Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????
    Aoa. Kya esa b possible hota hai k jab ziada loss hota hai uski ye b eak waja hoti hy k time by time log trading start kr dety hain jis sy loss ziada ho skta hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

    G han ek din me zyada trading krna bhe apko loss me ly jata hy.. Es lye zyada trading na kry ap ko loss hu skta hy.. Bs ap eek 2 trade he lgay taky ap ko loss ka smana na krna pary.. Zyada sy zyada wakt dy forex ko or hardworking kry.. Ap ko boht acha bonus hasil hu ga..
    Last edited by ; 29-09-2020, 01:03 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

      Gee hai ek din mai bohut zeyada trading karnynko overtrading kehty hai aurvyeh forex mai rules k khlilaf hai is mai sirf loss he loss hain aur koi profit nahi hai. Humko account par ek he din mai zeyada trades nahinopen Karny chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

        Trades ko soch smjh k lagana chaiya jo banda kam trades laga k zyada profit nikal ly wohe expert hota ha or jitni zyada trades lagti hain risk factor be utna zyada he increase ho jata ha is liya khosish krn k trade tab lagayn jab apko confirm ho zyada kam trades lagany sy kuch nahe hota agr apko pata he nahe ha k kab trade lagani chaiya to phir beshak ap jo be kr lain jitni trades laga lain profit nahe ay ga
        • #5 Collapse

          Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem567 پيغام ديکھيے
          Aoa. Kya esa b possible hota hai k jab ziada loss hota hai uski ye b eak waja hoti hy k time by time log trading start kr dety hain jis sy loss ziada ho skta hai???
          Be waja trading yani market se be khabare or be ja trading nukasan ka sabab hay
          Thank you for your attention
          • #6 Collapse

            Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

            Dear Forex Friend's Ak Din Me ziyada Trade krne se Hmein Loss Ho sakta hai Hamein Chahiye ky Trade Soch smajh kr krien Har Business me Loss Ho jata Hai Hmien Soch smajh kr Kam krna Chahiye jo Beh Business Krna Chahiye Uska Experience apko Ana Chahiye Aagar ap Achy Trader ban na chahty Hain to apko Forex pr ziyada Time Dena Chahiye. Or jitna ho Saky work Krna Chahiye ziyada learning krne se apke knowledge me Izafa Hoga or Experience Beh apka Bhary ga Aagar ap work acha krien gy apko Bonus Acha Mily ga or Trader beh Achy Bany gy or Acha Profite Hasil krien gy
            • #7 Collapse

              Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

              G han agr ap forex ke tarf sa deya hoay work sa zada working karain gy tu ap ko loss ka samna krna phr skta ha ap ka account wash ho skta ha is keya forex ke tarf da deya hoy work ko complete karain over trading na karain mahnat sa soch smj kr Karin senior sa help layn zada trading ya zada work na karin
              • #8 Collapse

                Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul theek Kaha Forex trading Mein perform karne ke liye Hamen active mind aur Positive Thinking ke sath Apne Karm ko proper tarike se complete karne ki koshish Karni chahie aur kam profit per satisfy karna chahie Agar Ham greedy aur aur careless Jyada profit Ke Chakkar Mein over trading karne ki koshish Karte Hain To Hamen loss ka Samna karna padta hai aur Hamare account ke Wash hone ke chance bhi badh Jaate Hain isliye Hamen market ki movement ko check Karke trading signals ko follow karte hue trade open Karni chahie aur senior members se guidelines aur informative tips Haasil Karke Apne kaam ko regularly perform karna chahie jisse Ham easily profit earn kar sakte hain aur Forex trading ke Business mein kamyabi Haasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                  Aik din mai bohat ziada trading kerna ya over trading kernay say bhi loss hota hai aur yeh iss wajah say hota hai kay Agar aik he waqt mai ziada trades open ho jaey aur woh loss mai jaey to account balance Kamm hota jata hai jiss ki wajah say equity Kamm hoti hai aur margins khatam hotay jatey hain. Aur account wash honay kay chances barh jatey hain. Forex trading mai senior aur expert traders hamesha yehi kehtay hain kay kabhi over trading nahi kerni chaiye kiyu kay over trading kisi na kisi stage pay loss ki taraf lay jaari hai.

