forex required wide knowledge for success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex required wide knowledge for success
    dear ham yah bat janty hai k forex aik risky kam hai or ham us time tak is se earning nahe la sakty hai jab tak ham yah risk na lain hamain risk ko uthana parta hai tab ja kar ham kuch earn kar skaty hai . per aik bat yad rakhain k forex jitny wide hai hamain us per grip karny ka lai b utna wide knowledge require hota or hai. or jab tak ham yah knowledge nahe collect karty to us time tak ham forex trade na krain to bahter hai. is lai fforex per demo hai taky ham demo main kam kar k apny knowledge and experience increase kar sakkain or jab ham real main aty hai to us time hamain koi loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex required wide knowledge for success

    ji bilkul hamen knowledge or experience ke sath apne kam ko kamiya banane ke liye struggle karni chahie jitna jyada apna lekar experience ke sath apne kam ko perform karte hain nahin aapko fayda milta hai aur aap easily is business mein kamyab ho sakta aur apne liye achcha profit gain kar sakte hain aur positively apne kam ko kamyab banane ke liye struggle karte Raha Karen
    • #3 Collapse

      Re: forex required wide knowledge for success

      Ji han main aapki baat se agri karta hun agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko knowledge Hona chahie aapke pass jitne se per knowledge Hoga aur Jitna Jyada experience Hoga aap ki kamyabi ke chances Itni Jyada badh Jaate Hain Forex Mein Kamyab hone ke liye Jhatka knowledge aur Jyada Se Jyada experience Karen Taki aap Kamyab Ho chuke hain aur aap profitable trade lagakar Achcha profit hasal kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: forex required wide knowledge for success

        A o a..!dear members forex trading is a world wide business and a world wide business require wide knowledge ,friends sirf forex hi nahi balk jab hum koi bhi business start karty hn tu agr hum wo business bgher knowledge k strt krty hn tu humen us business mn acha khasa loss ho jata ha aur agr hum.wahi business sari informations k sath mean knowledge se karty hn tu zroor kamiyab hoty hn tu forex bhi ik aesa hi business ha jiss boht knowledge require hota ha kiun keh yeh ik aam aur har ameer ghreeb insaan k liy earning ki best opportunity ha iss liy agr hum iss opportunity ka sahi se faida uthana chahty hn tu isse start krny se phly hmen iss k liy wide knowledge ki zroort pare gi aur hum iss ka knowledge Internet se easily gain kar sakty hn iss liy jab hum yeh business start karen tu tmam mallomat se agahi hasil kar k start karen wrna agr hum yeh business without knowledge and without informations k trade karen gy tu loss hmara hi hoga aur agr achi knowledge gain kar k achi posts karen gy tu faida hi faida hoga aur hum.achi khasi earning kar sken gy iss liy hmen chahiy k koi bhi kam ya business without knowledge k na karen
        • #5 Collapse

          Re: forex required wide knowledge for success

          hamy acha knowledge hasial kar kay ik time tbale bana kar kam karna o ga pher he hum paisa kama saky gy hum is mai posting kar sakty hain hum is maki trade be laga sakty hain yai aik asa business hain o ky kabe be katem nahi ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aiok amm business asa nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: forex required wide knowledge for success

            A o a..!expensive participants forex trading is a global extensive business and a world huge enterprise require extensive know-how ,buddies sirf foreign exchange hi nahi recoil jab hum koi bhi business begin karty hn tu agr hum wo commercial enterprise bgher expertise k strt krty hn tu humen us business mn acha khasa loss ho jata ha aur agr hum.wahi business sari informations okay sath suggest understanding se karty hn tu zroor kamiyab hoty hn tu forex bhi ik aesa hi business ha jiss boht know-how require hota ha kiun keh yeh ik aam aur har ameer ghreeb insaan okay liy incomes ki first-rate opportunity ha iss liy agr hum iss opportunity ka sahi se faida uthana chahty hn tu isse start krny se phly hmen iss okay liy extensive expertise ki zroort pare gi aur hum iss ka information net se easily gain kar sakty hn iss liy jab hum yeh business start karen tu tmam mallomat se agahi hasil kar okay begin karen wrna agr hum yeh business without information and with out informations k trade karen gy tu loss hmara hi hoga aur agr achi understanding benefit kar ok achi posts karen gy tu faida hello faida hoga aur hum.achi khasi incomes kar sken gy iss liy hmen chahiy okay koi bhi kam ya business with out know-how ok na karen
            • #7 Collapse

