money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    100 dollars k account ko ek month tk is per kaam krna k ap ka account ek month tk kahli na ho is cheez ko moneymanagement kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother ap ne acha taj ziya kia hay agar itni patience apkay ander hay to ye baat to yaqeeni hay k ek din ap kamyaab trader ban k obro gay is tarha apka account tora tora kar k bhare ga aur maintain bhi rahe ga...
    • #3 Collapse

      forex trading mein money management bohat hi ziyada important hai aur apko chahiye ke ap is mein proper money management ke sath hi trading karena ur is mein apni earning barhate jayen.
      • #4 Collapse

        my dear money management bht zada zarori hai kisi bhi business me kiun k jab tak hum planing nahi karte successful nahi ho sakte ye best business hai humare liye iss me koi shaq nahi hai.
        • #5 Collapse

          acha g bhaii theek haii main app kii bat smjh gaye hon ager hum log apni her trade ko iss terha syy lgaye k humara account uss trade main hony wala maximum loss bh bear ker seky to usko money management kahty hain :)
          • #6 Collapse

            gee haan bhai money management ka hona trader ko ata ho aur apne trading mein jb woh money management proper krta he us ko apne trading se boht profit hota he aur trading mein experience money mangement ka trader ne lazme krna he phr boht profit hota he
            • #7 Collapse

              forex trading mein agar apko kamiyab hona hia to apko chahiye ke ap is mien proepr money management ke sath is mien trading karen is mein apko chahiye ke ap kabhi bhi had se ziyada ka risk nahi len.
              • #8 Collapse

                hamari zindgi men money management ki boht zyada importance hai. forex trading men to iski importance mazeed barh jati hai q k ham ne is raqam se trade karni hoti hai. agar account wash ho jaye to phir ham trade b nahin kar saken gay
                • #9 Collapse

                  koi bhi kaam karo pehle ous kaam ko kerne se pehle money management per focused raho kuin ke jis ko business run kerte hoe money management ko nahi seekhta na woh kuch bhi nahi ker sakta market mai.
                  • #10 Collapse

                    bhai money mangment is ko khta hain laqen ya us ke aik branch mein ajta hai asal mein money management mein apko apna investment ka lihaz sa trade lgani hoti hai us mein lot size ko mind mein rakh kar chalna or din mein kitni trade karna sabhe shamil hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein money management buht zaroori hy money management ye hy k ap k account mein jtna balance hy ap ko us balance k hisaab se lot size ko use kar k trading karni hy k agr loss ho tu account Wash na ho is ko hi money management kehty han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X