greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jee han ham greed ko is business main jitna bhi bura bhla kahen kam hay kun kay greed karnay say achi bhli profit able trade bhi loss main chli jati hay or dakhtay dakaty loss ho jata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      han ji ap ne bilkul sai kaha jab ap without greed kya ap trading karte hain ap ka mind fresh rehta hai ap kuch na kuch earning hoti rhti hai wo earning kam sai but ap ko loss nahi hota but jab ap greed karte hain tu ap ke saath problems hoti hai kyoun ke loss zayda hota hai aur os ko recover karna kafi muskil ho jata hai
      • #153 Collapse

        dear iygywe fyd codyfao iusfvay***fu dvsuvydu vuspvyp dyfufyuasdfhasdp sfyasfafup yfdy adusi vnudgyfafayguvyf ggpuyfdugyagui ygpayturegavdyg gudpfan dufygugafgfd gsdug fdgsdf ggvvpdfis bdfgysiufgysfoui yfuidovhys oigsvsdifvy fud sdfynb dsopbuidfnd soi fsi bsidfyvsfudy uodyboiudnbh
        • #154 Collapse

          May ap ko mashwara deta hon k wo jiss pay amal kar k forex me kamyabi hail kar saktay hain wo hai k wo kabhi b is kaam me lalach na kare.wo raton rat ameer bannay k khwab na dekhay....
          • #155 Collapse

            Dear greedy approach say dur he rahna chaheya or greedy soch ko be mind say out rakha jae tou best hai lakin mostaly ya dakha gaya hai ka jab ham kisy trading mai profit ho raha hota hai tou ham greedy ho jaty hai ka ab zayada trading ki jae or big earning hogi so tab ham say mistake ho jati hai trading mai.
            • #156 Collapse

              yes greed he nuksan ki sab say bari waja hay jab aap apna aik mind set kar len kay mainay itna profit banana hay aaj aur uss kay baad exit ho jayen to aap ko nuksan nahe ho ga so always set your profit and loss target
              • #157 Collapse

                greed sub se zaida nuqsan day sakti hai kyu kay greed ki waja se hum apna buhat he zaida nuqsan kartay hain or hamain loss ho jata hai buhat he zaida is leyeh greed se sub log he bachtay hain or avoid kartay hain takay wo loss na karain or apnay kam main dehan day sakain.
                • #158 Collapse

                  bhai Muj ko tu aik baat k pata hai k jo bhi forex mein greedy ho jata hain ya greedy ki soch la kar ata hain tu un ko itna ziada loss hota hai k wo pher Forex mein trading karna k kable bhi nahi rata hain iss liya forex mein greed k koi bhi jaga nahi hai forex aik legal business hai aur forex mein greedy nahi hona chaya...
                  • #159 Collapse

                    forex trading may bhi g sub say bardi hamri kamzori hoti hay k ham ko jub profit honay lagat hay ham is may greed karna soro kar datay hay or ham ko profit hotay hotay ham is may loss may chlay jatay hay ya forex trading may bhot bori chez hay ham ko is say bachca chaya
                    • #160 Collapse

                      haa jee aisa hee hota hey key jab koi banada greed karta hey tho us ko zyada nuqsaan utana parhta hey or greed ki koi jaga nahi hey trading mey or aap ko chhaiye key aap greed naa karewy greed key ilawa bi aap trading kar saktey hey or greed sey aap ko profit kam loss zyada hoga
                      • #161 Collapse

                        bhai ap nay theek kaha. forex trading main zayada tar trader greed ki waja say apna account wash krwa laitay hain. zayada tar loog trading pay tawaja nahi daitay bass rato raat rich banna chahtay hain. jab k forex trading business main aisa nahi hota. hamaisha mehnat ka phal meetha milta hay.
                        • #162 Collapse

                          yes bro greed ak bht bed thing hai is forum me all treaders ke lye ye ak risky business hai is par hamay easily apne mind se tread krni hoti hai and is forum ke lye learn experince bht important hai...........
                          • #163 Collapse

                            Greedy hona tou aj kal her admi ki adat ban ge hy lakan kbe be Greedy insan kamyab nhe hota hy lalach nhe karna chehye wo khty hy na lalach buri bala hy jo kuch lalach k samny ata hy lalach sub kuch kha jata hy : es lye lye lalach nhe karna chaheye
                            • #164 Collapse

                              yes dear greed ak bht bore cheaz hia agr hum foerx me lalch kre ge to hum ko jo hum ney forex me profit kya hota hia wo be hum se loss me chnage hu gye ga so as me ap bht zaida dehan or samjh kr as me trading kre to he ap as me successful hu sakte hia.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ji haan hum ko forex me koi cheez agar loss deti hai to woh hai lalach and lalach se he hum is business me tarakki nahi kar sakty hain and is se hum ko loss ka saamna karna par sakta hai is lye hum ko lalach nahi karna chahiye and sabar se kam karna chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X