indicator ko use kaise karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator ko use kaise karte hain
    Doston koi bata sakta hai hai ki indicator ko kaise use Kiya jata hai hai aur indicator kya hota hai kya ham indicator se apna knowledge proof kar sakte hain aur hamen kaise use karna chahie kya indicator ki madad se successful trade kar paate Hain hamen iske liye Apne senior se a sikhana chahie aur aur iska knowledge join Karke usko use karna chahie aur forest mein kam karne ke liye time account per practis karne chahie Kitna mumkin koshish ho sake ham demo account per time spend Karen jisse hamara knowledge strong Hoga aur hamen real account mein koi pareshani nahin hogi:1f608:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator ko use kaise karte hain

    Forex mai khud analysis kar k tradevlein kiyu k indicator sy behtar hai k khud chart par analysis draw karein ..indicator ek software hai sirf osky based par entry nahi li ja skti sirf confirmation le ja skti hai
    • #3 Collapse

      Re: indicator ko use kaise karte hain

      A o A; Dear Friends indicators ki selection important hoti hai aur ap ko phir us ke bad practice karni hoti hai agar ap practice karain ge to ap ko us ka knowledge ho ga aur phir hi ap kaam kar saken ge is liye mehnat se ham ne kaam karna hai learn karna hai to ham kameayb ho sakte hain lekin tab tak nahi hon ge jab ham emotional control nahi karte hain agar ham apne emotions ko control kar sakte hain to ham kameyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: indicator ko use kaise karte hain

        hamy knowledge or experience hasil kar ky indicator ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty han yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta ha or ya hamy kam karny par ache earning be dyta hai hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora karky kam karna chahey pher he hm is man kamyabe hasil kar sakty han hum is ko apna life time career be bana sakty hai
        • #5 Collapse

          Re: indicator ko use kaise karte hain

          Indicator ko ham us wqt use kar skty Hein jab ham log bht ziada mehnat krein to hmary liay bht ziada zarori h keh ham.lig in sari chezon ko mind m rakhein agar ham Khud ko kamyab bnana chahty Hein to hmain chahye krh indicator ko use krein us k lye pehly hmain uska use karna ana chahte
          • #6 Collapse

            Re: indicator ko use kaise karte hain

            Indicators ko use karne ke liye pahle aapko pass indicators ka knowledge Hona chahie pahle indicators Ka Chitra samjhaie aur uske bad usko market Mein dhundhe Jab milenge tab aap uska use kar sakte hain jab tak aapko market me indicator confirm Nahin Hote To aap Humko use bhi nahin kar sakte lekin market bhi indicated hone se pahle aapko chahie pahle indicators ko acchi Tarah Se Samjhe hai uske liye aap Kisi bhi senior se help Le sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: indicator ko use kaise karte hain

              Forex mai indicator zeyada tar log sirf confirmation k leye use karty hain or woh analysis k sath indicator ko dekh kar aoni trade confirm lar lety hain. Sirf in chezo k based par trade na li ja skti
              • #8 Collapse

                Re: indicator ko use kaise karte hain

                Asalam O Alikum.
                forex k boht sy indicator hein unko istmal krna har kisi ko nahi ata magr agr ik bar aajye to asani h is ka istmal zyda tar experience bandy krty hein is say chart ma hony wali trading movement ka pata chlta h k kn kis trha trading rate move kr rha h or ap usko kis waqt thk say use. kr skty ho. junior k loye ye samjhna thora muskil hai magr expert or senior ye ba asani ismatal kar skty hein
                • #9 Collapse

                  Re: indicator ko use kaise karte hain

                  hamy market mai indciator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karma ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is ma agar moving indicator ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai agar bager learning ky kam karty hain ti hamy loss hain hamy soch sam kar makret mai kam karna chaey
                  • #10 Collapse

                    Re: indicator ko use kaise karte hain

                    Assalamu alaikum bhai indicator ko use karne ke liye sabse pahle aapko market information hasil karna hoga aur indicators ke bare mein information hasil karni hogi kyunki market mein bahut jyada indicators hai vah aapko tab hi samajh jaenge jab unki are proper study hasil karenge aur uske bad unko demo account per apply karenge kyunki agar aap demo counter indicators ko apply karenge to aap ko pata chal jaega ki yah kitne percent kam karta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: indicator ko use kaise karte hain

                      hamy market mai indicator ko use kar ky kam karma h ga pher he hum pasa kama saky gy forex aik best business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is ma part time be kamk ar sakty hain hum is mai full ime be kam kar saktyh ain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamy loss han
                      • #12 Collapse

                        Re: indicator ko use kaise karte hain

                        Hello members, her Traders apni Strategy k mutabic "Indicators" ko use karta hy koe traders "Customs Indicators" used karty hein aur koe Traders "Default indicators" used kartein hein,likin her trader ki Strategy Indicators ko Strong aur weak banati hy. ager humein Indicator ko istamal karna ata hy to hum acha Profit hasil kar sakty hein aur forex mein Professional trader beh ben sakty hein.
                        Instaforex is the Best broker
                        • #13 Collapse

                          Re: indicator ko use kaise karte hain

                          hamara knowledge strong Hoga aur hamen real account mein koi pareshani nahin hogi, pasia kama sakty hain hum is ma part time be kamk ar sakty hain hum is mai full ime be kam kar saktyh ain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamy loss han
                          • #14 Collapse

                            Re: indicator ko use kaise karte hain

                            main umeed krta hoon kah ap sub kharayat say hoon gay mian ap sy kahn chahta hoon kah ap mian say bahoiut say aisay hain kah jin ko indaketer kayu istamail ka pata nahain hay to jin loogon ko iska pata hay soh is ko istmail kar kay market ke mavement ka pata chala latay hain jab ap ko market ke movement ka pata ho to ap acha kahsa nafa kama sakay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: indicator ko use kaise karte hain

                              Forex trading mein indicators ki 2 types use ki jati hain. Jo k market ki historic price ko use kar k market k future ko acutal movement sy pehly predict kar dety hain un ko leading indicators kaha jata hai. Aeisy indicators ko use karny ka faida ye hai k trader ko time sy pehly market ki information provide karty hain aur in indicators ka nuksaan ye hai ye aksar market mein false move mein trader ko phansa dety haiin.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X