greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Je haan greed ek aisi chez hai jo insan ko kahin ka nhe chhorti isliye jo bhi trade krna chahye ussay yeh baat apny zehn main rakhna hogi k greed sy har hal main bachay aur jald bazi sy kam na lay warna ussay kafi loss ka samna krna par sakta hai lehaza achi trading k lye zruri hay k ap lalach sy hatt kr trading karyn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ye bat to bilkul theek hai grredy person hamesha hi nuqsaan bardaasht kartaa ha is liye is pe control karney ki koshish karni chahiye agar greed karni hai to bhai seekhney ki greed karen jo k achi b ho gi aur positve result b de ge
      • #48 Collapse

        hi ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke greed say ham ko sabse zyada nuqsan hota hay aap ko chahiye kay trading kartay howe greed na kare agar aap greed karenge to aap ka nuqsan ho jaye ga is lye aap ko chahiye kay koi earning ka tariqa ghar banaye our phir trading kare our greed na kare.
        • #49 Collapse

          Jee han bhai ap ne ek bhut achi bat kahi hea au mein agre ekarta ho aur yeh kehna chata ho kea har tarder ke ek week point yeh hea kea agar toh ek trader greed kare ga toh toh usea loss ho ga yeh ek bhut achi planning hea lakin agr ap ne greed karni toh loss ho ga .
          • #50 Collapse

            Greed is one of the most dangerous factors in trading, greed will make you unable to think of the real opportunity and you will be falling into in a market trap, so be careful and make yourself aware about all these risky elements for your trading.
            • #51 Collapse

              forex main ap ko kabi be greedy approch nahe krni chiye is sy ap ka loss he ho ga khoe ky jab forex main greed ah jaye tu is main risk be hai jes waja sy ap ko full loss be ho skata hai
               
              • #52 Collapse

                Muj ko tu aik baat k pata hai k jo bhi forex mein greedy ho jata hain ya gredy ki soch la kar ata hain tu un ko itna ziada loss hota hai k wo pher Forex mein trading karna k kable bhi nahi rata haien iss liya forex mein gread k koi bhi jaga nahi hai forex aik legal business hai aur forex mein greedy nahi hona chaya.
                 
                • #53 Collapse

                  dear friends greed hamari sab se bari enemy hai trading mai... or jab bhi ham koi business start karte hain to hamen greed se door hi rahna chahye qk lalach buri bala hai
                   
                  • #54 Collapse

                    hum nay bachpan me ek greedy dog wali kahani pari the lekin us me wo zyada k chakar me jo us k pas thora hota hai wo b kho bethta hai isi arha heme forex me lalach nahi karni chahye.
                    • #55 Collapse

                      greedy i am not with you dear in this because when you trade in forex you must be good and not thinking in this
                      because this greedy not good for you dear and i don`t like this dear in forex
                      • #56 Collapse

                        greedy approch ap koo laa duba gii..., beacause wahan ap ka damagh b ap ka sath nai da raha hooota ap bs aik baat py concentrate kr raha hoota hain aur woh kya sirf earning good earning aur kuch nai... jub ka ap ki startegy blkul bekr hoo jatii ha...!!!!
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                          greed is the biggest enemy of every trader ,, greedy approach hamesha ap ko nuqsan dati hai , forex trading me kamyab hony k liye ap ko trading per focused rahna perta hi ,, wrna forex trading me kafi nuqsan ho skta hai..
                          i fully agree with you greed is very bad in forex , because they create big mistake and we lost all capital very fast so avoid this feeling during trading and easily get good success in forex business
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            greed is the biggest enemy of every trader ,, greedy approach hamesha ap ko nuqsan dati hai , forex trading me kamyab hony k liye ap ko trading per focused rahna perta hi ,, wrna forex trading me kafi nuqsan ho skta hai..
                            Jee greed aik trader kay liye bahut harmfull hai so humain apni trade main greed say hamesha bachna chahiye kyun iss main hamari bhalai hai.
                            • #59 Collapse

                              greedy approach ki waja say log humesha nuqsan uthatay hain, greedy honay k bajaey agar hum thora profit main khush hona seekh lain to future main kisi bhe baray loss say buch saktay hain....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Meray khayal mian forex trading main nahi bulkeh har bussiness main greedy approach humain loss dila sakta hain agar hum forex tradinng main greedy approach na rakhain tou hum money earning kar saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X