greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    han dear bilkul greed sy dor rehna chahiyeh agar kamyabi chsty hain tu hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnst kry tyb e kamyab ho sktyhmychahiyeh zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh lakavh na kry kbi b tub e kamyab go skty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      markete kis pr rehm nhin krti so give respect to market and also take respect from market.lalch hr area of business main ap kowfa nhin day gi bcoz yeh bori chez hi is say loss kay ilawa kuch nhin milta ap azma kr dekh lo
      • #783 Collapse

        my dear friends,,,,,,,,greed hi trader k loss ki sub se berhi weja ha q k jab bi market me tazi hoti ha hum ziada se zida earning ki koshish me hotay hain ore isi laalech ki weja se loss per loss hota rehta ha jo trader apni earning ka target rukhtay han unain kabi loss nai hota ha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
        • #784 Collapse

          hahah forxe mai greedy aproach bohat he khatarnaka hai but ye kabi kabi ap ko profit be day sakti hai lekan har baar bar nahe es se bacho
          • #785 Collapse

            lalach hamesha insan ko barbaad kr deta hai aur usay kahin ka nai chorta hai. khas tor mein trading krty hoye bikul b greedy nai hona chahiye aur sabr se kaam lena chahiye warna usay bhot loss ka samna krna par sakta hai. sahi waqt pr game mein ana aur sahi waqt mein game ko band kr dena ek achay trader ki nishani hai.
            • #786 Collapse

              jee bhai jaan theek kaha ap ny agr greedy approach ho tau ya har trader ke enemy hy ... bhai jaan hmen trade krty wkt greed ko side pa rakhna chahiy taa k hm achy sy trade kar k acha profit kama sken ....
              • #787 Collapse

                hmny kaha hy ky greed trader ki buhat buri dushman hy, aksar trader zayada ki laluch meen thoray sy bhi jati heen oor nuqsan kur bethtay heen, es lye zaroori hy ky trader greed sy buchay oor small lot size ka istamal kury, thora profit nuqsan sy behter hy. ........
                • #788 Collapse

                  greedy approach sb traders m hoti hy us ki waja sy kafi profit b hota hy r loss b to m spchta hu ye galt hy es trha ni sochna chaheay es sy ap ki trading sahe ni ho gi
                  • #789 Collapse

                    forex mein lalach karna bahot hi loss ho ga and forex aik acha business hai aur is business mein aap ko effort ki need hai aur demo par ziyda sy ziyda practice kary aur apna knowedge increase kary yeh acha hia aur aap apni life happy bana saktay hain forex ky sath so only little effort aap ko is business mein success hasil karwa sakti hai.
                    • #790 Collapse

                      greed is one of the big enemy in forex and it will kill you if you want success in forex then you have to control on your greed and if you can not control on your greed then you have to fight with your self.
                      • #791 Collapse

                        dear ham agar trading me lalach karen gey to kabi b acha profit earn nahi kar sakty kinu k ham agar kesi b business me lalach nahi karty to hamy fayda hi ho ga
                        • #792 Collapse

                          greedy appraoch insan ko lay dobti ha life main isy tarha forex main bhi yeh appraoch insan to naqsan pohncati ha.
                           
                          • #793 Collapse

                            bilkul thek kaha bhai ap ne greed se kabi b koi profit hasil nhe kar skta balkey es se jab b hota ha loss he hota ha kyu ke jab trader more and more earn krney ke chakkar main hota ha to wo apna pehle wala b balance gunwa bethta ha to bhai ap se ye kahu ga jitna ho sakey es se bachna chahye ye bara loss able ha dear
                            • #794 Collapse

                              trading karty waqt market analysis karna zruri hota hy or trades lugaty waqt humy patience se kaam lena chahye or greed se avoid karna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                Greed trade main loss ka main reason ha or dakhnay main yeh aya ha kay hum mostly traders main greed ziada paya jata ha jis ki wajha say humein ziada traders ko hamasha loss ka samna kerna perta ha hume chehy k hum greedy nature say kam na kare jiss say is lye hume kam ko samjhna chahye k kesay kam ko kya jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X