                  Forex trading mai laalach aur greed kay saath jald baazi mill jaey to bohat nuqsaan pohanchatay hain. Forex trading kay liye her trader ko apni trading aik limit mai he kerni chaiye aur kabhi bhi over limit aur over trading nahi kerni chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                    Je agar apka account balance bhut hi zaiada hai tu ap agar trading krty rehty hain lagatar tu apko loss ka zamana hu skta hai because lalch a jatti hai ap mai jis ko waja se loss apka muqaddar ban jatta hai azrori ni lagatar hi trade lagiye thehar tehar k trade lagiye takky profit hi earn hu loss ni
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                      Forex trading per kam karte hue kabhi bhi overtrading Na Karen agar aap overstating karenge to aap usko bahut soch samajh Kar aur market ko analyse karke FIR hi trade karen to aap ismein Kamyab ho sakte hain ya aap per depend karta hai ki aap itni zyada hardword karte Hain Jin logon ne bhi Forex trading mein overconfidence se kam liya hai ya overtrading se kam liya hai to unko loss hota hai aur unka account wash ho sakta hai bahut samajh Kar aur market ko study karke aur Puri confidence ke sath hamen trade karni chahie agar aap confused hai to kabhi bhi trade na Karen aur overconfidence Hoke to bilkul bhi trade na Karen Taki aapka loss kam se kam ho iske liye Ham seniors ko follow Karen aur ki help Le Leta ke aapko mistakes na Karen aur trading Mein Kamyab ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                        Dear Forex member Ek Hi Din mein bahut jyada trading karna nuksan Deh Hai Kyunki Jab aap ek trade kar lete hain usmein aapko jo bhi fayda ya nuksan hota hai ap usko accept kar len

                        lekin agar aap over trading karte hain to us aapke mind per bahut jyada bojh padh jata hai aur aap ne kya sochna hai aapko Koi samajh nahin aati aur aap apne analysis lagaey aur trend ko samjhy bagher tradr Laga Dete Hain To usse aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai
                        isiliye behtar Hai K ap Din Mein Ek Hi trade open Karen Uske bad rest Karen aur next day trading ke planning Karen jisse aap Jyada Kamyab Ho Jaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                          G haan friends bilkul ek din bhoat zayada trading karna bi ap kai liya loss ki waja ban sakta hai agar ap ko loss say bacha hai tou ap ko chaie kai ap ek din mein 2 ya 3 trading kara aor zayada lalch na karay zayada trading karna ap kai account ko wash bi kar sakta hai ap ko zayada trading karnay say behtarhai kai ap apna zayda focus forex par dey ais say ap ko ya faida ho ga kai ap ko zaaa say zayada information mily gi ais kai saath saath ap ki skills bi improve hon gi na sirf skills improve hon gi balkay ap kai forex par zayada time denay ki waja say ap ko acha bonus bi milay ga jis say ap trading bi kar saktay han ais liya ap ko chaie kai zayada trading na karay balkay ap apna zayda focus forex ko dey shukriya.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                            G han aik din me zayada profit ki lalach me zayada trading lose ki sab say bari wajah hy lehaza hamy is say kinara karna karna or kam.trade kary but achi trade kary taky profit kam hu to.lose bhi kam hu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya Eak din main bohat ziada trading krna b loss ki waja hai????

                              Assalamu Alaikum dear friend ji han Agar Ham Ek Din mein bahut jyada training karte hain to uski vajah se load ho jata hai Humne isko time ba time Hamen apna trading Karni chahie aur Hamen Kisne overtrading Nahin Karni chahie Jo log overtrading karte hain Vahi log Kamyab Nahin Hote Hamen chahie ki Hamen aur kaun si dance ke sath trading Karni chahie aur Jyada Se Jyada karna chahie Hamen pure Din Bhi Agar Ham ismein kamae aur trading karna bhi 900 sakta hai Hamen trading Nahin Karni chahie Ham ismein banana kam ho Jaate Hain isiliye work Se Jyada working Karenge to aap loss ka Samna karna padhta hai Hamen chahie kya Mein Forex ki taraf se Diya vah work complete karna chahie aur Jyada overtrading Nahin Karni chahie Hamen is senior se help Lekar Aage Badhana chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X