Graph ma candlesticks ki ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Graph ma candlesticks ki ahmiyat
    Assalam o alaikum dear frnds kaisa ho ap sab umeed h ap sab khariyat sa hon ga frnds what Is the importance of candlesticks graph in forex trading can anyone tell??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Graph ma candlesticks ki ahmiyat

    dear Jo trade forex market mein apne chat per graft ko dekhkar trade karte hain vah is market mein technical trader hote hain is market mein bahut sare indicator aur tools available hote Hain jismein Ham candlestick pattern ko dekhkar apne account per trade open kar sakte hain Jo trading forex market mein acchi tarike se kam karte hain unko is market mein kamyabi mil jaati hai otherwise humko is market mein nuksan ho sakta hai jo trading forex market mein acchi tarike se kam karte hain unko is market mein success milati rahti hai agar Ham apne account per achcha profit hustle karna chahte hain to humko is market mein hard work karna hoga aur market ki mujhko samajhna hoga iske liye humko is market mein x band karna padta hai Taki Ham is market mein successful ho jaaye.
    • #3 Collapse

      Re: Graph ma candlesticks ki ahmiyat

      Walik assalamualaikum dear !
      Candal stick chart ki tradin me biht zyada ahmiyat ha ...traders piece movements ka jaiza leny k liye candalstick chart ki use krty Han ...price movements ka jaiza candalstick chart candalstick garph mein past price pattern ki base pr Kiya jata ha
      Candalstick garph traders k liye boht useful hota ha ye four points pr future prices ko show krta ha ( open,close,high,low)
      Candstick ki body open or close trade k dramayn price range ki represent krti ha ....traders trading lgaty wkt cahrt ko opn krty Han or usk mutabik trading lgaty Han future ko predict krty huwy ...or khud ko loss se bachny k liye
      • #4 Collapse

        Re: Graph ma candlesticks ki ahmiyat

        Ge dear pyaary Forex candle ki 3 types Hoti hai neutral , bullish or bearish or further eski 3 types ki sub types Hoti hein Jo markets ki different positions or movements Ka btaty Hain Hamm in candlestick sticks ki madad se hi market ko samjaty hein or es ma entry or exit Ka filaisla Kerty Hain eskay Lia ap extensive chart ki study kary candlestick pattern Kay forexelite.com mein apko achay SE samja aygi ke Forex main candlestick q important Hain or unki ahmiat Kia hy
         
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Graph ma candlesticks ki ahmiyat

          Assalam u alaikum dear forex members!!
          Trading main candlestick backbone ki hasiyat rakhta ha. Basically candlestick aik graph hta ha jis sy traders market main price ki movement ka jaiza lety Hain or apni trading ko secure krty Hain.
          Islye hamesha candlestick pattern trading ko chose krna chahye ta ky market ky utaar chrhaoo ka achy sy andaza ho jay.
          Shukrya ❣️❣️
          • #6 Collapse

            Re: Graph ma candlesticks ki ahmiyat

            Ge dear pyary forexer candlestick ki ahmiat graph ma es liye hai qk apko yeh market mein new anay Walt trend ke barey mein agah krta hai jis type ki candlestick market per ban rahi Hoti hai usi hisab SE hamy apni trade Ka faisla Krna Hota Hy buy or sell Mai lekin es ma muskil marhala neutral candlestick patterns Hoti hai kiun constant movement Hoti rehti hai or market Ka pta nhi chlta apko aik mint me Acha profit be de skti hai or aik mint mein loss be de Sakti hai. Zayada tar bullish or bearish trend mein trade lagae qk Usko smjhna be asan Hota hai or highlighted candles ke zariye hmm uptrend or downward market mein Kia hony wala hai uska andaza laga skty hai.
            Shukria.
             
            "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Graph ma candlesticks ki ahmiyat

              dear Jo trade forex market mein apne chat per graft ko dekhkar trade karte hain vah is market mein technical trader hote hain is market mein bahut sare indicator aur tools available hote Hain jismein Ham candlestick pattern ko dekhkar apne account per trade open kar sakte hain Jo trading forex market mein acchi tarike se kam karte hain unko is market mein kamyabi mil jaati hai otherwise humko is market mein nuksan ho sakta hai jo trading forex market mein acchi tarike se kam karte hain unko is market mein success milati rahti hai agar Ham apne account per achcha profit hustle karna chahte hain to humko is market mein hard work karna hoga aur market ki mujhko samajhna hoga iske liye humko is market mein x band karna padta hai Taki Ham is market mein successful ho jaaye.

              اب آن لائن

              Working...
              X