Forex mai career hai k nahi ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai career hai k nahi ?
    Forex mai bohut sy logo ka sawal hota hai k is mai career banaya ja skta hai. Kiya yeh humy monthly acha profit de skta hai. Kiya yeh easy hai ya possible hai.. to mery khayal sy jis kaam ko pori mehnat or achy sy learn kiya jae or knowledge hasil karny k bad oska experience hasil kiya jae beshak is mai time lage ga hum logo ko sabar karna hoga lekin yeh mumkin hai hum acha profit bhi bana skty hain or achi earning bhi kar skty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai career hai k nahi ?

    Yes forex business ko life time carreer job ke tour par asani se join rakha sakta ha keunkeh keh iss men woh tamam facilities or sahoolaten mojod han jinn ki waja se yeh ak long time business ke tour par koey bhi banda join rakh sakta ha iss keliay nah tu ghar se bahar jana parta ha or nah hee iss men koey special tour par office banan parta ha sirf iss men working ke doran focus or tanhaey ki zaroorat hoti ha agar mill jaey tu behtar ha iss ke ilawa iss men bus sangeedgi ke saath mehnat ki zaroorat hoti ha ju har member ko karni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai career hai k nahi ?

      ji bilkul Forex 1 complete online earning career hai jo bhi apna online career start karna chahte on h i k which platform ko join Karen join karne se pahle apni Puri practis Karen ek training ke sath is platform ko join Karen Taki jab vah yahan per kam karen to unhen jyada mushkil 8 ka samna karna pade aur work jaldi acche tractor ki tarah group kar sake aur apna career ko successful banaa sake Ham apna complete time is platform per dekhkar ek achcha online aur din kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai career hai k nahi ?

        Forex mein kaam ker kay aap apnay career ko mehfooz bana saktay hain aur iss mein aap ka career bahut acha hai iss men woh tamam facilities or sahoolaten mojod han jinn ki waja se yeh ak long time business ke tour par koey bhi banda join rakh sakta ha iss keliay nah tu ghar se bahar jana parta ha or nah hee iss men koey special tour par office banan parta ha sirf iss men working ke doran focus or tanhaey ki zaroorat hoti ha agar mil jaye tou behtar hai iss lye aap ko iss mein kaam kerna chahyea forex acha business hai iss mein planning kay sath kaam kerain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai career hai k nahi ?

          Forex trading business Mein carrier Hai Ki Nahin Ham Apna future secure kar sakte hain ya nahin Forex trading business Ek Achcha profitable business hai Ham Agar is business Mein proper planning ke sath kam Karte Hain To Ham is business mein bahut acchi earning kar sakte hain aur apne future ko secure banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai career hai k nahi ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Iftikhar-11 پيغام ديکھيے
            Forex mai bohut sy logo ka sawal hota hai k is mai career banaya ja skta hai. Kiya yeh humy monthly acha profit de skta hai. Kiya yeh easy hai ya possible hai.. to mery khayal sy jis kaam ko pori mehnat or achy sy learn kiya jae or knowledge hasil karny k bad oska experience hasil kiya jae beshak is mai time lage ga hum logo ko sabar karna hoga lekin yeh mumkin hai hum acha profit bhi bana skty hain or achi earning bhi kar skty hain.
            You are right forex friend forex market se her kii apni career bana sakta he mager is ke lya zayada mehnet karni ho ge aur zayada experience ko hasil karni ho ge tab forex market se be ap i career ko be bana sake ge
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai career hai k nahi ?

              Asslam o Alikum!
              Bhut acha question kia h ap ny han g agr hm forex mae hardworking kry gy to hm isy apna career bna sakty hae ye ak bht acha bussiness h js mae koi b mehnti insan kisi b time ghr bhety km kr sakty hae or bht achi earning kr sakty hae agy hm is py mehnat kry gy to hm zarur kamyab ho sakty hae ye ak zabrdast profitable bussiness h js maae planning, market anaylsis or knowlede sy success hasil ki ja sakti h agr hm mehnat or lagan sy km kry to forex mae bht acha career h. Thanks..
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai career hai k nahi ?

