Forex main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    Forex trader ko wasay snyper kaha jata hay or ya aisa shikari jissay bohat zayda wait ker kay aik adha nishana theek theek lgana chahya ap firing zayda kro gay to ap ka loss ho ga asay hi forex trading main trader ko sabar kerna hota hay aik achhay set k wait krna chahaya ta kay ussay opportunity milay to loss na ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      g han bilkul thek kaha ha app ne hamare liye ye ek bohat he zrori bat ha k ham forex k business mein kabi b jald bazi na karen balkay ham hamesha he sabar aur tahamal k sath he kam karen tahky ham kamyab ho saken
      • #1428 Collapse

        g ha g jnab,,is mai jald bazi ka bohat he nuksan hota hay jnab,,is liye insan ko chahye k wo jald bazi sa parhez kary jnab...it is my opinion on it jnab...ok
         
        • #1429 Collapse

          G dear ap ka question both acha ha to dear jo Forex Pakistan ma jald baze krta ha as ko ke loss hota ha ku ka Forex Pakistan ko samaj kr krna pharta ha aro knowledge hasal kr ka souch samj ka jald baze ma koi kam acha sa nahi hota so dear jald baze nahi krne chayia.
          • #1430 Collapse

            Bilkul sahi kaha ap nay forex ma jald bazi bilkul b nai karni chaiye forex market kisi b waqat turn le sakti ha agar hum jald bazi karay gay to loss karay gay
            • #1431 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
              forex jald baazi kernay ka bohat sa nuksaan ho sakta ha ager hum jald bazi mein kisi cheez ko khareedney mein kartay hain us ka ulta nuksaan hum logon ko hi ho jay is liey jald baazi 1 bohat bara nuksaan ha.
              • #1432 Collapse

                forex main jald bazi par zaror nuqsan ho ta he. agr ham forex par trading karte waqt calculation na karen or jald bazi karen ge to nuqsanhamara naseeb bane ga.
                • #1433 Collapse

                  mary bhai ap is trade ma jaldbazi kr ka nuksaan hi pay gy kyoka yahn jaldbazi nahi chalti ap ko yahn fresh ho kr km krna hota ha it is a very profitable buisnees for all of us and do your work regularly ok thanks bro byeee...
                  • #1434 Collapse

                    g han jalbazi me tu nuqsan he nuqsan hay.jab aap kisi trade ko baghair soch samaj kar lagatay hay.tu us me nuqsan ho saktay hay.is liay forex me hamesha koi bhe trade jaldbazi me nahi lagani chhiay.hamesha soch samaj kar trade karni chahiay.
                     
                    • #1435 Collapse

                      my view about this is ...haste makes waste ..no one is here for waste my dear ...every one wants to gain profit so please use your mind when you are in a relax mode ...dont take tension while trading ....it would lead you to heavy loss ...because big mistakes
                      • #1436 Collapse

                        hame forex main jald bazi nahi karni chahie kun ke forex main jald bazi se ham qwrong decision le kar nuqsaan utha sakte hain is lie hame forex main aaram se kam karna chahie or right decision lena chahie
                        • #1437 Collapse

                          forex kiya kisi b kam ma jald bazi nahe karni chae .kiu k jald bazi ma buaht ki kam faida hony ka chance hoty hain aur nuksan k chance zeyada hoty hain .jo b ****la kary us ma apna experiance aur skill use kar k aik behter fasla kar sakty hain
                           
                          • #1438 Collapse

                            yes forex pay ham jald bazi nhe kar sakty kio kay koi bhe kam ho jaldi main nh hota har kam aram sy karna chaye kio kay khas tor pay jab ham trading karty hai us time jald bazi nh karni chaye kio kay hame loss ho sakkta hay
                            • #1439 Collapse

                              sir ap forex trading ki baat kar rahay hain main tu kahon ga kai duniya ka koi bhi business ho us main jal bazi karain gay tu hum hamesh nuksaan hi uthayn gay because wo kahawat tu ap nay suni ho gi jaldi ka kam shiatan ka.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Yes hurry is not good in forex and it can make the loss and sometime due to this we have to face great loss and many other problems, so we should do this trading with our relax of mind and need to keep ourself relax and be patience all the time to get the success.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X