

                  Forex trading ke andar bahar se Logon Ko loss hota hai lekin aapko last se Gobra kar market se out Nahin Hona chahie Lekar aapko apni mehnat ko Jari Rakhna chahie aur dubara knowledge Aur experience ke sath jawab market mein enter Honge to Fir aapka loss bi recover Hoga aur profit bhi acha eaen kr Sakenge kabhi bhi loss se ghabrakar market se out Na Ho To Ke Is Tarah aap loss to recover nahin kar sakte aur aapki earning bhi decrease hoti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X