                Bht Acha topic h k forex mn career h k ni. Yh totally trader k mindset py depend h k wo forex kis trha adopt krna chahta h as a profession ya srf time pass. Agr ap waqie forex mn interested ho to ap iss mn bht Acha career bna skty ho yh totally apki learning or consistensy or hardworking py depend ho GA. Aksr mn thread dekhta hu to logu ny likha ota h k mn forex sy ktna earn krr skta hu to mn confused ho jata hu.itni brri financial market mn ap bht ziada earn krr skty ho agr apky pas experience or knowledge h to.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai career hai k nahi ?

                  bhai agar tu aapke pass market information hai to fir baat Forex trading mein sagai kar sakte hain lekin agar aapke pass market information nahin hai aap kaun nahin pata technical analysis kya hote hain fundamental analysis kya hote hain candle sticks pattren kya hai aur kaun sa candle stick kab kaun sa kaam karta hai to aap kabhi bhi Forex trading mein kamyab nahin ho sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai career hai k nahi ?

                    Ji han bilkul Forex Ek bahut Achcha business hai Jise Ham Apna future business banaa sakte hain aur is ko apna career abhi banaa sakte hain Kyunki yah Ek bahut purana business hai yah ek do din chalne wala Kam Nahin bol ke Hamesha chalta raha hai aur chalta Rahega agar aap knowledge aur skills ke sath is business Mein Aate Hain To aap ek acchi income Hasil kar sakte hain aur uske bad FIR Aap Ko Kisi dusri job ki Jab business ki jarurat Nahin rahti isliye Agar Forex trading co Apna future business bnana Chahte Hain To sabse pahle Apne knowledge or skills ko improve Karen aur uske bad business Ko Jab aap join Karenge to Fir aapki income bhi acchi Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai career hai k nahi ?

                      Hello everyone good morning
                      Forex mein kam krna hmary leay aik good opportunity hai ..ye aik aisa platform hai jahan hm mehnat sy k kr k bhot as profit b ly skty hain aur is k elawa experience b milta hai aur isi experience ko furtther hm apna career bnany k leay usr kr skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai career hai k nahi ?

                        Assalamu Alaikum dear friends forex for mein Ham Achcha carrier banaa sakte hain iske liye Hamen Forex mein main bahut jyada mehnat Karni Hogi aur Hamen acchi quality ki post Karni chahie Hamen chahie ki Ham singers ko follow Karen Kyunki Ham Singh Se Jyada Se Jyada information Hassan kar sakte hain Forex phone mein Ham Jyada Se Jyada banaa sakte hain Forex form a ham acchi post Karke kamyabi Hasil kar sakte hain aur Apna career bhi bana sakte hain
                        Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai career hai k nahi ?

                          Agar ap k pass bahut acha expetience hai aur ap ko bahut achu trading ati hai to yeh best carrier hai lekin agar ap ko trading nhi ati to yeh acha carrier nhi ho skta kion k jin logon ko achi trading ati hai wo hi sirf yhan acha profit earn kr sktai hain lekin agar ap is ko apna carrier bnana chahtai hain to ap ko yhan bahut zyada mehnat krni ho ge kion k jab tak ap ko trading ka acha experience nhi ho ga ap tab tak achi earning nhi kr sktai ap ko acha knowledge bhi hona chye kion k agar ap k pass acha knwoledge nhi ho ga to ap ko kabhi bhi acha experience nhi mil skta. Is liye ap ko bahut zyada practice krni chye to hi phr ap ko acha experience mil skta hai yeh eik bahut bade market hai jhan se ap apni marzi ki amkunt earn kr sktai hain. Lekin pehle ap ko practice kr k experience hasil krna chye. Eik dfa agar ap ko acha experience ho gae to phr ap yhan se jitne chyein utne earning kr sktai hain ..... .....
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai career hai k nahi ?

                            Assalam o alikam.... G blkl forex mn career acha hy.. Bs jbh bhi ap forex py kam karna start kryn tou sbh sy phly posts kryn thread dn or apny kam pr poori tarha dehyan dn... Phir jbhh apko bonus mily tou uspy trading kryn trding krny pr ap mqrket ko achy sy chk kryn or usky bad hi tarde lgyen trade hamesha usi stock py lgyen jis ki volatility ziada ho sath hi sath us ki liquidity bhi ziada hni chaiye ta k wo long time tk bhi chly or us sy hmy faida bhi ho.. Jbh ap trading krny mn achy ho jaty hn tbh apka career behtri ki tarf jany lgta hy phir usky bad jitny time ap forex py mehnat kryn gy hmy utna hi faida ho ga....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mai career hai k nahi ?

                              Forex mai hum achi earning sirf mehnat par kar skty hain aurvwoh tab he mumkinnahinajb hum dil sy mehnat karein kiyu k jab dil sy mehantbkar learn kiyabjae aur knowledge hasil akrty hai woh sabar saybkarty ahi aur himmat sy ki jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X