Forex main jald bazi ka nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    anab sirf forex he nhi jis kaam mein b jald bazi ki jay gi nuqsan he ho ga aur phir forex to aik buhat sensative trade hai es mein jald bazi ka bht nuqsan hota ha mene ne hud kal jald bazi me gold k sale order laga diye jb k gold up ja rah tha so mera account zero ho gya ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      hmmmmmmmmm just think before doing something.......so after that when you get loss and you will feel shame on yourself and you will want to kill yourself....so first you have to think nefore the work...........
      • #888 Collapse

        ap ne bilkul theek kaha hai.forex trading main jald bzai nahi krni chahy.is main jo bhi jald bazi krta hai humesha uska loss hi hota hai.is main thandy aur hazir dimgh se kam krna chahy.
        • #889 Collapse

          yar dakho jaldi ka kaam to shatan ka kaam hota hy,,,and trading main agar ap aisa karty hain to is ka mtlab yeh hy k ap khud he jan bhuj kar apna loss kar rahy hain ,,,is liye trading main koi bhe jald bazi na karain soch samjh kar trade karain.....
          • #890 Collapse

            Forex ek aesa business hai jiss ny bhi is smain jaldbazii ki hai us sko is smain nuksan he huwa ahi aur wo is smain koi bhi faida nhi hasil kr paya hai . Forex sb sy best business jahi .
            • #891 Collapse

              yes jald bazi say uthayia howa step hamesha lose hi kar watha hy issliye hamesha treadening ko realexe mind hokar karni cahiy e8issy apko bhot support milthi hay
               
              • #892 Collapse

                Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Q k jald baz insan jaldi hi nuksan m ho jata hy.ic liay dosto treding forex m koi jald bazi nai karni chaeye.
                • #893 Collapse

                  Ya forex me humhe jald bazi nahi karni chiye balke humhe har decision soch samjh kar lena chiye aur har decision per confidence rakhna chiyee ....jald bazii se aksar bhot si cheeze left ho jati han jis ka asar hamri trading per parta han
                  • #894 Collapse

                    jald baazi aur lalach karne se bohat nuqsaan hota hai trading me aur me khud bhi face kar chuka hun agr aaapko market me stay karna ho long time aur aap ziada earn karna chahte hai to aapko apne andar patience bhi rakhna hoga.
                    • #895 Collapse

                      g jald bazi Forex trade ma sirf nuksan ki waja hi banagi . bohat sa asa log hain jo jald bazi ma or zyda k lalch ma trade lagaa deta hain or jab loss hota hai to Forex ko blame kerta hain. jab k har trader ko pata hona chaye yaha patience k sath or acha experience ki zarorat hai jo usa kamyabi ki tarf la jaye ga wesa b jald bazi shetan ka hi kam hai
                      • #896 Collapse

                        b bilkul f0rex mein jald bazi ka buht nuqsan hota hy....jald bazi mein hum ek to na hi sahi terha se deciison lay paty hy na hi invest kersakty hy...isliye yh zarori hy k trading mein hum bilkul fresh mind rahay or jald bazi na karain takay hum profit earn kerskaay.....
                        • #897 Collapse

                          jald baazi tou kisi kaam me nuqsaan dy hoti h
                          so yahan b agar jald baazi sy kaam lia jaye tou loss k chances barh jaty hain
                          • #898 Collapse

                            Aagar aap trading me kamiyab hona chatay hain ya agar aap trading me profit hasel karna chatay hain to phr ye trading me jald bazi ko chorna hoga ye jaldi bazi aap ko na hi profit karnay de gi balkay ye aap ko bar bar loss me le jaye gi apnay andar se jald bazi ko khtam kare aur soch smjh kar k trading kare .
                            • #899 Collapse

                              forex me ziada tar new user jald baazi karte hey or short trading me ziada profit ka lalach unhe greedy banata he jiski waja se loss hota he or waqt ke sath sath forex inke liay mushkil kaam ban jata he or account wash hojata he
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                I completely agree with you... forex trading bohat risky business hai... aur trading main nuqsaan say bachnay kay liye hard working bohat zaroori hai... trading main koi bhi faisla soch samajh kar karna chahye... jald baazi main nhn karna chahye kyun kay jald baazi kiye gaye faislay humesha galat hotay hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X