              Re: forex required wide knowledge for success

              Har field ma knowledge requored hota hy agr knowledge nhi ho ga to ap jis platform per km krty hain vo ruk jain gy us k sth sth agr experience nho hoga to phr ap k km ka koi faida nhi hy jis se ap ko chahyie agr ap forex par km krna chahty to knowlege aur experiene ko increase krain aur jo km amadda agr ap na btana hy is ko cancel kr dain us trah time waste na krain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                FOREX TRADING ME WIDE KNOWLEDGE FOR SUCCESS:-
                Forex trading mein kaamyabi hasil karne ke liye, aapko kafi gehra ilm aur samjh honi chahiye. Forex, yaani foreign exchange market, dunya bhar mein currencies ki khareed o farokht ka bazaar hai. Yeh bazaar 24 ghante khula rehta hai aur currencies ke qeemat mein tabdeeliyan hoti rehti hain. Lekin is bazaar mein kaam karna asaan nahi hai aur agar aapko safalta hasil karni hai toh kuch ahem tajaweezat par amal karna hoga. Yahan kuch mukhtasar points hain jo aapko samjhna hoga:
                FOREX TRADING ME WIDE KNOWLEDGE FOR SUCCESS KEY POINTS:-
                Shuruat Mein Taaleem: Forex trading ke shuru mein, aapko currencies aur trading concepts ke baare mein gehri samjh hasil karni chahiye. Iske liye aap online courses, articles, aur books ka istemaal kar sakte hain. Market Ki Samajh: Forex market ki samajh hona zaroori hai. Aapko currencies ke qeemat mein hone wali tabdeeliyon ka ilm hona chahiye aur yeh samajhna chahiye ke kaun se factors in tabdeeliyon ko mutasir karte hain. Technical aur Fundamental Analysis: Forex trading mein aksar technical aur fundamental analysis ka istemaal hota hai. Technical analysis mein past price movements ki base par trading ki jati hai, jabke fundamental analysis mein economic indicators aur news ka istemaal hota hai. Risk Management: Forex trading mein risk management ka khaas khayal rakhna zaroori hai. Zyada paisa invest karne se bachna chahiye aur har trade mein kitna nuqsan bardasht kiya ja sakta hai, yeh tay karna zaroori hai. Emotional Control: Trading ke doran emotions ko control karna bada mushkil ho sakta hai. Greed aur fear se bachna aur trading plan ke mutabiq amal karna zaroori hai. Demo Trading: Shuruat mein demo account se trading karna behtar hota hai. Isse aap asal paisa nahi lagakar bhi trading strategies test kar sakte hain. Continuous Learning: Forex market mein tabdeeliyan hamesha hoti rehti hain. Isliye aapko hamesha naye updates aur strategies ke bare mein seekhte rehna chahiye. Trading Plan: Aapko trading plan banana hoga, jisme aap apni trading goals, risk tolerance, aur strategies ko define karenge. Patience: Forex trading mein patience (sabr) rakhna zaroori hai. Kabhi kabhi behtar mouke ka intezar karna parta hai. Realistic Expectations: Forex trading se ameer hona asaan nahi hai. Isme samay lagta hai aur aapko realistic expectations rakhni chahiye. Zehmat aur mehnat ke sath, aap forex trading mein kaamyabi hasil kar sakte hain. Lekin yaad rahe, yeh ek high-risk market hai aur aapko apne investments ko samajhdar tareeqay se manage karna hoga.

                اب آن لائن

                Working...
                X