Market ko dekh kar trading kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ko dekh kar trading kary

    hamesha soch samajh Kar Hi trading karni chahie jitna jyada Ham soch samajhkar trading karenge utna jyada hamare liye benefit se aur ham ismein se achcha se achcha profit bhi hasil kar sakte hain hamen chahie kya match mein hamesha soch samajh kar rahi trading karni chahie aur koi bhi train lagane se pahle hamen market ke level ko check kar lena chahie aur uske bad hamen market mein analysis kar leni chahie jitna jyada hamari time account per market ki practice hoga utna jyada Ham match mein se achcha se achcha profit hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ko dekh kar trading kary

      Aapki baat bilkul Hamen Hamesha hi market ko dekh kar trade Karni chahie Kyunki Jab Ham market ki movement ko Samajh Kar trade karte hain tab Hamare profit karne ke chances badh Jaate hain lekin Jab Ham market ki movement post samjhe bagahi open Karte Hain To Hamen vahan se log Ke Siva Kuchh Bhi Hath Nahin Hota isiliye koshish karen ki market ki movement ko acche Se Samjhe aur jab Hamen Lage ke market Hamen proper de sakti hai aur confirm ho jaaye To Hamen trade open Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Market ko dekh kar trading kary

        Business mai kaamyabi uss waqt milti hai jab sahi waqt pay sahi step Lia jaey. Forex trading bhi aik aisa he business hai jiss mai sahi waqt pay sahi faisla ker kay trade open kernay waley he kaamyab hotay hain. Forex trading mai market ki movement ko daikhna, uss ki movement kay trends ko judge kerna aur phir unhain analyze ker kay trade open kerna he faida mand rehta hai. Forex trading kay liye traders ko bohat active rehna hota hai takay unhain achi aur faida mand moves ka pata chalta rahey aur uss mai achi earnings kay maqay miltay rahey.

        Traders ko hamesha market ko daikh kay he trading kerni chaiye aur kabhi bhi baghair sochay samjhay ya jald baazi mai laalach ki wajah say trading shuru nahi ker laini chaiye. Jo traders soch samajh kay trading kertay hain wohi kaamyab hotay hain
        • #19 Collapse

          Re: Market ko dekh kar trading kary

          Jee bilkul market ko dehk kr trading karni chaia jaab taak achi strong analysis ni hogi market sy acha profit hasil kar ni skty hain . Bina analysis k trading possible nahi hain
          • #20 Collapse

            Re: Market ko dekh kar trading kary

            hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kaam saky gy forex iak best business hain hum is mai part time be kam kar saktyh ain hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain hamy aik time table bana kar kam karmna ho ag hum is mai agar lalachi ban ky km karty han to hamy loss ho jy ga
            • #21 Collapse

              Re: Market ko dekh kar trading kary

              Ji han bilkul market Ko dekhkar hi Hamen trading Karni chahie Agar Ham ismein 6 result Hasil karna chahte hain To Hamen market ke mutabik kam karne ki koshish Karna Hogi tab jakar Ham ismein acchi trading kar Sakenge Agar Ham market Ko Dekhkar Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi ismein Kamyab Nahin Ho Sakenge na hi kabhi hamen ismein 6 result Hasil Ho sakega ki trading karne ke liye market ko samajhne bahut hi jaruri hai agar market ko Ham Samajh Kar kam Karenge Tu Hi Ham ismein acchi trading karne mein Kamyab ho sakte Kyunki movement market ki bahut jyada Mushkil pesh Dil Aati Hai Kyunki market ki moment Har Waqt change hoty rahti hai isliye Hamen Soch Samajh Kar Kam Karne Ki Koshish krni chahie
               
              • #22 Collapse

                Re: Market ko dekh kar trading kary

                Market ko dekh kar hi Hamen trading Karni chahie agar Hamara kide ko Samajh Kar trading Nahin Karenge To hamen loss hi hoga Ham kabhi bhi acha profit Hasan nahin kar sakte na hi kabhi hamen ismein acha result han Hota Hai Agar Hamen market ki movement samajh mein nahin aati To Ham Kabhi acchi earning Hasil nahin kar sakte market ko isiliye samajhne ki zarurat Hoti Hai Jitna bete Hain wo hamen market ko analyser Mein laga dena chahie demo account per zyada time Dena chahie tha ki Hamare knowledge or experience badhta Rahe
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Market ko dekh kar trading kary

                  Asalam-o-alikum
                  Ggg blkl hmysha yaad rakhy market ko dekh KY trade Kary kyu KY agr ap ko nai pta KY market main Kia ho raha hai kon si cheez py trade krna Sai rahy GA Ya nai to ap kabi trade nai kr sako KY ap ko loss h ho ga iss Liya market ko dekh kr signals ko analys kr KY taab h trade lagani Hai wrna nai lagani
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ko dekh kar trading kary

                    hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam mkar sakty hain hum is ma agar greedy ban ky kam karty hai nto hamara account band ho y ga hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara account band ho y ga is ko samjan aik din ka kam nahi hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Market ko dekh kar trading kary

                      jee haan market ko dekh kr trade karna bht zarori hy market ku view karay aur es main small volume se trading karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main greedy na karay thankful for question forex me good learner hi good traders ban sakty hey without learning k success mumken hi nahi hay
                      • #26 Collapse

                        Re: Market ko dekh kar trading kary

                        jee haan trading hamesha soch smjh kr karni chye apna daily ka target pora kar loun pir us mien hota yeh tha key market opposite jati thi to kafi time wait karna parta tha market key back honey ka ab mien stop loss laga key thora lot size key barey mien kar rahi houn. demo account pe practice k bad ache trading kr li ha to is se apko idea ho gya ho ga k profits consistent hony chahye beshak small he hon profit ki ache base he trading me insan ko acha banati hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Market ko dekh kar trading kary

                          jee haan trade hamesha soch smjh kr karni chye lazmi rakhna chaye and is main hamain kam se kam profit main bhe trade ko close karna chaye and agar hum greed karain gy to hum loss ko he face kar sakty hain.business gee haan bilkul aisa hee hoota hay start main jo milleyn lay loo.
                          • #28 Collapse

                            Re: Market ko dekh kar trading kary

                            Trading krne sy pehle hmen kuch cheezon ka andaza kr lena chahye sb sy pehle or zaruri cheez k hum kis direction me trade kr rahy hen kya hum trend me trade kr rahy hen ya against the trend. Or hamara trade volume hamary acckunt size k aaccording hai ya is ko adjust krne ki zarurat hai. Is sab baton ka lehaz hum trade krne sy pehle he kr skty hen q k ek bar jb hum trade enter kr dety hen to hamary pas koi optio nahi hoti.
                            • #29 Collapse

                              Re: Market ko dekh kar trading kary

                              jee han market ko dekh kr trade karna bht zarori hy achee learning or experience nahi le ge ham is business see koee earning bhi nahi kar saktee jab tak ham ko tamam bato ke knowledge nahi ho ge ham ko koee na koee masla rahee ga acha learner forex trading mai trade krnay kay different methods ko learn krta hai Forex trading mai hamay learning zaroor krni chaahiye is trhan hamay faida hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Market ko dekh kar trading kary

                                yes dear right kaha forex trading ki merket ko achi tara learning karne k bad he kaam karna parta hain knowledge ko incress karne k bad he kaaam karna hain har traders benefit hasil karne k liye forex trading ko join karna hain forex trading main achi earning krna hain tu hard work kare regular learning ko incress kare jaab tak learning nhe hoti hian vo earning nhe kr skte hain learning karne k liye forex trading ki knowledge ko incress karna parta hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X