Loss ky baad bhi confident rehna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ky baad bhi confident rehna.
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap sab ki knowledge mein hy ky loss har business ka hissa hy kyo ky loss hona proof deta ky business mein success ky liye koshish ki jarai hy. Confidence ka matlab ye nahi ky profit earn karna balky confidence ka asal imtehan us waqt hota jab trader loss face karta hy or mentally fit hoky show kare ky trader loss ky sath bhi khush hy kyo ky jo trader loss ky baad bhi strong confidence ky sath work karta hy unka confidence level normal confident traders ky muqable best hota hy. Isliye trader ko kabhi bhi loss ky baad dis heart nahi hona chahiye balky apni skills mein improvement laye or success hasil karne ko confidence ky sath challenge samjhe.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

    Forex trading Mein loss ho jana Ek aam si baat hai isko Dil per mat le aur apna hard work jari rakhen aur iski zyada se zyada practice karti Rahe kitni bhi senior member hun unko bhi Loss ho jata hai iske liye pareshan Na Ho aur apna chahie rakhenge to aap ismein zarur Kamyab honge yahan per depend karta hai ki aap speak itni zyada hath baat karte hain apni learning ko increase Karen aur trading ke bare mein apna experience zyada se zyada Hasil Karen aur market ko jyada se jyada study karke aap usmein Kamyab ho sakte hain Jin logon ne bhi trade Mein kamyabi Hasil ki hai unhone market ko bahut zyada study kiya hai aur apna knowledge itna zyada increase Kiya hai ki ab vah bahut acchi trading kar sakte hain lost Ho Jane par Jo log kam chhod dete Hain unhen chahie ki aisa nahin karna aur aur aap reading mein sirf aapka hardwork ap ko kamyabi Dila sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

      G Hamein Loss Kay Bad Bhi Confident Rehna Chahiye Or osish Karni Chahiye Keh LossKi Traf Hum Na Jaein Or Apni Trades Ki Traf Focus Karein Tab Ja Kar Hamara Kam Acha Ho Ga

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

        Actual trading Karne walon ko bahut jyada mehnat karni padati hai kyunki Forex trading aisa business hai jismein Bar Bar hamen loss hota hai aur aksar account wash ho jaate hain lekin jo log loss hone ke bad bhi confident rehte hain aur apne kam ke sath committed rahte hain vah dobara bonus lekar start kar lete hain aur iske alava vah previous mistake bhi repeat nahin karte to may bhi unko next try mein achcha profit mil jaaye. Jab ke Kuchh log pahli bar hi account wash hone par himmat har jaate Hain aur Forex trader ke liye aisa karna koi achi baat nahin hai q k eska mtlb h k unka as trader career the end hony ja rha h
        • #5 Collapse

          Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

          Ji han bhai aapane bilkul sahi Kaha Mila Uske bad bhi confident Hona chahie Ham t-shirt Nahin Hona chahie Bal kya may continue to work aur trading Karte Rahana chahie Jiski wajah se mein kamyabi mil Sakte Agar Ham Uske bad this hurt Ho Jaate Hain To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Sakte aur ye Hamari na Kami ka pehla step hota hai jo Ham na kam ho jate isliye main chahie ki Jyada Se Jyada Forex forum Mein Manata hardworking karne aur apni life ko successful Banaya isliye main bahut jyada fayda Hoga aur ham Kamyab bana sakte hain ji thank you so much
          • #6 Collapse

            Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

            Yes you are absoloutly right...
            Confident rahin or kabhi bhi himaat na harain apnay work ko apnay profession ko business ko day by day increase karain or hmesha try to work hard ko follow krain these all things make you and your businesss in forex forum perfect or ap mayosi sy bhi dooor rahain gay so dont be disappointed and continue your hard working day and night and make your work strong q k losss sy bilkull mayoss nh hna blky is b insaan ko learning milti ha knowledge milta is lia mehnat ko jari rakhain loss ko recover karain and hardwrkng jari rakhain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

              bhot he amazing threads ki hain aapne forex trading main agar loss ho jata hian tu achi earning karna hian tu loss ko recover karna must hain loss b tab he recover ho skt ahian jaab merkt main learning strong ho loss eahi traders easy recover kar skte hain jo b traders forex trading ki merket mian strong learning kar k aate hain jis k pas learning nhe hain vo earning kabi b nhe kar skte hian just loss he kar skte hain forex trading ki merket risk wali merket hian
              • #8 Collapse

                Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

                ye ik fatri se baat hai kay loss kay baad aksar log apna confidence loss kr jatay hain, tension mai a jatay hain, market se badla lynay ka sochna start kr dytay hain, overtrading kay through apnay loss ko recover krnay ki koshish mai aur difficulties ka shikar ho jatay hain, aur al last forex ki market mai complete loss kay baad forex ko khairbaad kah dytay hain, ye sb forex mai ik haqeeqat hai, ap ko chai kay agar ap ko loss ho jae tu apna confidence ko loss na honay dain aur dobara achay positive mindkay saath trading karain.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

                  walekum assalam ji Bhai aisa hi hai kyunki agar aap Forex trading mein apna confidence loose kar jaenge aur confidence ke sath trading mein Hi karenge to aap kabhi bhi kam yad nahin ho sakte isiliye agar aap chahte Hain Kya Forex trading mein acche se achcha profit kamai to uske liye aapko Forex trading mein confidence ke sath aur market information ke sath trade karna hoga uske bad hi aap acche se achcha profit Kama sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

                    sahi kaha hai ap ny loss ho jana Ek aam si baat hai isko Dil per mat le aur apna hard work jari rakhen aur iski zyada se zyada practice karti Rahe kitni bhi senior member hun unko bhi Loss ho jata hai iske liye pareshan Na Ho aur apna chahie rakhenge to aap ismein zarur Kamyab honge yahan per depend karta hai ki aap speak itni zyada hath baat karte hain apni learning ko increase Karen aur trading ke bare mein apna experience zyada se zyada Hasil Karen aur market ko jyada se jyada study karke aap usmein Kamyab ho sakte hain agar hamain loss hota hai to waja ko talash karna ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

                      merket main loss b hota hian or profit b merket mian hamesha soach smajh k kaaam karna parta hain kamyab hone k liye forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ky baad bhi confident rehna.

                        Ham Hamen chahie Ham Yahan per koi bhi mistake na Karen Agar Ho Raha Hai usmein Apna Khan potential use na Karen isliye Ham Sabhi kamyabi lene ke liye good time lagaenge automatically Hamare liye kamyabi lena very very easy ho jaega isliye Hamen chahie Dillagi se Forex Mein Achcha time table Banakar Karen Achcha work Hamesha Hamesha property kaise hoga Ham Jab kamyabi Ke Liye Achcha Karenge achha achha hota hai deta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X