Forex main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    hum sb is bat say agree hain kay jab hum kisi bhi kam main jazbaati ya jald bazz ho jaty hain tw wo kam humain nuqsan daita hy bilkul isi tarhan say humain yahn par jald bazi karnay say bhi bht zada nuqsan ponchta hay awr badlay main is account say bhi nikal dia jata hay awr again bhi koi chance nai milta .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      Forex trading aik sabar azama karobar he es min sirf wo log hi kamyab ho sakte hin jin k asaab achei tarha hon aur wo nuqsan bhi bardashat kar sakne ka hosla rakhte hon es k sath sath profit pe bhi apne ape min reh sakte hon. Sabar ka daman kabhi na chorin warna ye karobar foran hi apko nuqsan de sakta he. Yhan kafi log sirf apni jald bazi ki wajah se nuqsan uthate hin. Kuwon k jald bazi k nateeje min wo sorathal ka durasat tajziya nahi kar sakte hin.
      • #1203 Collapse

        forex trading main jaldi bazi ka bohat he loss hota hai us ke waja sy ap ko loss he loss ho jaye ga and ap bohat tention main ah jaye gy is lie zara sy ap hold ho ker work kero tha ky earning ho ap ke
        • #1204 Collapse

          forex ke business me hame kabhi bhi jald bazi se kam nhi lena chahye q ke aisa krny se hame acha khasa loss bear krna par sakta hy us liye hame soch samjh ke forex ke business me koi descion lena chahye ta ke ap loss se bach saken
          • #1205 Collapse

            my dear brother mai forex ka aik naya user ho aur forex ko abhi naya join kia hai aur filhal sirf comments kar raha ho aur trading abhi start nahe ki aur jab trading ko start karonga tu kise kisam ki jald bazi se kaam nahe longa kyun keh ye aik ya doo dino ka kaam nahe hai aur jald bazi mai aksar hame nuksaan utaana parta hai.
            • #1206 Collapse

              I think that If you will try fast so then you can loss your money and then you can settle doctor in the marketplace.. but if you give employed on the fitting knowledge and get so then you can get money and then you can get success in this business as you want.
              • #1207 Collapse

                forex main jald baazi ki koi jagha nahin hay kiyon k jald baazi say hamaisha nuqsan hot a hay. forex main to hr qadam pe soch smajh k trade ki jati hay
                • #1208 Collapse

                  bilkul sahe kaha hai ap ne... juld bazi ki trading k business ma koi jagha ni hai or jo traders juld bazi karty hai wo apna loss khud karty hai humain trading ma planning k sath kaam karna chahy ta k humain koi loss na ho
                  • #1209 Collapse

                    haan ye to aap ko pata hai k jaldi ka kam shaitan ka hota hai humein forex tradeing main sabr say kam lena chahey q k agr hum jldi karegay to ho sakta hai k hum say wo kam thek na ho or us ki saza humein loss bharna pare
                    • #1210 Collapse

                      ji haan bro forex main jald bazi ka nuksan hota hy k forex main jald bazi hamasha nuksan dati hy hamin is ko sooch samjh kar work karna chahiya or experence k sath work karna z aroori hy jald nazi nhi karna chiya is say aaap ka apna nuksan hy
                      • #1211 Collapse

                        forex ma hurry ka sath kam karna app ko mahanga par sakta hain may tu ye kehna chahunga ka app is may sakoon ka sath trade kary
                        • #1212 Collapse

                          i believe that the new trader need to learn the basics of trading all again before they trade immediately. There are a lot of trader that want to trade without knowing anything and personally i think that these kind of trader won't be able to learn anything except they lost a great deal of money first.
                             
                          • #1213 Collapse

                            bazurgon kay waqton say chali aa rahee hai k jaldi ka kaam shetaan ka hota hai is baat ka andaaza aapko us waqr he hota hai jab aap jaldi mein ghalat faisla ker k hazaron ka nuksaan ker letay hain.so her faisla soch samajh kerna chahiyay.
                            • #1214 Collapse

                              gee bilkul forex trading main jald baazi karnay walay nakam hojaty hain jo achi money managemaent nahin krta paisay ka ghalt trha se istamal karty hain aur risk ziada lety hain kum tym main ziada kamany ki koshish krty hain asy log fail hojaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                kisi bhi kam ma khwa wo forex trading ya kio or business ho is ma jald bazi nahe karni chaheye q ke agar hum tora lost kare aor pir aik dam jaldbazi kare tho ziyada nuqsaan ka khudsha ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X